Teri Judaai Main.

by majid on December 26, 2007, 08:20:36 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3135 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: January 09, 2008, 09:21:59 PM »
wah bahoot khoob Majid, Jaanasheen, Roshu and Roja
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: January 10, 2008, 01:23:12 PM »
Shukriya Didi,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: January 14, 2008, 09:50:44 PM »
bahoot khoob Majid and Roja!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: January 18, 2008, 05:37:12 PM »
jo hukum janab!! ekkoshish meri taraf se...

Teri judaai mai na puch kaya haal hota hai
Jakhm rote hai, dil taar taar hota hai

Apni tanhaai se bhag kar kaha jaau
Inhi tanhaaio mai tera hi deedar hota hai

Juda hokar bhi mujhse tu juda nahi
Kaisi tadpan, bebasi ka abhaas hota hai

Raat judai ki ho chuki lambi itani
Subah hone ka kaha koi ab naam-o-nishan hota hai

Teri judaai mai na puch kaya haal hota hai
Jakhm rote hai, dil taar taar hota hai!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: January 20, 2008, 11:45:11 AM »
Waah Didi Jaan Bahoot Khoob Likha Hai apne,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: January 20, 2008, 11:46:32 AM »
kaun aayega yahan koi na aaya hoga
mera darwaaza hawaaoN ne hilaaya hoga

dil-e-naadaaN na dhaDak ae dil-e-naadaaN na dhaDak
koi khat leke paDosi ke ghar aaya hoga

gul se lipTi huyee titli ko girakar dekho
aandhiyoN tumne daraftoN ko giraaya hoga

'kaif' pardesh meiN math yaad karo apna makaaN
abke baarish ne use toD giraaya hoga

\_______________________-Kaif Bhopali
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: January 25, 2008, 11:22:15 AM »
Shukriya Bhaijaan
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: January 25, 2008, 04:56:09 PM »
jo hukum janab!! ekkoshish meri taraf se...

Teri judaai mai na puch kaya haal hota hai
Jakhm rote hai, dil taar taar hota hai

Apni tanhaai se bhag kar kaha jaau
Inhi tanhaaio mai tera hi deedar hota hai

Juda hokar bhi mujhse tu juda nahi
Kaisi tadpan, bebasi ka abhaas hota hai

Raat judai ki ho chuki lambi itani
Subah hone ka kaha koi ab naam-o-nishan hota hai

Teri judaai mai na puch kaya haal hota hai
Jakhm rote hai, dil taar taar hota hai!!!

Kya Kehne Aapke
Sach Main Aapka Jawab Nahi Pooja Ji
Bohat Hi Pyaar Likha Hai Ji
Yun Hi Likhte Rahe
Aur Hum Sikhte Rahe...hmh



shukaria majid ji... agar app char likh dete to hum agge likh sakte kuch!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: February 07, 2008, 11:26:48 AM »
Nice One Majid Bhai,.
Yunhi Likhte Raho,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: February 12, 2008, 11:12:50 AM »
Judaai Ke Saanp Ne Kuch Aise Dasaa Mujhe,.
Main Chahkar Bhi Na Zehar-e-Judaai Nikaal Saka,.

Zindagi Basar Karta Raha Kaali Raaton Me Main,.
Kabhi Roshani Ke Liye Chraag-e-Yaadein Ko Na Jalaa Saka,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: February 12, 2008, 09:18:06 PM »
bahoot khoob majid and Lil bro!!

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: February 13, 2008, 09:41:05 AM »
Shukriya Didi,.
Aap Bhi saath Dona Yaar,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: February 13, 2008, 09:43:36 AM »
payaam aaye hain us yaar-e-bevafaa ke mujhe
jise qaraar na aayaa kahin bhulaa ke mujhe

nashe se kahoon to nahin yaad-e-yaar kaa aalam
ke le udaa hai koi dosh par havaa ke mujhe

judaaiyaan ho to aisi ki umr bhar na mile
fareb to do zaraa sil_sile badaa ke mujhe

main Khud ko bhuul chukaa tha magar jahaan vaale
udaas chhord gaye aainaa dikhaake mujhe

__________________________-Ahemd Faraaz-
Logged
zakhmola
Guest
«Reply #28 on: February 13, 2008, 09:54:14 AM »
mat poocho koyi mujhsey meri judayi ki dastaan
jab bhi tumsey juda [attach] hota hun
main sabsey juda [ dettach ] rehta hun.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #29 on: February 13, 2008, 09:58:11 AM »
mat poocho koyi mujhsey meri judayi ki dastaan
jab bhi tumsey juda [attach] hota hun
main sabsey juda [ dettach ] rehta hun.

Very Nice lines... Zakhmola..
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 02:53:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer