~*~*~Zindagi Me Koi Aata Kyun Hai~*~*~

by pankshivam on December 16, 2008, 10:33:41 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2524 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: December 17, 2008, 10:41:48 AM »
Apni Zindagi Mein, Aksar Koi Aata Kyun Hai,.
Khwaab Dikhaakar Hume, Wo Tord Jaata Kyun Hai,.

Guzaar To Rahe The, Hum Zindagi Ko Tanhaa Hi,.
Phir Koi Kareeb Aakar, Tanhaai Ka Ehsaas Dilaata Kyun Hai,.

Yun To Darr Lagta Hai Sabko, Aag Ki Garmi Se "Azeem',.
Phir Koi Dil Ke Andaar Hi Aag Lagaata Kyun Hai,.

Kya Ajeeb Dastoor Hai Mohabbat Ka Bhi, "Doston,.
Ek Karta Hai Bewafaai, To Dusra Wafaa Nibhaata Kyun Hai,.

Ab Chal "Azeem" Tu Bhi, Ye "YOINDIA" Tera Nahi,.
Jab Koi Tere Dard Ko Samjha Nahi, Phir Dard Dikhaata Kyun Hai,.

____________________________________-Jaanasheen-
Dilse,.

Logged
pankshivam
Guest
«Reply #16 on: December 17, 2008, 05:45:25 PM »
Shukriya Mahiya ji
Jaanasheen Sahab Dukhi na Hoiye ji
Galati ho gayi
Mai Kahna chahta tha ke aapne bahut achha likha hai

Ye line sirf aapke liye

Hamari tabiyat thodi nasaz chal rahi hai varna aapki khidmat me bahut se naye phool bichhate

Koshish rahti har labz me shayari ki shhiddat dikhane ki, jiske aage hamare baki nagme aap bhul jate...

Thanx For Great Efforts Jaanasheen ji!!!!
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #17 on: December 17, 2008, 05:58:46 PM »
bahoot khoob pankhshivam ji.
aazeem ji,bahut accha likha hein aapne bhee.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #18 on: December 17, 2008, 06:16:54 PM »
Shukriya Prateek Sahab!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: December 17, 2008, 07:22:59 PM »
nice work lil bro and pank ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #20 on: December 17, 2008, 11:28:39 PM »
Mere asko me vo muskurata kyu hai...

Jitna bhulana chahata hun utana yaad aata kyu hai...

Aankho se dil ki gehrayi me utar kar, dil me hi dard uthata kyu hai...

Dard-o-gam ki dava kya kijiye, dard ki vajah vo khud ko banata kyu hai...

Mujhe jindagi se koi shikayat nahi thi, par koi is tarah jine ki khwahish jagata kyu hai...

Jab jana hi hota hai har kisi ko dur mujhse, toh koi itane paas aata kyu hai...

Kya karu apni sanso ko bhulane ke liye, jab rar sans me vo apna ehsas dilata kyun hai...

Chahata hun apni ankahi galtiyo ki mafi, par vo har baat pe ruth jata kyu hai...

Koi jab dil ke itane kareeb ho, to har baat pe rulata kyu hai...


~Pank~
Nice one Shivam Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #21 on: December 17, 2008, 11:30:06 PM »
Apni Zindagi Mein, Aksar Koi Aata Kyun Hai,.
Khwaab Dikhaakar Hume, Wo Tord Jaata Kyun Hai,.

Guzaar To Rahe The, Hum Zindagi Ko Tanhaa Hi,.
Phir Koi Kareeb Aakar, Tanhaai Ka Ehsaas Dilaata Kyun Hai,.

Yun To Darr Lagta Hai Sabko, Aag Ki Garmi Se "Azeem',.
Phir Koi Dil Ke Andaar Hi Aag Lagaata Kyun Hai,.

Kya Ajeeb Dastoor Hai Mohabbat Ka Bhi, "Doston,.
Ek Karta Hai Bewafaai, To Dusra Wafaa Nibhaata Kyun Hai,.

Ab Chal "Azeem" Tu Bhi, Ye "YOINDIA" Tera Nahi,.
Jab Koi Tere Dard Ko Samjha Nahi, Phir Dard Dikhaata Kyun Hai,.

____________________________________-Jaanasheen-
Dilse,.


Nice one Jaanasheen Ji as well as others before this on this post
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: December 18, 2008, 11:19:34 AM »
Shukriya Pooja Didi,.
And Rajesh Bhaiya,./

Waise Prateek Ji,.
Hota hai Kabhi Kabhi, Galatfehmi,.

And Nice Lines,.

Logged
pankshivam
Guest
«Reply #23 on: December 26, 2008, 06:17:19 PM »
Shukriya Rajesh ji
Shukriya Poojaji
Thanx Jaansheenji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: December 27, 2008, 02:53:32 PM »
U Are Welcome Pank Jio,.

Zindagi Mein Koi Kabhi Aaye Na Rabba,.
Aaye Jo Koi To Phir Jaaye Na Rabba,.

Dene Ho Gar Jab Baad Mein Aansoon,.
To Pehle Koi Hasaaye Na Rabba,.

________________-Dev Kohli,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: December 31, 2008, 07:13:44 PM »
nice sharing lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: December 31, 2008, 11:56:05 PM »
Shukriya Didi Jaan,.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #27 on: September 11, 2009, 02:48:24 AM »
Wah wah bahut khoob Pank ji and Azeem bhai mindblowing creation n beautiful sharing excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 07:08:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer