..~~Yeh kisney meri qurbat per diya jalaya~~..

by HumTum on May 05, 2005, 01:59:36 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Author  (Read 5603 times)
Talat
Guest
«Reply #90 on: May 12, 2005, 11:38:28 AM »
Aansuon ko na bahana ki anmol ratan hain ye
Dil main saja lena jo milen hain zamane se zakhm
Logged
HumTum
Guest
«Reply #91 on: May 12, 2005, 11:43:15 AM »
wah...

be-rukhi iss sey barh kar aur bhala kya ho ge
aik muddat sey humein, uss ne sataaya bhi nahin
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #92 on: May 13, 2005, 05:57:00 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
vo khaffa nahi hai tujhse bas tujhe sata raha hai
tuhuski aankhon main vo sararat tuh dekh


Sandhaya ji....

pyaar karta hai woh to stata kyun hai
pass aaney ka takluuf nhi .. aur duur se muskurata kyun hai


Humtum ji .................
ye bhi ada hai uski tera dil lubane ki Humtum
vo janta hai ki pyass tej ho tuh pani bada mitha lagta hai


Sandhaya  :thumb:

kar ke ghayal mujhey...uss ka bhi bura haal hua
uski zulfein bhi na "suljheen" meri " uljhan" ki tarah


Sukhriya ji

tere haanton hi suljayenge vo apni har uljan
ki teri uljan main ulaj ke bhi karar aata hai unko
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #93 on: May 13, 2005, 05:59:55 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Muskurato par riwaajo ka sakht pehra hai,
Na jaane kaun si ummeed pe dil thehra hai,
Teri aankhon mein chhalakti is ghum ki kasam,
Aye dost dard ka rishta bahut hi gehra hai ...(nm)



Bahot khoob .....

jab bhi nazar un ki milti hai,hafa milti hai
janay kiss juram ki hamain yeh saza milti hai
aisay kaam hotay hain dunia main nasbeoon walay
jin ko badlay wafaoon kay wafa milti hai.


good.........

tujhe bhi milegi wafa tu khuda ka aitbaar tuh rakh
aankhon main rakh masumiyat dil main pyaar tuh rakh
ki aa hi jayega karar tujhe bhi tuh nigahon main intazar tuh rakh
tu soch main rakh usko ehsaahon main apne uska ehsaah tuh rakh



Sandhaya ji ...

unhein yeh zid ke mohabbat ki bheek mein maangoon
mujhey yeh zid ke taqaaza mera usool nahin


Humtum ji

Mahobat koi bheek nahi hoti ye tuh khudai hai
jo mangta hai isse dil se usne hi ye khusi paai hai
Logged
sunny1982
Guest
«Reply #94 on: May 13, 2005, 06:08:44 AM »
Quote from: "HumTum"
Dostoon... Aaj yha shayri-e-dard mein mieney ik post padi jo Meena ji ne likhi thi.. to ussi post ke jawab mein kuch arz ker rha hoon.... Aap sab ke jawabooN ka Talaabgar rahunga.....


tamam umr iss dil-e-bimaar ko chen na aaya
keh ke bewfaa ik aur hai zulm unhoney daya

yun to kami na thi gam-e-duraaN ki humey
gum-e-judai ki surat mein mehboob, nyab-e-tofaa laya

sath chalney ke kiye they davey to bahut usney
mud ke dekha jo aaj to kud ko tanhaa paya

duboo gya humey gum-e-samunder mein woh
"HumTum" tera pyaar bhi yeh kya rang hai laya

failaye hath mangga tha yaar khuda se "HumTum"
badley mein humney do gaz kafan hai paya

shaad ho gya woh *shazar, woh zameen "HumTum"
yeh kisney meri qurbaat pe aaj diya jalaya

kyun ker rha hai yha byaan-e-dil tu"HumTum"
tujhey marney ke baad bhi chen na aaya  

*Shazar = Tree

HumTum sad5




very good
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #95 on: May 13, 2005, 06:20:33 AM »
Quote from: "Talat"
Aansuon ko na bahana ki anmol ratan hain ye
Dil main saja lena jo milen hain zamane se zakhm


humko sare aam satata bhi hai
jo hum ruth jaye tuh manata bhi hai
batati hai nigahain use mahobat hai humse
hum hi se mahobaat vo chupata bhi hai
vo hume sitam dhahta bhi hai
deke dard karam farmata bhi hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #96 on: May 13, 2005, 09:27:28 AM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
vo khaffa nahi hai tujhse bas tujhe sata raha hai
tuhuski aankhon main vo sararat tuh dekh


Sandhaya ji....

pyaar karta hai woh to stata kyun hai
pass aaney ka takluuf nhi .. aur duur se muskurata kyun hai


Humtum ji .................
ye bhi ada hai uski tera dil lubane ki Humtum
vo janta hai ki pyass tej ho tuh pani bada mitha lagta hai


Sandhaya  :thumb:

kar ke ghayal mujhey...uss ka bhi bura haal hua
uski zulfein bhi na "suljheen" meri " uljhan" ki tarah


Sukhriya ji

tere haanton hi suljayenge vo apni har uljan
ki teri uljan main ulaj ke bhi karar aata hai unko


Shandhaya ji...

yuun to umeed-e-wafa uss say nahein hay koi
Phir charaghon ki tarah kis nay jalaya mujh ko
Logged
thelostworld
Guest
«Reply #97 on: May 13, 2005, 09:36:21 AM »
Yoon to koi bhi tanha nahi hota,
chaah kar kisi se juda nahi hota,
mohbbat ko majboorian hee ley doobti hain,
varna koi khushi se be-wafa nahi hota
Logged
HumTum
Guest
«Reply #98 on: May 13, 2005, 09:36:38 AM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Muskurato par riwaajo ka sakht pehra hai,
Na jaane kaun si ummeed pe dil thehra hai,
Teri aankhon mein chhalakti is ghum ki kasam,
Aye dost dard ka rishta bahut hi gehra hai ...(nm)



Bahot khoob .....

jab bhi nazar un ki milti hai,hafa milti hai
janay kiss juram ki hamain yeh saza milti hai
aisay kaam hotay hain dunia main nasbeoon walay
jin ko badlay wafaoon kay wafa milti hai.


good.........

tujhe bhi milegi wafa tu khuda ka aitbaar tuh rakh
aankhon main rakh masumiyat dil main pyaar tuh rakh
ki aa hi jayega karar tujhe bhi tuh nigahon main intazar tuh rakh
tu soch main rakh usko ehsaahon main apne uska ehsaah tuh rakh



Sandhaya ji ...

unhein yeh zid ke mohabbat ki bheek mein maangoon
mujhey yeh zid ke taqaaza mera usool nahin


Humtum ji

Mahobat koi bheek nahi hoti ye tuh khudai hai
jo mangta hai isse dil se usne hi ye khusi paai hai


Sandhaya ji...

meiney  dushman ko bhi ahsaas-e-mohabbat bakhsha
mere apney Mujhay Nafrat ki saza daitay hain  sad5
Logged
HumTum
Guest
«Reply #99 on: May 13, 2005, 09:52:34 AM »
Quote from: "sunny1982"
Quote from: "HumTum"
Dostoon... Aaj yha shayri-e-dard mein mieney ik post padi jo Meena ji ne likhi thi.. to ussi post ke jawab mein kuch arz ker rha hoon.... Aap sab ke jawabooN ka Talaabgar rahunga.....


tamam umr iss dil-e-bimaar ko chen na aaya
keh ke bewfaa ik aur hai zulm unhoney daya

yun to kami na thi gam-e-duraaN ki humey
gum-e-judai ki surat mein mehboob, nyab-e-tofaa laya

sath chalney ke kiye they davey to bahut usney
mud ke dekha jo aaj to kud ko tanhaa paya

duboo gya humey gum-e-samunder mein woh
"HumTum" tera pyaar bhi yeh kya rang hai laya

failaye hath mangga tha yaar khuda se "HumTum"
badley mein humney do gaz kafan hai paya

shaad ho gya woh *shazar, woh zameen "HumTum"
yeh kisney meri qurbaat pe aaj diya jalaya

kyun ker rha hai yha byaan-e-dil tu"HumTum"
tujhey marney ke baad bhi chen na aaya  

*Shazar = Tree

HumTum sad5




very good


Thanks Sunny ... Usual Smile
Logged
HumTum
Guest
«Reply #100 on: May 13, 2005, 09:54:08 AM »
Quote from: "thelostworld"
Yoon to koi bhi tanha nahi hota,
chaah kar kisi se juda nahi hota,
mohbbat ko majboorian hee ley doobti hain,
varna koi khushi se be-wafa nahi hota


bhoot khoob ...... janab ...

pyaar, mohabbat Khail tamaasha sab kuch dhoka hota hai
sach kehta hoon maan lo kehna  kaun kissi ka hota hai ...
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #101 on: May 13, 2005, 11:31:54 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
vo khaffa nahi hai tujhse bas tujhe sata raha hai
tuhuski aankhon main vo sararat tuh dekh


Sandhaya ji....

pyaar karta hai woh to stata kyun hai
pass aaney ka takluuf nhi .. aur duur se muskurata kyun hai


Humtum ji .................
ye bhi ada hai uski tera dil lubane ki Humtum
vo janta hai ki pyass tej ho tuh pani bada mitha lagta hai


Sandhaya  :thumb:

kar ke ghayal mujhey...uss ka bhi bura haal hua
uski zulfein bhi na "suljheen" meri " uljhan" ki tarah


Sukhriya ji

tere haanton hi suljayenge vo apni har uljan
ki teri uljan main ulaj ke bhi karar aata hai unko


Shandhaya ji...

yuun to umeed-e-wafa uss say nahein hay koi
Phir charaghon ki tarah kis nay jalaya mujh ko


sammaa jalati hai apne parvanao ko
ki vo tuh khud bhi jal rahi tumko jalane ke liye
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #102 on: May 13, 2005, 11:35:43 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Muskurato par riwaajo ka sakht pehra hai,
Na jaane kaun si ummeed pe dil thehra hai,
Teri aankhon mein chhalakti is ghum ki kasam,
Aye dost dard ka rishta bahut hi gehra hai ...(nm)



Bahot khoob .....

jab bhi nazar un ki milti hai,hafa milti hai
janay kiss juram ki hamain yeh saza milti hai
aisay kaam hotay hain dunia main nasbeoon walay
jin ko badlay wafaoon kay wafa milti hai.


good.........

tujhe bhi milegi wafa tu khuda ka aitbaar tuh rakh
aankhon main rakh masumiyat dil main pyaar tuh rakh
ki aa hi jayega karar tujhe bhi tuh nigahon main intazar tuh rakh
tu soch main rakh usko ehsaahon main apne uska ehsaah tuh rakh



Sandhaya ji ...

unhein yeh zid ke mohabbat ki bheek mein maangoon
mujhey yeh zid ke taqaaza mera usool nahin


Humtum ji

Mahobat koi bheek nahi hoti ye tuh khudai hai
jo mangta hai isse dil se usne hi ye khusi paai hai


Sandhaya ji...

meiney  dushman ko bhi ahsaas-e-mohabbat bakhsha
mere apney Mujhay Nafrat ki saza daitay hain  sad5


Humtum ji.......
 
dusmani bhi nibai hai humne badi hi mahobat se
ki abh tuh dusmano ko bhi ho gai hai mahobat humse
Logged
HumTum
Guest
«Reply #103 on: May 13, 2005, 12:09:41 PM »
Quote from: "sandhaya"

sammaa jalati hai apne parvanao ko
ki vo tuh khud bhi jal rahi tumko jalane ke liye


Sandhaya ji ..

merey daamun mein tou kaanton ke siwa kuch bhi nahin
aap phoolon ke kharidaar nazar aatey hain
Logged
HumTum
Guest
«Reply #104 on: May 13, 2005, 12:12:15 PM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Muskurato par riwaajo ka sakht pehra hai,
Na jaane kaun si ummeed pe dil thehra hai,
Teri aankhon mein chhalakti is ghum ki kasam,
Aye dost dard ka rishta bahut hi gehra hai ...(nm)



Bahot khoob .....

jab bhi nazar un ki milti hai,hafa milti hai
janay kiss juram ki hamain yeh saza milti hai
aisay kaam hotay hain dunia main nasbeoon walay
jin ko badlay wafaoon kay wafa milti hai.


good.........

tujhe bhi milegi wafa tu khuda ka aitbaar tuh rakh
aankhon main rakh masumiyat dil main pyaar tuh rakh
ki aa hi jayega karar tujhe bhi tuh nigahon main intazar tuh rakh
tu soch main rakh usko ehsaahon main apne uska ehsaah tuh rakh



Sandhaya ji ...

unhein yeh zid ke mohabbat ki bheek mein maangoon
mujhey yeh zid ke taqaaza mera usool nahin


Humtum ji

Mahobat koi bheek nahi hoti ye tuh khudai hai
jo mangta hai isse dil se usne hi ye khusi paai hai


Sandhaya ji...

meiney  dushman ko bhi ahsaas-e-mohabbat bakhsha
mere apney Mujhay Nafrat ki saza daitay hain  sad5


Humtum ji.......
 
dusmani bhi nibai hai humne badi hi mahobat se
ki abh tuh dusmano ko bhi ho gai hai mahobat humse


Sandhaya ji ..

woh shakhs meri Laash pe aaya, na ro saka
uss ko merey sukoon ka kitna khayaal tha
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 10:22:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer