good sayeri from ashribad

by ashribad4bam on May 23, 2006, 01:34:06 PM
Pages: 1 ... 32 33 34 35 [36] 37 38 39 40 ... 68
Print
Author  (Read 110235 times)
ashribad4bam
Guest
«Reply #525 on: September 05, 2006, 12:05:28 PM »
Kal fursat na mili to kya karoge,
itni mohlat na mili to kya karoge,
roz keh dete ho
kal sunege kal Sunege,
kal agar meri hi ankhe na khuli to kya karoge.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Is this good about india (for me it is good) by dmaan in Chit - Chat & General Discussion
good one by ilu in SMS , mobile & JOKES
Few Good SMS by munna in SMS , mobile & JOKES
Good 1 by munna in SMS , mobile & JOKES
ashribad4bam
Guest
«Reply #526 on: September 05, 2006, 12:06:41 PM »
Pyar toh kabhi-kabhi aankho tak rehta hai,
magar dosti dil ke karib hoti hai,
pyar toh chand khushiya dekar thak jata hai,
magar dosti gum mein sharik hoti hai.
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #527 on: September 05, 2006, 12:07:44 PM »
Yahi To Khubsurat Pyar Ka Nata Hai,
Jo Bina Kisi Shart Ke Jiya Jata Hai,
Rahe Duriyan Darmiya To Kya Hua,
Pyar To Harpal Dil Me Basaya Jata Hai...
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #528 on: September 05, 2006, 12:09:00 PM »
Mulakat maut ki mehman ho gayi,
Nazar ki duniya veeran ho gayi,
meri saase bhi meri nahi,
ye zindgi aapki dosti par kurbaan ho gayi...
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #529 on: September 05, 2006, 12:10:42 PM »
Aap ki yaad dil bekarar karti hai
 nazar talash aap sabko bar bar karti hai,
Gila nahi jo door hain aapse,
aap sabki toh judai bhi humsey pyaar karti hai:-)
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #530 on: September 05, 2006, 12:12:33 PM »
Kahi andhera kahi sham hogi
meri har khusi tere nam hogi
ek baar kuch mang ke to dekh
hoto pe hasi aur ye zindagi tere nam hogi.
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #531 on: September 05, 2006, 12:13:43 PM »
Bina khwabo k bhi koi so paya hai.
Bina yaadon k bhi koi kho paya hai.
Dosti aapki dhadkan hai is dil ki...
Dil bhi kabhi dhadkan se juda ho paya hai..
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #532 on: September 06, 2006, 04:09:21 AM »
tujhey bhula k hi dam lein gay*
is trah dil se bagawat ho gai hai*
chalo kahien aur kar lien basera hum*
is shair se bhi nafrat ho gai hai****
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #533 on: September 06, 2006, 04:15:11 AM »
yeh kaise chahat ho gai hai*
tanhai se mohabbat ho gai hai*
koi milay tou garehan guzarta hai*
akeley pan se ulfat ho gai hai*

hal-e-dil bhi kehta hoon dewaro se*
bahut ajeeb apni halat ho gai hai*
hameshah diya hai apno ne daga mjhey*
is liay apno se adawat ho gai hai*

tou na milay tou sakon rehta hai,tera milna qayamat ho gai hai*
tujhey bhula k hi dam lein gay*
is trah dil se bagawat ho gai hai*

chalo kahien aur kar lien basera hum*
is shair se bhi nafrat ho gai hai****
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #534 on: September 06, 2006, 04:31:11 AM »
Aaye bhi to na ho saka, deedar yaar ka
Rastay main hi thahra, paigham pyar ka
Tasalli hum nay khud ko kuch is tarah diya
Ab aaye to phir na chorengay hum daamun yaar ka
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #535 on: September 06, 2006, 04:32:03 AM »
Roothe jo zindagi to mana lenge hum,
Mile jo gum to nibha lenge hum...
Bus tum rehna saath hamare,
Pighalte aansuon me bhi muskura lenge hum
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #536 on: September 06, 2006, 04:32:47 AM »
Is zamane se bahut alag ho aap,
Woh khuskismat hai jiske paas ho aap....
Hamare liye woh waqt hi haseen hai,
Jab hume yaad kar dil se muskura lete ho aap... ...
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #537 on: September 06, 2006, 04:33:21 AM »
HOTHO PE DIL KE TARANE NAHI AATE,
SAHIL PE SAMUNDAR KE FASANE NAHI AATE,
NEEND MAIN BHI KHUL UTHTE HAI PALKEIN,
AANKHON KO KHWAB CHUPANE NAHI AATE. ...
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #538 on: September 06, 2006, 04:33:51 AM »
Dil kabhi na lagana hamesha dard paoge.
Biti baate yaad karke rote hi jaoge.
Karna hi hai to gaheri karo dosti
hamesha Umeed se dugna paoge
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #539 on: September 06, 2006, 04:36:09 AM »
gulshan ki faqat phoolon se nahi,
kaaton se bhi zeenat hoti hai.
jeene ke liye is duniya main
khushi ke saath gham ki bhi zarurat hoti hai. ...
Logged
Pages: 1 ... 32 33 34 35 [36] 37 38 39 40 ... 68
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
August 04, 2025, 06:23:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[August 02, 2025, 03:27:16 PM]

[July 30, 2025, 02:57:12 AM]

[July 18, 2025, 02:35:31 AM]

[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.525 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8514 Real Poets and poetry admirer