ULJHAN ***

by ranjana on November 23, 2006, 05:21:55 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 2974 times)
ranjana
Guest
«Reply #30 on: December 29, 2006, 06:33:34 AM »
beet gaya woh ishq ke lamho ka saaya
aane waala  fir kab laut ke wapas aaya
zindagi naam thaa shayd judaai ka
jab suna tere afsaane ko toh mujhe yeh yaad aaya!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
? by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq
zingi ki uljhan by dalbir_ss_sandhu in Shayari -e- Husn
ULJHAN by pritam tripathi in Shayri-E-Dard
Uljhan..!! by Áɑѕӈίգ in Ghazals « 1 2  All »
uljhan....???? by sweetarjita in Miscellaneous Shayri
gumnam
Guest
«Reply #31 on: January 05, 2007, 02:09:16 PM »
Quote from: "ranjana"
beet gaya woh ishq ke lamho ka saaya
aane waala  fir kab laut ke wapas aaya
zindagi naam thaa shayd judaai ka
jab suna tere afsaane ko toh mujhe yeh yaad aaya!!
BAHUT KHUB  YAAR.HAPPY NEW YEAR........
Logged
ranjana
Guest
«Reply #32 on: January 10, 2007, 07:02:34 AM »
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
beet gaya woh ishq ke lamho ka saaya
aane waala  fir kab laut ke wapas aaya
zindagi naam thaa shayd judaai ka
jab suna tere afsaane ko toh mujhe yeh yaad aaya!!
BAHUT KHUB  YAAR.HAPPY NEW YEAR........


shukriya ..same to u ...naya saal khusiyaan laaye ......[Usual Smile]



tere hi noor se roshan hai ye dil
tere hi deedar ko yeh tarsta hai

ek pal mile tere pyaar ke saaya
dil isi baat ka sadiyon se intezaar karata hai!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #33 on: January 10, 2007, 02:56:14 PM »
nice  work  Ranjana  sis....Alone  bad......Gumnam
Logged
gumnam
Guest
«Reply #34 on: January 19, 2007, 03:00:08 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
beet gaya woh ishq ke lamho ka saaya
aane waala  fir kab laut ke wapas aaya
zindagi naam thaa shayd judaai ka
jab suna tere afsaane ko toh mujhe yeh yaad aaya!!
BAHUT KHUB  YAAR.HAPPY NEW YEAR........


shukriya ..same to u ...naya saal khusiyaan laaye ......[Usual Smile]



tere hi noor se roshan hai ye dil
tere hi deedar ko yeh tarsta hai

ek pal mile tere pyaar ke saaya
dil isi baat ka sadiyon se intezaar karata hai!!
SHUKRIYA AUR BAHUT KHUB....
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #35 on: November 14, 2009, 05:23:11 PM »
Dil ko chhuti badi sunder poem hai aapki..Ranjna-di...Dil ko chhuti badi sunder poem hai aapki..Ranjna-di...
AYSE HE PURANE THREADS DEKH RAHI THI AUR "ULJHAN" SAAMNE AA GAYEE....
Jis mood mai main thee bas wahi nazar aa gya....dil baugh baugh ho gaya...
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Ye kaisa ANOKHA ALBELA RISHTA
Yaad mujhe sab aur tujhe nahi
Bin bole kehne ki bhasha....
Ankahi rahi meri abhilasha..

Meethi meethi se yah uljhan
Vidhi ki he ho saazis jaise
Tute tute vishwaash ka naata
Badalti jeevan ki paribhasha

Ye kaisa ANOKHA ALBELA RISHTA....


Quote from: ranjana link=top



[quote author=ranjana link=topic=21341.msg575434#msg575434 date=1164259315
tumhe bhulana ab is dil ke bas mein nahi hai
yeh alag baat hai ki tujhe saath beeta waqt ab yaad aana nahi

ek khawaab ki tarah raha tu mere jehan mein
yeh alag baat hai ki  tune kabhi is sach ko maana hi nahi

thaa ek ankaha  sa rishata tere mere beech mein
mujhe sab yaad raha per tune kabhi is dil ke bandhan ko jaana hi nahi

 yeh dil bhi kar betha woh nadaani nazare mila ke
bhula na paaya woh lamha jo kabhi haqikat ka afsaana hi  nahi

jee lete hum bhi kuch pal  tere ishq ke saaye mein
per yeh woh armaan thaa jis mein hamne kuch kho ke bhi thaa paana nahi !!
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 07:21:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer