tu saath nahin

by vikas_chandra on November 05, 2004, 04:30:32 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1824 times)
muneeb
Guest
«Reply #15 on: November 19, 2004, 04:35:48 PM »
nice all shairs


jab shaam dhaley …
soraj udaaas hota hey,
aur yeh dil kisi key paas hota hey
tab aankhein yunhi anjaan rahoo’n ko takti hein
jaisey kisi key aaney ka unhein ehsaas hota hey,
phir dheeray dheeray woh surmaee shaam …
gehri seyaah raat mey dhal jaati hey,
umeed ki saari kirnein bhi …
yunhi madham per jaati hein,
aur shafaq ki lali ka her rang bhi
jatey jatey jaisey kuch khaas hota hey,
aur tab hi aasmaa’n pey chamaktey tarey
ik paeghaam latein hein
jo kaali raat ki saari seyaahi
apney ander samoney ki
nakaam hi sahi …
per koshish tu kertein hein,
hamein paeghaam detein hein
ki naee subh bhi aaey gee
neya suraj bhi ubhrey ga …
aur yeh hi her shaam hota hey
Logged
Pooja
Guest
«Reply #16 on: November 19, 2004, 05:17:11 PM »
wah!!!! bahoot khoob!!!!
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #17 on: November 19, 2004, 05:36:01 PM »
Very Nice!!! Muneeb ji!!!
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #18 on: July 01, 2005, 08:05:00 PM »
Quote from: "vikas_chandra"
tere labon ki muskaan ko jab bhi sunta hoon
ek aah  si uthti hai
ki ye hamesha mere saath na hogi

teri aankhon ki gahrai me jab khone ko hota hoon
mujhe khayal aata hai
ki ye kisi aur ki amanat hogi

tere dil ki baat hamesha sun na sakoonga
par ye dil maanta hi nahin
ki kal tere dil me jagah kisi aur ki hogi

tujhe mahsoos karna chahta hoon
par tujhe choone se darta hoon
ki kal tu apna ahsaas kisi aur ko degi

mujhse bahut door hogi par dil ke kareeb ho
mujhse alag hone ki soch bhi lo
par meri yaad hamesha tere paas hogi

har ghadi intezaar karoonga teri haan ka
jaanta hoon tumhe fark na padega
par hamen hamesha us haan ki aas hogi

is aas par jeeta hoon, mar bhi to sakta nahin
jaane kis ghadi
kis mod par tumhe meri jaroorat hogi



Nice vikas
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #19 on: July 01, 2005, 08:05:17 PM »
Quote from: "vikas_chandra"
tere labon ki muskaan ko jab bhi sunta hoon
ek aah  si uthti hai
ki ye hamesha mere saath na hogi

teri aankhon ki gahrai me jab khone ko hota hoon
mujhe khayal aata hai
ki ye kisi aur ki amanat hogi

tere dil ki baat hamesha sun na sakoonga
par ye dil maanta hi nahin
ki kal tere dil me jagah kisi aur ki hogi

tujhe mahsoos karna chahta hoon
par tujhe choone se darta hoon
ki kal tu apna ahsaas kisi aur ko degi

mujhse bahut door hogi par dil ke kareeb ho
mujhse alag hone ki soch bhi lo
par meri yaad hamesha tere paas hogi

har ghadi intezaar karoonga teri haan ka
jaanta hoon tumhe fark na padega
par hamen hamesha us haan ki aas hogi

is aas par jeeta hoon, mar bhi to sakta nahin
jaane kis ghadi
kis mod par tumhe meri jaroorat hogi



Nice vikas
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #20 on: July 01, 2005, 08:05:47 PM »
Quote from: "vikas_chandra"
tere labon ki muskaan ko jab bhi sunta hoon
ek aah  si uthti hai
ki ye hamesha mere saath na hogi

teri aankhon ki gahrai me jab khone ko hota hoon
mujhe khayal aata hai
ki ye kisi aur ki amanat hogi

tere dil ki baat hamesha sun na sakoonga
par ye dil maanta hi nahin
ki kal tere dil me jagah kisi aur ki hogi

tujhe mahsoos karna chahta hoon
par tujhe choone se darta hoon
ki kal tu apna ahsaas kisi aur ko degi

mujhse bahut door hogi par dil ke kareeb ho
mujhse alag hone ki soch bhi lo
par meri yaad hamesha tere paas hogi

har ghadi intezaar karoonga teri haan ka
jaanta hoon tumhe fark na padega
par hamen hamesha us haan ki aas hogi

is aas par jeeta hoon, mar bhi to sakta nahin
jaane kis ghadi
kis mod par tumhe meri jaroorat hogi



nice vikas
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 01:19:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.086 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer