Teri yaad

by Pooja on June 21, 2007, 04:17:17 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2485 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: February 22, 2008, 04:36:18 PM »
shukaria lil bro
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri yaad by Amit Janglan in Shayri-E-Dard
TERI YAAD by mahip in Shayri-E-Dard
teri yaad ki ................ by mahip in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
TERI YAAD by MANN MARJANA in Shayri for Khumar -e- Ishq
TERI YAAD by MANN MARJANA in Shayri for Khumar -e- Ishq
_Vicky_
Guest
«Reply #16 on: February 23, 2008, 12:22:04 PM »
Wah Kya baat hai Pooja Ji.. bahut Bahut Khooooob..!!


Wo Door Kya Hue Mujhse, Barbaad Ho gaya Mera Aashiyaana,
Ujaada Khud Maine Hi Apne Haathon, Mohabbat Ka Thikaana....

Dil Jodne ka Phir Bhi Unse, Dhoondte Rahe Bahaana Yaaron,
Bas yehi Thi Aarzoo dil Ki, Unke Liye Mar ke Hai Dikhana.....
Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: February 23, 2008, 12:24:14 PM »
Bohot khoob Pooja, Khwaish, Jiya, Monali and Vicky...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: February 24, 2008, 02:36:11 PM »
waah Vicky Bhaijaan,.
Kya Likha hai aapne,.
Nice One Yaar,.
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #19 on: February 24, 2008, 02:45:10 PM »
bahoot bahoot shukaria Vicky ji!!!

yaadon ka ek gharonda ban gaya hai
jis main ab yah man bas gaya hai
na pukare ab koi bhi mere naam ko
uaski yaadon ke ansuo main sab thum gaya hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: February 24, 2008, 04:07:19 PM »
Nice one again sis,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: February 25, 2008, 03:38:25 PM »
Thanks Lil bro..

Raahein zindagi ki hamesha hi lagi kyun kanto se bhari
Umar bhar kyun rahi ek talash teri
Tanhaai aor bebasi ka sath hi hamesha paaya
Kyun nahi mila wo mil kar bhi, man ne bas yahi ek sawal hai uthaya!!

Waqat ki hai maar ya takdeer ka hai kheil
Pyar hokar bhi kyun, pyar na najar ayya
Wo chahe mujhe, main chahu usse
Phir bhi yah Milan kyun na ho paaya

Dil mai aai kadwahat ko kaise nikale Pooja
Jab chaha tune hath badana, ek deewar ko hai bich mai paaya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: February 27, 2008, 11:31:09 AM »
Nice One Sisi,.
Yunhi Likhte rahiye,.
And Nice One Pankhuri Sis
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: May 29, 2008, 08:19:36 PM »
shukaria Lil bro
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #24 on: May 30, 2008, 02:15:42 AM »
Wah Kya baat hai Pooja Ji.. bahut Bahut Khooooob..!!


Wo Door Kya Hue Mujhse, Barbaad Ho gaya Mera Aashiyaana,
Ujaada Khud Maine Hi Apne Haathon, Mohabbat Ka Thikaana....

Dil Jodne ka Phir Bhi Unse, Dhoondte Rahe Bahaana Yaaron,
Bas yehi Thi Aarzoo dil Ki, Unke Liye Mar ke Hai Dikhana.....


Itni mayusi?  icon_silent
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #25 on: May 30, 2008, 02:18:13 AM »
Thanks Lil bro..

Raahein zindagi ki hamesha hi lagi kyun kanto se bhari
Umar bhar kyun rahi ek talash teri
Tanhaai aor bebasi ka sath hi hamesha paaya
Kyun nahi mila wo mil kar bhi, man ne bas yahi ek sawal hai uthaya!!

Waqat ki hai maar ya takdeer ka hai kheil
Pyar hokar bhi kyun, pyar na najar ayya
Wo chahe mujhe, main chahu usse
Phir bhi yah Milan kyun na ho paaya

Dil mai aai kadwahat ko kaise nikale Pooja
Jab chaha tune hath badana, ek deewar ko hai bich mai paaya


 Crying sad5
Bahut accha likha hai. Mujhe yeh line bahut accha laga

"Wo chahe mujhe, main chahu usse
Phir bhi yah Milan kyun na ho paaya"

 sad11 itna dard ....Very good ... accha likha hai didi
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #26 on: May 30, 2008, 02:29:56 AM »
Jab se bicharke gaye ho, dard ka mahol hai
Kisee se nahi suljegi taqdeer ab meri

Aaj mera dil toota, kya yeh nayi baat hai ?
Dunia main yeh nayi aur pehli haadsa toh nahi hai

Mitane wale bahut hai is dunia main
Magar afsoos, koyi, pyar ka Mahal basata nahi hai

 tearyeyed





 
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: May 30, 2008, 03:25:29 PM »
Shukaria Sonia... apne bhi bahoot achi lines likhi hai...
apki in line ko najar mai rakhte hue niche do line likh rahi hu 
"Aaj mera dil toota, kya yeh nayi baat hai ?
Dunia main yeh nayi aur pehli haadsa toh nahi hai"



Hu nahi main pehli, per pehla dard tujhi se paya hai
jis se chahe the sab sukh, kyun wo he bedard ho ayya hai
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #28 on: May 30, 2008, 03:47:14 PM »
Shukaria Sonia... apne bhi bahoot achi lines likhi hai...
apki in line ko najar mai rakhte hue niche do line likh rahi hu 

"Aaj mera dil toota, kya yeh nayi baat hai ?
Dunia main yeh nayi aur pehli haadsa toh nahi hai"


Hu nahi main pehli, per pehla dard tujhi se paya hai
jis se chahe the sab sukh, kyun wo he bedard ho ayya hai

Usse ehsaas nahi hai meri tabahi ka
Usne mudkar dekha bhi nahi hai aalam judayi ka
Jinhe ik lamha dekhe bigair karaar nahi tha
Gam ki kaanton main letakar, kafan ooda tanhayi ka
Kuch na keh payi us bewafa sanam ko
Kohram macha dethi, lekin mujhko khayal tha uska ruswayi ka
Jis din se tum gaye ho mujhe chodkar
Kona kona pada hai soona ghar ki angdayi ka
sad7


Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: May 30, 2008, 03:50:13 PM »
 Applause Applause Applause

wah wah wah kaya baat hai... bahoot khoob Sonia... yah line sabse jayada achi lagi..

Jis din se tum gaye ho mujhe chodkar
Kona kona pada hai soona ghar ki angdayi ka

Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 10:58:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.181 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer