Ye Kaisa Usne Kaam Kar Diya,.

by Jaanasheen on February 09, 2009, 03:29:34 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 7789 times)
syednaami
Guest
«Reply #15 on: February 10, 2009, 06:19:27 AM »
Bari mehrbaani Roja Saahiba...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Usne Dhokha Diya Mujhe by waheed_rose2004 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mujhe dard usne hi diya hai.... by diya_diggaz in Shayri-E-Dard
Aik Kaam Kar Diya by drpandey in Miscellaneous Shayri
nigahon se usne kaisa by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat Meri Yeh kaisa kaam kar gayi.... by Shalu RV in Share: Poetry of Pain
abdulqadeer
Guest
«Reply #16 on: February 10, 2009, 06:24:45 AM »
Teri shayiri men woh javaaz hai,
kuchh to hai jo tujh pe savaar hai,
Haan bedharak to keh bhi dete ho,
Magar tere dil se chalak raha pyaar hai...


Syed

Bahoth qoob syednami sahab !! Allah apko khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: February 10, 2009, 07:14:37 AM »
kya khoob lika sabne.jaanasheen,syednaami.anjaan dharkan.

Shukriya Tara Ji,.

wah sabne acha likha hai...Azeem bhai apki shayarian padkar ya toh mere dil ko behat sukun milta hai ya toh phir aisa lagta hai ke kisi ne humare dil ki baat kehdi...likte rahiye janab kadradaan bahaut hai apke.. Applause Applause



ek bewaffa ne humare pyaar ko bhula diya,
bina ansu diye hi hume rula diya,
jee rahe hai apni mehrum mohobat ke saath akele,
kal uske thukrane ne hume yeh ehsaas dila diya...

pighal ke roye hai hum saagar ke kinare pe,
usne humari mohobat ka yeh kaisa sila diya?
ab toh bharosa uth gaya hai pyaar naam ke mazak se,
kal tak tha pyaar ka kadradan Rahim; aaj ussi pyar nam ke latife ne hume hasa diya...


Shukriya Rahim Bhai, Aur Mashallah Bohat Hi Badhiya Likha Hai Tumhe, Yunhi Likhte raho, May Allah Bless You,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: February 10, 2009, 07:16:16 AM »
waah azeem ji...aapne bahut accha likha hai...padh kar aisa laga jais mere jazbaat ko zuban milgayi ho...

Shukriya Fairy Ji, Waise Samajh Li Jiye Ye Aapke Hi Jazbaat Hain,.

Khush Raho Yaar, May Allah Bless you,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: February 10, 2009, 07:17:35 AM »
Subhan Allah Subhan allah KYa likha azeem alfazon ko ahesas ka roop dena isi ko kahete hain chute maza agaya kasam se !! allah tumhe khush rakhe !! wah wah !!

Qadeer Toopchi

Shukriya Qadeer Bhaiya Nazar-e-Karam Daalne Ka, Aur Allah Aapko Hi Khush Rakhe,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: February 10, 2009, 07:19:15 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob lil bro... kaya baat hai... Syednaami ji, AD and DH ji app sabhi ne bahoot acha likha hai

Shukriya Pooja Didi,.
Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: February 10, 2009, 07:20:11 AM »
Bahut khoob Azeem brother, Syednaami ji, Anjaani sis,
D.H..  Aap sabne bahut accha likha hai...
 


Shukriya Roja Didi,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #22 on: February 10, 2009, 09:20:43 AM »
Bahut Khoob Bahut Hi umda likha hai Azeem,
Aur baaki sab freinds ne bhi bahut bhadiya likha,
Keep it up...

Ektarfa pyaar kiya to gamm to uthana hi tha,
Mohabbat ko apni aakhir ek din to dafnana hi tha,

Wo kya jaane kya gila shikwa rakhte hai ham unnse,
Wo to pardesi the unhe to jaana hi tha,

Lutt gaye, toot gaye har armaan zindagi ke,
Par mohabbat ka karz to hamko chukana hi tha,

Unhe khabar bhi na hogi ki wafa-e-mohabbat hai kya cheez,
Wo to kayii dillo ke malik the ek na mila to unhe kisi aur se
to dil lagana hi tha...


Shally.

Logged
salma786
Guest
«Reply #23 on: February 10, 2009, 10:50:05 AM »
Very nice Janasheen ji/syed ji/Heart ji !
Logged
deewaani
Guest
«Reply #24 on: February 10, 2009, 10:59:46 AM »
wah bohat acha azeem bhai

Ahmed Faraz k ek shair yaad aageya

Mohabbat kar saktay ho to Rabb sy karro Faraz
Mitti k khilono sy kabhi wafa nahin milti...
Logged
salma786
Guest
«Reply #25 on: February 10, 2009, 11:06:40 AM »
Shael ji/Shihab ji nice one!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: February 10, 2009, 04:08:44 PM »
Bahut Khoob Bahut Hi umda likha hai Azeem,
Aur baaki sab freinds ne bhi bahut bhadiya likha,
Keep it up...

Ektarfa pyaar kiya to gamm to uthana hi tha,
Mohabbat ko apni aakhir ek din to dafnana hi tha,

Wo kya jaane kya gila shikwa rakhte hai ham unnse,
Wo to pardesi the unhe to jaana hi tha,

Lutt gaye, toot gaye har armaan zindagi ke,
Par mohabbat ka karz to hamko chukana hi tha,

Unhe khabar bhi na hogi ki wafa-e-mohabbat hai kya cheez,
Wo to kayii dillo ke malik the ek na mila to unhe kisi aur se
to dil lagana hi tha...


Shally.



Shukriya Aur Bohat Hi Achche Shally Behna, Har Baar Ki Tarah,.
Yunhi Likhte Raho,.
May Allah Bless You,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #27 on: February 10, 2009, 05:07:49 PM »
Shukriya Azeem bhai
Logged
dead heart
Guest
«Reply #28 on: February 10, 2009, 05:24:24 PM »
Bahut Khoob Bahut Hi umda likha hai Azeem,
Aur baaki sab freinds ne bhi bahut bhadiya likha,
Keep it up...

Ektarfa pyaar kiya to gamm to uthana hi tha,
Mohabbat ko apni aakhir ek din to dafnana hi tha,

Wo kya jaane kya gila shikwa rakhte hai ham unnse,
Wo to pardesi the unhe to jaana hi tha,

Lutt gaye, toot gaye har armaan zindagi ke,
Par mohabbat ka karz to hamko chukana hi tha,

Unhe khabar bhi na hogi ki wafa-e-mohabbat hai kya cheez,
Wo to kayii dillo ke malik the ek na mila to unhe kisi aur se
to dil lagana hi tha...


Shally.




wah wah Shally kamal ka likha hai...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #29 on: February 10, 2009, 07:07:55 PM »
Bahoth qoob syednami sahab !! Allah apko khush rakhe !!

Qadeer Toopchi

Shukran jazeelan, muhtaram Toopchi...
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 01:10:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.212 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer