Uske Bagair,.

by Jaanasheen on April 07, 2009, 12:26:31 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2319 times)
madhuwesh
Guest
«Reply #15 on: April 08, 2009, 04:38:19 AM »
wow kitna badiya likha hai aap ne,dil karta hai mar jahu.
beautiful,jaansheen,keep it up.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
unke bagair by VIKRANT in Shayri for Khumar -e- Ishq
-Bagair Unke Bhi- by HumTum is back in Shayri-E-Dard
tumhare bagair by innocent.devil20 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
|| Tere Bagair || by angel4u in Shayri-E-Dard
<>*Uske dard uske gamon k sath…*<> by *KasaK*....Dil Ki in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Rajesh Harish
Guest
«Reply #16 on: April 08, 2009, 05:00:59 AM »
Bahut khoob Chote Bhai
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #17 on: April 08, 2009, 05:14:20 AM »
Wah wah Kya baathai Janahseen  subperb!

Very nice Anjel & Roja.. keep it up Girls....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: April 08, 2009, 07:50:55 AM »
Once agian nice one azeem...  Clapping Smiley Clapping Smiley

Ye Hawayein Ab Jaane Kyon Koi Saaz Gungunati nahi,
inhi ke paron pe sajaye the humne sur jo udaas hai,

Samundar ne kho diya hai dariya apna khud hi mein,
jaane kyon ye apni maujon se barson se khafa hai...


Shukriya Huzaina Aapa,.
And Nice One,.


Samander Se Jab Tarkh-o-Taalookh Tha Apna,.
Lehrein Bhi Mujhse Milkar Muskuraati Thi,.

Ab Samander Se Judaa Hokar, Khamosh Behta Hoon,.
Wo Daur Hi Kho Gaya, Wo Samander Bhi So Gaya.
Ek Waqt Wo Tha, Jab Ye Nadi Samander Se Milne Ki Khushi Mien Gungunaati Thi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: April 08, 2009, 07:53:03 AM »
Kya Baat Kahin Hai Aapne AZeem..Bahut Dil se Likha hai aapne..Bahut bahut Khoob Mere Bhai.. Applause Applause Applause

Shukriya Khwaish Bhaiya,.
Bas Duaa Karein,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: April 08, 2009, 07:54:14 AM »
Very very nice Azeem bhaijan aur Angel jee...Bahaut khoob Applause Applause

Shukriya Rahim bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: April 08, 2009, 08:00:29 AM »
aawwaaa Itna bechaini kyu bhai?  sad7

Bahut khoob  Applause Applause Applause

Kya Karein Unki Yaad Bohat Aa Rahi Hai,.
Khair Shukriya Roja did,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: April 08, 2009, 08:02:53 AM »
wow kitna badiya likha hai aap ne,dil karta hai mar jahu.
beautiful,jaansheen,keep it up.

Shukriya Madhuwesh Ji,.
Bas Duaa Karein,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: April 08, 2009, 08:06:43 AM »
Bahut khoob Chote Bhai

Shukriya Rajesh Bhaiya,.

Wah wah Kya baathai Janahseen  subperb!

Very nice Anjel & Roja.. keep it up Girls....

Shukriya Sophi,.
Thnk U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: April 08, 2009, 08:07:39 AM »
Exellent Azeem Bhai.
Par Itna Sara Dard?
Har Lafz Dard Mein Dooba Hua Hai
ALLAH Reham Kare Bhai...

Khush Raho.



Bas Bhai, Kisi Ki Yaad Bophat Aa Gayi, Dard Ubhar Aaye,.

Thank u,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #25 on: April 08, 2009, 09:23:01 AM »
 Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley

Bahut Bhadiya aur dard se bhara likha hai,
par sach kahoon to iss kalam me mujhe khumari bhi nazar
aa rahi hai...

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: April 08, 2009, 09:27:09 AM »
Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley

Bahut Bhadiya aur dard se bhara likha hai,
par sach kahoon to iss kalam me mujhe khumari bhi nazar
aa rahi hai...

Shally.

Shukriya Shally, Khumari Isliye Hai Ke Main Meri Mohabbat ko Miss Kar Raha Hoon na Isliye.
Logged
diya786
Guest
«Reply #27 on: April 08, 2009, 09:56:23 AM »
BAHUT ACCHA LIKHA HAI AZEEM Applause Applause
MERI BHI DUA'IN HAMESHA AAPKE AUR AAPKI MOHABBAT KE SAATH HAIN

Kuch khamoshi si labon pe chaayi hai
Baatein to bahut hain par zubaan kuch na keh paayi hai

Aaoge jab tum laut kar to keh denge tumse
Haan tum bin mehfilon mein bhi tanhaai hi nazr aayi hai

NICE REPLIES ANGEL JI AND ROJA DI
Applause Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #28 on: April 08, 2009, 10:02:30 AM »
Kya Karein Unki Yaad Bohat Aa Rahi Hai,.
Khair Shukriya Roja did,.

hmm.... Yaad aa rahi hai kya...  Usual Smile

Sanson mein base huye teri yaad aur khaylon ko
Na bhool paye hum
Sukoon milta nahi kahi, kahan jau mai, tum bin  
Ab tum hi bata teri yaad aur khayalon ko dil se bhuladu kaise?



Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: April 08, 2009, 10:03:04 AM »
BAHUT ACCHA LIKHA HAI AZEEM Applause Applause
MERI BHI DUA'IN HAMESHA AAPKE AUR AAPKI MOHABBAT KE SAATH HAIN

Kuch khamoshi si labon pe chaayi hai
Baatein to bahut hain par zubaan kuch na keh paayi hai

Aaoge jab tum laut kar to keh denge tumse
Haan tum bin mehfilon mein bhi tanhaai hi nazr aayi hai

NICE REPLIES ANGEL JI AND ROJA DI
Applause Applause

Shukriya Kashish Ji, And Nice Lines,.
Aur Duaaon Ke Liye Bhi Shukriya,.

Har Taraf, Har Jagaah, Tanhaai Nazar Aati Hai,.
Uski Jab Main Yaad Karoon, Hawaa Bhi Tehar Jaati Hai,.

Rab Ki Maslihat Rab Hi Jaane "Azeem,.
Jab Wo Saath Nahi, To Lamhe Bhi Lagte Hain Saal Ki Tarah,.
Jab Wo Saath Rahe Mere, Tab Sadiyon Bhi Lamhon Mein Guzar Jaati Hai,.

_______________________________________-Jaanasheen-


Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 11:10:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer