Tera Yuhn............

by palkhi on June 28, 2008, 07:25:15 PM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 2280 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: July 03, 2008, 02:56:50 PM »
Nice lines Palkhi... Sami jee... nice reply to Palkhi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tera jalwa jisne dekha woh tera ho gaya....! by sharmaarunkumar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4  All »
tera gum by manchanda in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Yuhn Humse................ by palkhi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Yuhn Tho........... by palkhi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TERA GAM by nilotpal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
palkhi
Guest
«Reply #16 on: July 03, 2008, 04:10:05 PM »
Sabah... You are a "master Dard shayir"...
Keep the good work up...


 Awwwww....thanks!!
Logged
palkhi
Guest
«Reply #17 on: July 03, 2008, 04:12:53 PM »
Raaste Khud Hi Tabhaai ke Nikaale Humne,.
Kar Diya Dil Kisi Patthar ke Hawaale Humne,.

Humko Maloom Nahi Kya Shai hai Mohabbat Doston,.
Apna Ghar Phoonk Ke Dekhe hain ujaale Humne,.

_________________________-Jaanasheen

 Awesoem Reply Azeem Bhai!!!!..........

Usski Bewafai Mein Yeh Nooam Ka Dil Pathar Ka Baan Gaiya,
Ankein Naam Ho Gayi, Zubaan Rukh Gayi,
Usski Bewafai Mein Yeh Deewani Ek Lash Ban Gayi.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: July 03, 2008, 04:15:02 PM »
nice lines again Plakhi!!
Logged
palkhi
Guest
«Reply #19 on: July 03, 2008, 04:16:47 PM »
Teri zindagi kisi ki amaanat hai, -
Tum ko maloom nahin yeh haqeeqat, -
Dukhon se umr ko jhoojhti kyun hai, -
Tera dil kis ke paas hai maloom kar. -


(Syed Naami)

Jaanthi Hoon Main Kai Kissi Or Ki Imanaath Hai Meri Zindagi Abb,
Yeh Bhi Jaanthi Hoon Main Kai Mera Dil Kissi Or Ka Hai,
Yeh Zindagi Hai Kissi Ki Imanaat, Or Yeh Dil Kissi Or Ka,
Yeh Kaise Morh Pai Hoon Main Kahri, Ek Taraf Hai Zindagi Or Doosri Orh Dil......
Logged
palkhi
Guest
«Reply #20 on: July 03, 2008, 04:18:21 PM »
nice lines again Plakhi!!

  Thanks Di!!!
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #21 on: July 03, 2008, 06:03:36 PM »
Tareef ka shukriya azeem bhai or achha kalaam pesh kiya aapne.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #22 on: July 03, 2008, 06:38:42 PM »
  Yaadoon Kai Sihaare Hi Khaat Rahi Hai Yeh Zindagi,
  Or Kithna Jee Paongi Main Inn Yaadoon Kai Sihaare,

   Marna Tho Hai Hi Ek Din, Usski Mohabbat Mein Ajj Hi Mar Jaon Tho Kaya Fark Hai........

+++++++++
Logged
palkhi
Guest
«Reply #23 on: July 03, 2008, 08:22:13 PM »

++++++++++


  Wow.......great reply!!

    Gum Ithnai Hai Iss Zandagi Mein Maine Jaile Kai Har Taraf Bas Wohi Dikthai Hai,
   Tera Saath Ho Tho Shayad Jee Pao Main, Yaadein Bhi kaya Cheez Hai, Kabhi Jeenai Nahin Dehthi Tho Kabhi Marnai Nahin Dehthi......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: July 03, 2008, 08:37:31 PM »

bahoot sahi kaha Sayyid jee..

Ke mumkin he jeena bhi yaadon ke dam se
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #25 on: July 03, 2008, 09:31:15 PM »
  Wow.......great reply!!

    Gum Ithnai Hai Iss Zandagi Mein Maine Jaile Kai Har Taraf Bas Wohi Dikthai Hai,
   Tera Saath Ho Tho Shayad Jee Pao Main, Yaadein Bhi kaya Cheez Hai, Kabhi Jeenai Nahin Dehthi Tho Kabhi Marnai Nahin Dehthi......

+++++++++++
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #26 on: July 03, 2008, 09:33:57 PM »

bahoot sahi kaha Sayyid jee..

Ke mumkin he jeena bhi yaadon ke dam se

Shukriya Pooja Ji...Aadaab Arz He. icon_salut
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #27 on: July 04, 2008, 03:00:59 AM »
++++++++++

zindagi ko aazab kar de ga..woh haqeeqat ko hooab kar de ga...
her sitam pe yoon muskurana tera...mari aadat kharrab kar dee ga...
kya khaber thi aaj mahfil main woh...khud ko be niqaab kare ga..
de ke yaroon ke phool hathoon main woh...
zahem dill ko gulaab kar de ga...
kiya habber thi iss tarah  woh...tera jeena aazab kar de ga
Logged
syednaami
Guest
«Reply #28 on: July 04, 2008, 12:11:46 PM »
Jaanthi Hoon Main Kai Kissi Or Ki Imanaath Hai Meri Zindagi Abb,
Yeh Bhi Jaanthi Hoon Main Kai Mera Dil Kissi Or Ka Hai,
Yeh Zindagi Hai Kissi Ki Imanaat, Or Yeh Dil Kissi Or Ka,
Yeh Kaise Morh Pai Hoon Main Kahri, Ek Taraf Hai Zindagi Or Doosri Orh Dil......

Zindagi apni hai dil bhi apna hai, -
Dil ke dard ko ab zara sahna hai, -
Waqt kat jaayega dard mit jaayega, -
Jab Zindagi ko khud se alag paayega. -


(Syed Naami)
Logged
palkhi
Guest
«Reply #29 on: July 04, 2008, 07:47:41 PM »
+++++++++++

   Gum Ko Appna Lohn Gi,
   Bana Lohn Gi Usko Main Appni Zindagi,

 Magar Koy Tho Ho Aisa Jho Mujko Sahara Deh Sakai,
 Koy Tho Ho Jisskai Liyai Mein Jee Sako.....
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 19, 2024, 10:33:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.161 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer