good sayeri from ashribad

by ashribad4bam on May 23, 2006, 01:34:06 PM
Pages: 1 ... 43 44 45 46 [47] 48 49 50 51 ... 68
Print
Author  (Read 110226 times)
ashribad4bam
Guest
«Reply #690 on: October 22, 2006, 05:41:48 AM »
Yaadain teray khluuse ki dustti hain aaj bhi
Milnay ki aarzooain trastii hain aaj bhi
Ankhain hazaar zabt ki koshish kay bawajood
Ruk ruk kay baar baar barstii hain aaj bhi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Is this good about india (for me it is good) by dmaan in Chit - Chat & General Discussion
good one by ilu in SMS , mobile & JOKES
Few Good SMS by munna in SMS , mobile & JOKES
Good 1 by munna in SMS , mobile & JOKES
ashribad4bam
Guest
«Reply #691 on: October 27, 2006, 03:57:56 AM »
Zindagi hai choti , har pal mein khush raho…
Office me khush raho, ghar mein khush raho..

Aaj paneer nahi hai, dal mein hi khush raho,
Aaj gym jane ka samay nahi, do kadam chal ke he khush raho..

Aaj Dosto ka sath nahi, TV dekh ke hi khush raho..
Ghar ja nahi sakte to phone kar ke hi khush raho…

Aaj koi naraaz hai, uske iss andaz mein bhi khush raho..
Jisse dekh nahi sakte uski awaz mein hi khush raho…
Jisse paa nahi sakte uske yaad mein he khush raho

MBA karne ka socha tha, S/W mein he khush raho…
Laptop na mila to kya, Desktop mein hi khush raho..
 
bita hua kal ja chuka hai, usse meeti yaadein hai,unme he khush raho..
aane wale pal ka pata nahi..sapno mein he khush raho..

Haste haste ye pal bitaenge, aaj mein he khush raho Zindagi hai choti ,
KAL HO NAA HO
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #692 on: October 27, 2006, 04:08:34 AM »
Woh kehte hai majbur hu main,
Na chahte hue tum se dur hu main.
Churali jinhone meri dhadkane,
phir bhi kehte hai bekasoor hoon main...
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #693 on: October 27, 2006, 04:10:03 AM »
Nazar ne nazar se mulaqat kar li,
rahe dono khamosh par baat karli.
Mohabbat ki fiza ko jab khushk paya,
in aankhon ne ro ro ke barsaat kar li.
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #694 on: October 27, 2006, 04:11:48 AM »
Aaj dur se hi koi salam kar gayi,
apni yaado ka gulam kar gayi,
apni zindagi girvi rakh kar kharida tha jise,
aj wo hi hume nilaam kar gayi...
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #695 on: October 27, 2006, 04:13:40 AM »
Jab bhi kuch mangne ki thani,
to bus ek hi dua mangi.
Daman mei ho aap k itni khushiya,
jitna sagar mei pani.
Ojhal ho jaye hum is duniya se
lekar sari balayen apki
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #696 on: October 27, 2006, 04:15:27 AM »
Har lafz ko kagaz pe utara nahi jaata,
Har naam ko sare aam pukara nahi jaata,
Hoti he dosti me kuchh raaz ki baaten,
Yuhin to iss khel me dil haara nahi jaata!
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #697 on: October 27, 2006, 04:16:58 AM »
HAR KHUSHI PAR HAQ HO AAPKA.
KHUSHIYO BHARA ZINDGI KA SAFAR HO AAPKA.
GAM KABHI NAA AAY AAPKI THARAF JEEWAN ME
SADAA MUSKRATHA CHEHRA HO AAPKA.
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #698 on: October 27, 2006, 04:18:28 AM »
Apki yad na aye,to hum bewafa.
Aap bulao aur na aye, to hum bewafa.
Humme marne ke liye zeher ki zarurat nahi,
1bar nazar fer lo, na mar jae to hum bewafa..
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #699 on: October 27, 2006, 04:21:57 AM »
Unko azmakar dekh liya,
ek dhoka kha kar dekh liya,
kya hua hum hue barbad.
Unhone to apna dil behlakar dekh liya.
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #700 on: October 27, 2006, 04:24:37 AM »
Haatho me hoti hai lakeere hazar
Kisi me gum to kisi me khushiyo ki bahar
Na jaane wo konsi lakeer hai jisme
khuda ne likh diya hai mere naseeb me tumhara pyar
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #701 on: October 27, 2006, 04:30:50 AM »
Vo na aaye, unki yaad aakar wafa kar gayi...
Unse milne ki tamanna sukun tabaah kar gayi...
Ahat huyi, Socha ki dua asar kar gayi...
Darwaja khol ke dekha, to humse hawa mazak kar gayi.
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #702 on: October 30, 2006, 03:38:45 AM »
Har baar dil se yeh paigaam aaye
JubaaN kholu to tera he naam  aaye
Tum he kyon bhaye dil ko kya malum
Jab nazroo ke saamne haseen tmaam  aaye
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #703 on: October 30, 2006, 03:41:24 AM »
Haseeno ne haseen banke  gunaaah kiya,
auro ko to theek humko bhi tabaah kiya,  
pesh kiya jab  ghazaloN mein unki bewafaii ko,
auro ne to theek unhone bhi waah waah kiya
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #704 on: October 30, 2006, 03:45:16 AM »
khusbo'on ki tarha meri har saans main
piyar apna basanay ka wada karo
ranng jitnay tumhari mohabbat kay hain
meray dil main sajanay ka wada karo

hai tumhari wafaon pay mujko yakeen
phir bhi dil chahta hai meray dil nasheen
yoonhi meri tasali ki khatir zara
mujko apna bananay ka wada karo

jab mohabbat ka iqrar kartay ho tum
dhadkanoon main naya rang bhartay ho tum
baarha kar chukay ho, magar aj phir
mujhko apna bananay ka wada karo

sirf lafzoon say iqrar hota nahi
ik janib say hi piyar hota nahi
main tumhain yaad rakhnay ki khaon qasam
tum mujko na bhulanay ka wada karo
Logged
Pages: 1 ... 43 44 45 46 [47] 48 49 50 51 ... 68
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
August 04, 2025, 12:40:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[August 02, 2025, 03:27:16 PM]

[July 30, 2025, 02:57:12 AM]

[July 18, 2025, 02:35:31 AM]

[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.554 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8514 Real Poets and poetry admirer