Zindagi Ka Sara Gham Likh Diya Ismein,..

by Jaanasheen on April 25, 2006, 02:36:47 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 7661 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #30 on: October 17, 2007, 05:11:47 PM »
Na Jeene Ki Tamanna Rahi, Na Marne Ki Taqat Ab,..
Hogaye Lachaar Dekho, Hum Mohabbat Karke,..

Sirf Kitaabon Aur Kahaaniyon Mein Hai Ke Mohabbat Zindagi Hai,,.
Sazaa Banjaati Hai Zindagi Dekho Kabhi Mohabbat Karke,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #31 on: October 17, 2007, 08:36:20 PM »
Bahoot sahi likha lil bro…

Khud hi insaan kabhi khud ko daga hai de jaata
Na jaane kyun khud ke sath aoro ko bhi hai dard de jaata
Bebasi yah jakar sunaye phir wo kisko
Dum ghut.ta hai khud main, koi bachaye is dard se mujhko…

Na jeene ki tamnna na marna hi mumkin hai
Aise mai kaise aor kaya wo samjhye apne dil ko
Zindagi ka gum samjha ki likh diya humne
Magar kin shabdo main skoon de paaye insaan yaha khud ko….
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #32 on: October 20, 2007, 01:26:04 PM »
Shukriya Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #33 on: October 20, 2007, 01:39:39 PM »
Ghamon Se Bhari Hai Zindagi Meri Doston,.
Phir Bhi Muskuraaye Jaa Raha Hoon Kisi Ki Khushi Ke Liye,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
ISHPREET
Guest
«Reply #34 on: October 22, 2007, 12:04:50 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Ye Mera Naseeb Tha ke Mili Mujhe Tanhaai Zamaane Ki,..
Magar Tu Udaas Na Reh Teri To Adat Hai Muskuraane Ki,..

Aaj Main Hoon Bebas, Dooba Hoon Ghamon ke Samander.,..
Ye Mili Hai Sazaa Mujhe Tujhse Dil Lagaane Ki,..

Na Kar Afsos Ab Mere Haal Par Tu Is Tarah Jaanasheen,..
Teri To Adaa Hi Thi Sab Ke Dilon Ko Jalaane Ki,..

Ab To Ho Raha Hai Matam Apni Zindagi Ka Mujhe,..
Na Kar Tu Koshish Mere Dil ki Aag Bujhaane Ki,..

Ab Maloom Nahi Main Zinda Rahoonga ke Nahi,..
Kyun Ki Usne Kasam Khaayi Hai Hume Mitaane Ki,..

_____________-Azeem-____________

Kya Baat hai!!! bahut khoob azeem..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #35 on: October 23, 2007, 02:54:50 PM »
Shukriya Ishpreet Ji,,
Ap Kuch LIkhte To Seekhne Ka Accha Maukha Milta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #36 on: October 23, 2007, 02:57:46 PM »
Na Maut Ki Wajah  Mili Na Jeene Ka Sahaara Mila,.
Na Jaane Kis Ghadi Saath Tumhaara Mila,.

Thi Berukhi Chaai Hui Sheher Me Uske,.
Aur Har Shaks "Azeem" Pyaar" Ka Maara Mila,.

______________________________-Jaanasheen-,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #37 on: October 24, 2007, 02:52:55 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Doston,..
Gar Ap Kuch Likhte To Hume Mauka Milta Aur Dard Dil se Nikal Ne ka,..

Roshni Mili Tumhe Mera Ghar Ko Jalaane Se,..
Nahi Aata Koi Maraa Hua Kisi ke Bulaane Se,..

Aaj Kar Rahi Hai Tu Pachtawa Mere Marne Ka,..
Jab Zinda Tha To Tune Dil Lagaya Is Zamaane Se,..

Ab Ho Raha Hai Charcha Mere Mohabbat Ka In Mefilon Mein,..
Baat Nahi Khatam Hogi Apni, In Charagon Ke Bujhaane Se,..

Yaad Rakhna Tu Meri Chahaton Ko Jaanasheen,..
Dhul Rahe Hain Saare Panne Mere Ab Mohabbat Ke Fasaane Se,...

Teri Duniya Sada Abaad Rahe Apni To Yahi Tammanna Hai,..
De Doon Saari Khushian Main Tujhe Apne  Khazaane Se,..

Yaad Karna Tu Mujhe Har Waqt Har Mord Par,..
Kyun Ki Yaadein Aur Aati Hain Kisi Ko Bhulaane Se,..

_______________-Azeem-_____________

Bahut khoob... wah wah ... dil ko chua aapka kalam. Daad kabul kijiyega.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #38 on: October 26, 2007, 10:54:02 AM »
Quote from: "Roja"

shukriya Roja Ji,. Aap Bhi kuch Likhte To seekhne ka Maukha milta,.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #39 on: September 11, 2009, 03:16:45 AM »
Wah wah bahut khoob Azeem bhai really touching and mindblowing creation,beautiful lines by Pooja ji.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #40 on: September 11, 2009, 04:12:52 PM »
Wah wah bahut khoob Azeem bhai really touching and mindblowing creation,beautiful lines by Pooja ji.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya, Madhuwesh Sis,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #41 on: November 07, 2009, 10:42:42 PM »
Na Maut Ki Wajah  Mili Na Jeene Ka Sahaara Mila,.
Na Jaane Kis Ghadi Saath Tumhaara Mila,.

Thi Berukhi Chaai Hui Sheher Me Uske,.
Aur Har Shaks "Azeem" Pyaar" Ka Maara Mila,.

______________________________-Jaanasheen-,.

Bahut Khoob Chote
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #42 on: November 08, 2009, 02:32:38 PM »
Shukriya Rajesh Bhaiya,.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 30, 2024, 04:02:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer