~~Tanhayee~~

by tanha dil tanha safar on May 30, 2005, 11:05:03 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1934 times)
sandhaya
Guest
«Reply #15 on: June 29, 2005, 06:04:42 AM »
nice evry body .............

kya khoob likh rahe hai sab ke sab yahan
apni tuh hasti hi jara si lagi mujhko yahan
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhayee by Sonu in Shairi - E - Zindagi
Tanhayee by Nedura! in Shayri for Dard -e- Judai
TANHAYEE by harshmeet in Shayeri for Dard -e- Bewafai
tanhayee... by diya786 in Shairi - E - Zindagi
khushiiiii
Guest
«Reply #16 on: June 30, 2005, 04:59:27 AM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
Roz badalte mausam jaise kabhi na badli tanhayee
      Isiliye humko lagti hai sabse achchi tanhayee

      Khamoshi ki sard hawayen lekar aayee tanhayee
      Dhoop khayal-e-yaar ki nikli, pal meiN pighli tanhayee

      Lagta hai phir aaj sheher meiN koi tanha-tanha hai
      Dhoond rahi hai phir koi dil door bhatakti tanhayee

      Yadon ke jab phool khkileiN to dil ka aalam kya kahiye
      Har lamhe meiN ghul jaati hai kisi mehek si tanhayee

      VeeranoN ki chhat sir pe aur sannatoN ki deevareiN
      Meri duniya hai itni si maiN aur meri tanhayee

      Beetey huve khushrang paloN ke dil pe saye lehraye
      Ik chandi ka moti ban kar aankh se tapki tanhayee

      Besabri se har ek lamha wo bhi guzara karti hai
      Sooraj dooba sham dhali aur ghar se nikli tanhayee

      Uski zuban-e-khamoshi ko samjhna koi khel nahiN
      Mehfil wale kya samjhenge kya hai kehti tanhayee

      Khush hota huN to lagta hai har pal mujhko ae 'dost'
      Merey naam na ho jaaye phir aaj kisii ki tanhayee


very nice tanha......................
Logged
Tosha
Guest
«Reply #17 on: June 30, 2005, 08:26:23 AM »
Thanx everyone
...
is daard-e-dil ke rukhi sukhi fariyaad aap ko pasand aaye...shayad is zakham-o-daard he ke ganariya aap ko nazaraaye
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #18 on: July 02, 2005, 06:49:13 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "tanha dil tanha safar"
Roz badalte mausam jaise kabhi na badli tanhayee
      Isiliye humko lagti hai sabse achchi tanhayee

      Khamoshi ki sard hawayen lekar aayee tanhayee
      Dhoop khayal-e-yaar ki nikli, pal meiN pighli tanhayee

      Lagta hai phir aaj sheher meiN koi tanha-tanha hai
      Dhoond rahi hai phir koi dil door bhatakti tanhayee

      Yadon ke jab phool khkileiN to dil ka aalam kya kahiye
      Har lamhe meiN ghul jaati hai kisi mehek si tanhayee

      VeeranoN ki chhat sir pe aur sannatoN ki deevareiN
      Meri duniya hai itni si maiN aur meri tanhayee

      Beetey huve khushrang paloN ke dil pe saye lehraye
      Ik chandi ka moti ban kar aankh se tapki tanhayee

      Besabri se har ek lamha wo bhi guzara karti hai
      Sooraj dooba sham dhali aur ghar se nikli tanhayee

      Uski zuban-e-khamoshi ko samjhna koi khel nahiN
      Mehfil wale kya samjhenge kya hai kehti tanhayee

      Khush hota huN to lagta hai har pal mujhko ae 'dost'
      Merey naam na ho jaaye phir aaj kisii ki tanhayee


very nice tanha......................



thanks khushiiiiii & sanhdhya ji...........................................
Logged
dolly
Guest
«Reply #19 on: July 05, 2005, 09:53:49 AM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
Roz badalte mausam jaise kabhi na badli tanhayee
      Isiliye humko lagti hai sabse achchi tanhayee

      Khamoshi ki sard hawayen lekar aayee tanhayee
      Dhoop khayal-e-yaar ki nikli, pal meiN pighli tanhayee

      Lagta hai phir aaj sheher meiN koi tanha-tanha hai
      Dhoond rahi hai phir koi dil door bhatakti tanhayee

      Yadon ke jab phool khkileiN to dil ka aalam kya kahiye
      Har lamhe meiN ghul jaati hai kisi mehek si tanhayee

      VeeranoN ki chhat sir pe aur sannatoN ki deevareiN
      Meri duniya hai itni si maiN aur meri tanhayee

      Beetey huve khushrang paloN ke dil pe saye lehraye
      Ik chandi ka moti ban kar aankh se tapki tanhayee

      Besabri se har ek lamha wo bhi guzara karti hai
      Sooraj dooba sham dhali aur ghar se nikli tanhayee

      Uski zuban-e-khamoshi ko samjhna koi khel nahiN
      Mehfil wale kya samjhenge kya hai kehti tanhayee

      Khush hota huN to lagta hai har pal mujhko ae 'dost'
      Merey naam na ho jaaye phir aaj kisii ki tanhayee


very nice Dear......................................
Logged
Tosha
Guest
«Reply #20 on: July 06, 2005, 06:40:32 AM »
Tum chahe meri sari yaaden dafna do
main mohabbat ka yeh dia dil se bujhne na dungi
tum chahe mujhe bhua do
main tujhe khud se juda hone na dungi

...
Kaha
Logged
dolly
Guest
«Reply #21 on: July 06, 2005, 10:48:58 AM »
Nice one Tosha......................

baithna tha doli mein mujhko,
ke aaj dulhan sii bankar ayi hai tanhaayee,

ajeeb sa sannata tha,aur humein tanha dekh,
shehnaai bajaati aa rahi hai Tanhaayee,

chod gaye hain sab saath mera,
ke aaj phir galey lagaane aa rahi hai meri Tanhayee..........
Logged
Tosha
Guest
«Reply #22 on: July 06, 2005, 11:37:42 AM »
good one Dolly..!!
...
mohabbat main amrit hai to zaher bhi hai sanam
dil lagi hai yeh ke afsana hai yeh ek diloka
isme humne bhi sahen hai lakhon zakham
umeedo ke dori pal main tut jati hai
hum to duaye maangti rahe gaye
na dil aapna na zakham aapne
par hum chup chap yeh daard sate rahe
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #23 on: July 09, 2005, 09:35:09 AM »
nice dolly & tosha both............................................. ........
Logged
Tosha
Guest
«Reply #24 on: July 12, 2005, 09:56:15 AM »
Thanks Tanha...!!!
.....
And Good Job Dolly Usual Smile
...............................
Logged
Tosha
Guest
«Reply #25 on: July 19, 2005, 08:58:01 PM »
Puchte ho tum kyo ki mobabbat main
yeh dillagi tumse kaise kar baithe
in aakhon main sharab kyo dali tumne
jan jante the nibha na sakoge


Quote
Samajh is dil ka daard ... aaj kuch kahena yeh uns chata hai ... nikli hai aah jo is dil se ... koi raaz tujhko sunata hai


mine!!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #26 on: June 20, 2008, 09:46:25 PM »
done
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 07:11:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.192 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer