Udasi Ka Diya

by Meena on May 09, 2005, 04:37:03 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2255 times)
tushar_4u_im
Guest
«Reply #15 on: May 22, 2005, 12:10:54 PM »
Quote from: "Meena"
Udasi ke diye ko ek shaks jala gaya koi phir se,
Bewafai ki bonde tel me mila gaya koi phir se,

Barose ki imaraton me khaid kiya tha is diye ko,
Baimani ki chuan se in deewaron ko hila gaya koi phir se,

Pyar ki fizaon me dimi pad gayi thi roshni iski,
Aaj tanhai ki aag ko dil me fela gaya koi phir se,

Kushiyon ke deepak jalayenge, is ek diye ka ab kya kam,
Aise jhoote wadon se dil ko behela gaya koi phir se!!!

wah meena kya batt hai bahut aacha likha hai tumne,...

very nice waise bhi tum humesha aacha hi likhte ho,.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
udasi by Sonu in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 ... 8 9 »
!!__-Os ke Udasi-_!! by khamosh.larka in Shayri for Khumar -e- Ishq
dil ki udasi by Rahi2001 in Shayri for Dard -e- Judai
udasi ka ye dard by mkv in Share: Poetry of Pain
*** udasi kaha se ati hai***,,,,,,,,,,,,,,,,,tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
HumTum
Guest
«Reply #16 on: May 22, 2005, 12:15:01 PM »
Quote from: "Meena"
shukriya ji aur apka jawab bhi bohot acha hai!!!! :D

hum unki raha se hath gaye to kehte hai hume bewafa,
woh kya jane ke aab bhi unka pyar hume dikhta hai har jagha,

guman hua hume, woh humse bichad kar zada kush hai,
to nikal gaye unki zindagi se, kehte nahin isko dagha,

aab to bas duaon ke liye haath uthte hai humare,
woh jaha bih rahe kush rahe, aye Khuda!!!!!

wah .... bhoot khoob mohtarma .... Hamarey liye intna kuch aur humey maluam-maat nhi .... aisa lagta hai ki aap humey kuch samjaney ki baat ker rhey hai ... to hamara jawab kuch iss tarah hai ..... zra gaur farmaiyega .......

falsafa maloom na tha, jinhe ishq ka
woh hume batate hain wafa kya hai
chalte rahe phoolon ki rah par umar tamaam apni
aaj hume batate hain, kaaton par chalna kya hai

de kar har wafa ka anzzam bewafaai se
aaj sunate hain, dard-e-mohabbat ka sehna kya hai
dekho baarish ki boondein aur aankhon se chhalakte ashqon ko
aaj hum batate hain, dard-e-mausam main saawan ka barasna kya hai ....

nachiz se khoshish ki thi kuch likhney ki ... aur jawab ka muntzir hoon.

HumTum

Logged
chiraaaaaaaaag
Guest
«Reply #17 on: May 22, 2005, 12:35:06 PM »
humtum ji ,
                 vaise 2 yahan sabhi dil se dil ki baat kehte hain .... aur dil ka saaz e awaaz to kabhi bhi bura nahi hoti fir bhi andaaz e bayaan jo aapka sandhya ji , meena ji aur nidhi ji ka hai vo to hume kuch alaag aur khaas hi lagta hai humen .........

kuch naya pesh karta hoon aap ki mehfil mein

"" saman-e-tizarat mera iman nahin hai
har dar pe jhuke sar ye meri shan nahin hai

har lafz ko seene me basa lo to bane baat
taakon me sajane ko ye KURAN nahin hai

ALLAH merii rizq ki barakkat na chali jaye
do roz se ghar me koi mehman nahin hai

hum ne to banaye hain samandar me bhi raste
yun ham ko mitaana koi asan nahin hai

jis ko buzurgon ki rivayat na rahe yaad
us shakhs ki logon koi pehchan nahin hai

 ""
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #18 on: May 22, 2005, 12:50:01 PM »
Quote from: "chiraaaaaaaaag"

bahut aacha chirag or jo tumne kaha hai wo bhi 1 dum sahi k in sa koi nahi.,.......
Logged
HumTum
Guest
«Reply #19 on: May 22, 2005, 01:03:42 PM »
Quote from: "chiraaaaaaaaag"
humtum ji ,
                 vaise 2 yahan sabhi dil se dil ki baat kehte hain .... aur dil ka saaz e awaaz to kabhi bhi bura nahi hoti fir bhi andaaz e bayaan jo aapka sandhya ji , meena ji aur nidhi ji ka hai vo to hume kuch alaag aur khaas hi lagta hai humen .........

kuch naya pesh karta hoon aap ki mehfil mein

"" saman-e-tizarat mera iman nahin hai
har dar pe jhuke sar ye meri shan nahin hai

har lafz ko seene me basa lo to bane baat
taakon me sajane ko ye KURAN nahin hai

ALLAH merii rizq ki barakkat na chali jaye
do roz se ghar me koi mehman nahin hai

hum ne to banaye hain samandar me bhi raste
yun ham ko mitaana koi asan nahin hai

jis ko buzurgon ki rivayat na rahe yaad
us shakhs ki logon koi pehchan nahin hai

 ""

Bahot Shukriya Chiraag ji  Aur Tushaar ji..... aur aapney bhi kya khoob likha hai .... kuch aur jod paya hoon aagey ..... umeed hai pasand aayega !!

yeh gham mujh se na cheen sitamgar
khaali dil dhadkana AasaaN nhi hai

kehtey ho ke karam farmaya jo tujh se muhoobat ki
suno gaur se!! muhoobat muhoobat hai ahsaaN nhi hai

kertey ho beffwaai aur batien muhhobat ki sunatey ho
sab samjta hai "HumTum" itna NadaaN nhi hai

HumTum
Logged
Meena
Guest
«Reply #20 on: May 22, 2005, 01:59:02 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
b]

wah .... bhoot khoob mohtarma .... Hamarey liye intna kuch aur humey maluam-maat nhi .... aisa lagta hai ki aap humey kuch samjaney ki baat ker rhey hai ... to hamara jawab kuch iss tarah hai ..... zra gaur farmaiyega .......

falsafa maloom na tha, jinhe ishq ka
woh hume batate hain wafa kya hai
chalte rahe phoolon ki rah par umar tamaam apni
aaj hume batate hain, kaaton par chalna kya hai

de kar har wafa ka anzzam bewafaai se
aaj sunate hain, dard-e-mohabbat ka sehna kya hai
dekho baarish ki boondein aur aankhon se chhalakte ashqon ko
aaj hum batate hain, dard-e-mausam main saawan ka barasna kya hai ....

nachiz se khoshish ki thi kuch likhney ki ... aur jawab ka muntzir hoon.

HumTum

wahhhhhhhhhh!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

mohababt ki raha se anjan nahin hum,
bewafai jo kare waise beiman nahin hum,
pyar karte ha ito wafa se nibate bhi hai,
badle jo dil ka shiyana, aise mehman nahin hum!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #21 on: May 22, 2005, 01:59:44 PM »
bohot bohot shukriya tushar aur chiraaag ji...meri poems ko pasand karne ka!!

 :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #22 on: May 22, 2005, 03:13:07 PM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
b]

wah .... bhoot khoob mohtarma .... Hamarey liye intna kuch aur humey maluam-maat nhi .... aisa lagta hai ki aap humey kuch samjaney ki baat ker rhey hai ... to hamara jawab kuch iss tarah hai ..... zra gaur farmaiyega .......

falsafa maloom na tha, jinhe ishq ka
woh hume batate hain wafa kya hai
chalte rahe phoolon ki rah par umar tamaam apni
aaj hume batate hain, kaaton par chalna kya hai

de kar har wafa ka anzzam bewafaai se
aaj sunate hain, dard-e-mohabbat ka sehna kya hai
dekho baarish ki boondein aur aankhon se chhalakte ashqon ko
aaj hum batate hain, dard-e-mausam main saawan ka barasna kya hai ....

nachiz se khoshish ki thi kuch likhney ki ... aur jawab ka muntzir hoon.

HumTum

wahhhhhhhhhh!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

mohababt ki raha se anjan nahin hum,
bewafai jo kare waise beiman nahin hum,
pyar karte ha ito wafa se nibate bhi hai,
badle jo dil ka shiyana, aise mehman nahin hum!!!

wah ... bahut khoob .. likha hai aapney .... yeh likha hi hai ya sach mein aisa hi hai :wink:  to suniye .. hum kuch yu khengey iss per ....

bewafa tum nahi manta hoon main abb tak
issi ummid se to waffa maine bhi ki hai

darwaza-e-ahsas khula rakha hai aab tak
tere  aane ki tamana main ek zindgi jee hai

duniya ke behkawe main na aa jaye tu kahin
rat bhar hath utha kar duaa maine yeh ki hai

kho kasisa rha yeh jawab ...

HumTum

Logged
Meena
Guest
«Reply #23 on: May 22, 2005, 03:51:06 PM »
wah ji wah!!!!!!!!

kahi umar na khat jaye teri intezaar me,
Khuda kare tujhe bhi kashti ka sahara mile mazdar me!!!

 :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #24 on: May 22, 2005, 04:00:03 PM »
gham na hoga gar doobh bhi gayi kasti meri
ya khuda mere mehboob ko sahil pe phuncha de !!

Logged
Meena
Guest
«Reply #25 on: May 22, 2005, 04:05:31 PM »
khud ko duba kar dua kar rahe ho uski lambi umar ki,
yeh jane bina ke uski jaan to apki jaan me hai!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #26 on: May 22, 2005, 04:15:27 PM »
jaan to meiney kab se ker di hai uskey naam
uski tasweer dekh ke hi to jiya karta hoon !!

( jo abhi tak beji nhi usney )

Logged
Meena
Guest
«Reply #27 on: May 22, 2005, 04:18:10 PM »
hmm gud one!!

band kar le ankhon aur kar le aise dedar uska,
yeh woh tasveer hai ji cheen na sakhega zamana tumse!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #28 on: May 22, 2005, 04:20:54 PM »
ishq mein khawaboo khyaalat hi nhi kaffi "HumTum"
haqiqatey byaan bhi chahiye asar ke liye !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #29 on: May 22, 2005, 04:25:14 PM »
haqiqat me to pyar ki manzil hi judai,
jee le tu sapno me, issi me hai teri bhalayi!  :wink:
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 04:02:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.174 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer