~**Humari Passend**~

by Sonu on October 09, 2006, 05:02:39 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10
Print
Author  (Read 6113 times)
Sonu
Guest
«Reply #120 on: December 16, 2006, 04:49:45 AM »
Hindi Song Title: Katra katra milti hai
Hindi Movie/Album Name: IJAZZAT
Singer(s): ASHA BHONSLE

katra katra milti hai
katra katra jeene do
zindgi hai, bahne do
pyaasi hoon main pyasi rahne do

Tumne to aakash bichhaya
mere nange pairo main zameen hai
dekhe to tumhaari aarzoo hai
shayad aisi zindagi haseen hai
aarzoo main bahne do
pyaasi hoon main pyaasi rahne do
...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
HUMARI DUA by waheed_rose2004 in SMS , mobile & JOKES
**Ghazals apni passend ki** by Sonu in Ghazals « 1 2 ... 7 8 »
***Humari Kismat*** by AVTAR RAYAT in Shairi - E - Zindagi
humari khamoshi by fakhar sheikh in Shayri-E-Dard
Humari Bhi Thi Ek Kahani...Rishi by Rishi Agarwal in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Sonu
Guest
«Reply #121 on: December 16, 2006, 04:50:51 AM »
khaalee haath shaam aayee hai, khaalee haath jaayegee
aaj bhee naa aayaa koee, khaalee laut jaayegee

aaj bhee naa aaye aansoo, aaj bhee naa bheege nainaa
aaj bhee ye koree rainaa, koree laut jaayegee

raat kee siyaahee koee, aaye to mitaye naa
aaj naa mitaayee to ye, kal bhee laut aayegee
Logged
Sonu
Guest
«Reply #122 on: December 16, 2006, 04:52:03 AM »
Mera kuch saamaan tumhare paas pada hai -2
o o o ! saavan ke kuch bheege bheege din rakhe hain
aur mere ik khat main lipti raat padi hai
vo raat bhulaa do, mera vo saamaan lauta do - 2
mera kuch saamaan tumhaare paas pada hai - 2

patjhad hai kcuh ... hai na ?
o ! patjhas main kuch patton ke girne kee aahat
kaanon main ek baar pahan ke laut aai thee
patajhad kee vo saakh abhi tak kaanp rahi hai
vo saakh gira do, mera vo saamaan lauta do - 2

ek akeli chhataree main jab aadhe aadhe bheeg rahe the - 2
aadhe sookhe aadhe geele, sukha to main le aaye thee
geela man shayad bistar ke paas pada ho
vo bhijwa do, mera vo saamaan lauta do

ek so sola chaand ki ratain ek tumhare kaandhe ka til - 2
geeli mahendi ki khushbu, jhoot mooth ke shikwe kuch
jhooth mooth ke wade sab yaad karaa do
sab bhijwa do, mera vo saamaan lauta do - 2

ek ijaazat de do bas, jab isako dafanaaungee
main bhi vaheen so jaungee
main bhi vaheen so jaungee
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #123 on: December 16, 2006, 03:00:26 PM »
Quote from: "Sonu"

yeh  song  baho  hi  pyara................i  love this  song.............nice  song  Takli  :lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #124 on: December 16, 2006, 03:01:01 PM »

«Reply #125 on: December 17, 2006, 03:14:59 AM »
shukiryaa ganju patel....

ganju patel ji tumney ek mess ko 2 bar post keya hai... mm legata hai paglo ki gadhi per beythney sey thuda thuda aser paglu ka huney lega hia tumper  :wink:  :lol:  :lol:

Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Sonu"
Mera kuch saamaan tumhare paas pada hai -2
o o o ! saavan ke kuch bheege bheege din rakhe hain
aur mere ik khat main lipti raat padi hai
vo raat bhulaa do, mera vo saamaan lauta do - 2
mera kuch saamaan tumhaare paas pada hai - 2

patjhad hai kcuh ... hai na ?
o ! patjhas main kuch patton ke girne kee aahat
kaanon main ek baar pahan ke laut aai thee
patajhad kee vo saakh abhi tak kaanp rahi hai
vo saakh gira do, mera vo saamaan lauta do - 2

ek akeli chhataree main jab aadhe aadhe bheeg rahe the - 2
aadhe sookhe aadhe geele, sukha to main le aaye thee
geela man shayad bistar ke paas pada ho
vo bhijwa do, mera vo saamaan lauta do

ek so sola chaand ki ratain ek tumhare kaandhe ka til - 2
geeli mahendi ki khushbu, jhoot mooth ke shikwe kuch
jhooth mooth ke wade sab yaad karaa do
sab bhijwa do, mera vo saamaan lauta do - 2

ek ijaazat de do bas, jab isako dafanaaungee
main bhi vaheen so jaungee
main bhi vaheen so jaungee

yeh  song  baho  hi  pyara................i  love this  song.............nice  song  Takli  :lol:
Logged
Sonu
Guest
«Reply #126 on: December 17, 2006, 04:21:29 AM »
Hindi Song Title: Huye Gam Tere Ek
Hindi Movie/Album Name: AAN (1952)
Singer(s): LATA MANGESHKAR, RAFI

ra : chupchaap so rahe hain vo aanbaan vaale
aakhir gire zameen par oonchi udaan vaale

la : tujhe kho diya hamne paane ke baad
ho
tujhe kho diya hamne paane ke baad
teri yaad aayi
teri yaad aayi tere jaane ke baad
teri yaad aayi
tujhe kho diya hamne

mila tha na jab tak judaai ka gam
 mohabbat ka matlab na samajhe the ham
tadapne lage teer khaane ke baad
tadapne lage
tadapne lage teer khaane ke baad
teri yaad aayi
teri yaad aayi tere jaane ke baad
teri yaad aayi
tujhe kho diya hamane

nigaahon mein ab tu samaane laga
tera naam honthon pe aane laga
huye ham tere ek zamaane ke baad
huye ham tere
huye ham tere ek zamaane ke baad
teri yaad aai
teri yaad aai tere jaane ke baad
teri yaad aai
tujhe kho diya hamane

mohabbat mili aur tu kho gaya
tu kho gaya
o
badalate hi qismat ye kya ho gaya
kya ho gaya
kushi chhin gai dil lagaane ke baad
kushi chhin gai
kushi chhin gai dil lagaane ke baad
teri yaad aai
teri yaad aai tere jaane ke baad
teri yaad aai
Logged
Sonu
Guest
«Reply #127 on: December 17, 2006, 04:22:23 AM »
tujhe kho diya hamne paane ke baad ho – 2
teri yaad aayi – 2 tere jaane ke baad
teri yaad aayi
tujhe kho diya hamne

mila tha jab tak judaai ka gam
mohabbat ka matlab na samjhe  the ham
tadapne lage teer khane ke baad tadapne lage
tadapne lage teer khane ke baad
teri yaad aayi - 2 tere jaane ke baad
teri yaad aayi
tujhe kho diya hamne

nigaahon mein ab tu samane laga
tera naam hothon pe aane laga
hue ham tere ek zamane ke baad
hue ham tere
hue ham tere ek zamane ke baad
teri yaad aayi - 2 tere jaane ke baad
teri yaad aayi
tujhe kho diya hamne

mohabbat mili aur tu kho gaya tu kho gaya
oh badalte hi kismat yeh kya ho gaya kya ho gaya
khushi chhin gayi dil lagane ke baad
khushi chhin gayi
khushi chhin gayi dil lagane ke baad
teri yaad aayi - 2 tere jaane ke baad
teri yaad aayi
Logged
Sonu
Guest
«Reply #128 on: December 17, 2006, 04:23:38 AM »
Hindi Song Title: Hum Ishq mein Barabaad Hain
Hindi Movie/Album Name: AANKHEN - 1950
Singer(s): RAFI

hum ishq mein barabaad hain, barabaad rahenge
dil royega tere liye aansoo na bahenge

seene mein chhupa rakhenge hum raaz-e-muhabbat,
ham raaz-e-muhabbat;
ai jaan-e-vafaa tujh se muhabbat na karenge,
tujhe rusava na karenge
ham barabaad rahenge

qisamat se shiqaayat hai, gila tujh se nahin hai,
gila tujh se nahin hai;
tu ne jo diya dard vo hans hans ke sahenge,
ham barabaad rahenge

dhoondhengi na ab tujh ko ye benoor nigaahen,
ye benoor nigaahen;
tu saamane bhi aaye to, dekha na karenge,
ham barabaad rahenge
Logged
Sonu
Guest
«Reply #129 on: December 17, 2006, 04:24:50 AM »
kisi ki yaad mein ro-ro ke apane
din guzarate hain
ye kaisi zindagi hai
ham na jite hain na marate hain

mohabbat karane waalon ka  - 2
yahi anjaam hota hai
tadapana un ki qisamat mein  - 2
to subah-o-shaam hota hai

mohabbat karane waalon kaa
yahi anjaam hota hai

( hum esha ke liye duniya mein
do dil mil nahin sakate )  - 2
do dil mil nahin sakate
nazar milana judaai ka  - 2
hi ik paighaam hota hai

mohabbat karane waalon ka
yahi anjaam hota hai

(na dil mein chain hai hum ako
na raaton ko qaraar aaye)  - 2
na raaton ko qaraar aaye
bataa de koi duniya mein  - 2
kahaan aaraam hota hai

mohabbat karane waalon ka
yahi anjaam hota hai

(meri barabaadiyaan bhi dekh lin
tum ne jahaan waalon)  - 2
tum ne jahaan waalon
jo karata hai mohabbat wo  - 2
yun hi naakaam hota hai

mohabbat karane waalon ka
yahi anjaam hotaa hai
Logged
Sonu
Guest
«Reply #130 on: December 17, 2006, 04:27:00 AM »
Hindi Song Title: Lafzon Mein Keh Na Saku
Hindi Movie/Album Name: AAPKA ABHIJEET SAWANT (ALBUM)
Singer(s): ABHIJEET SAWANT
Listen This Song on Gayaki

lafzon mein keh na sakun bin keh bhi reh na sakun(2)
nasha hi nasha raat din hai na pucho yeh kaisa pyar hai

lafzon mein...

halki si barsaat mein, pehli mulakat mein,
pehli hi baar mein dil ko mere le gayi,
chahat ke ikrar mein anjaana gham de gayi.
aayi jab saamne jaane kyun woh darr gayi paagal mujhko kar gayi janeman
janeja
na jaane kya baat hai lage ki din mein raat hai(2)
nayi hai subah to nayio shaam ajab haal mera yaar hai

lafzon mein

mera dil meri jaan mein yahan tu hai kahan
mein dekhun mudke jidhar,aaye mujhe tu nazar
kehti hai chahate deewana mein ho gaya
teri chahat mein sanam najaane kab kho gaya
yeh kaisa hai asar mujhko na itni khabar kab jaaga kab so gaya jane man
janeja
Logged
Sonu
Guest
«Reply #131 on: December 17, 2006, 04:54:32 AM »
acha silaa deya tuney meyrey pyar ka..
yaar ney hi loot leya ghar yaar ka -2...
ashko ki mala meyrey galey phena key
kush hai vo ghar kesi or ka basa key -2....
ker deya khoon meyrey etbaar ka yaar ney hi loot leya ghar yaar ka..
acha sila deya tuney meyrey pyar ka...

naaz teyrey meyney hans key uthahey hai
ashko key moti teyri yaad mey bhahaey hai...
soon kabhi shoor meyrey dil ki pukar ka yaar ney hi loot leya ghar yaar ka..
acha sila deya tuney meyrey pyar ka yaar ney hi loot leya ghar yaar ka....
meyrey pyar valey sabhi phool jo murjha gaye... kantey fizow valey meyrey hisey ah gaye ..
raas naa ahya mujhey sapna bhar ka -2 yaar ney hi loot leya ghar yaar ka...
acha sila deya tuney meyrey pyar ka yaar ney hi loot leya ghar yaar ka...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #132 on: December 17, 2006, 05:02:26 AM »
Hindi Song Title: Nazaren Mila Ke Kahe De
Hindi Movie/Album Name: AJI BAS SHUKRIYA-1958
Singer(s): LATA MANGESHKAR

bedardi
bedardi, nazaren mila ke kahe de kyaa hai teri marzee-2

pyaar ka saiyaan tere rang chadhaaya mein ne
log kahe mein ne rog lagaaya, koi rog lagaaya
mukhade pe aaee hansee
nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
bedardi,bedardi, kyaa hai teri marzee, kyaa hai teri marzee
haan, nazaren mila ke kahe de
haan, haan, haan
nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee

khataa ki hai ghair ne, ham ko saza dene chale aaye
kahan khoyaa hai dil, tum ne kaha tum dhoondh aaye
ek nazar mein tu ne dil mera loota, tu ne dil mera loota
sabr ka daaman, mere haathon se chhuta, mere haathon se chhuta
haalat kaisi tu ne kar di
nazaren mila ke kahe de
nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
bedardi, nazaren mila ke kahe de kyaa hai teri marzee

ham to nibhayenge pyaar ka waadaa, tere pyaar ka waa'da
kahe de sanam tera kyaa hai iraada, tera kyaa hai iraada
ham ne to haami bhar di
nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
bedardi, bedardi, kyaa hai teri marzee
haan, nazaren mila ke kahe de
haan, haan, haan
nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
bedardi
Logged
Sonu
Guest
«Reply #133 on: December 17, 2006, 05:03:47 AM »
saari saari raat teri yaad sataaye-2
preet jagaaye, hamein neend naa aaye re
neend naa aaye
saari saari raat teri yaad sataaye

ek to baalam teri yaad jalaaye, dooje chandaa aag lagaaye-2
aag lagaaye teri, preet jagaaye re
neend naa aaye
saari saari raat teri yaad sataaye

teri lagan bani rog sanwariya
kaise beete baali umariyaa
baali umar mori badaa tadapaaye re-2
neend naa aaye
saari saari raat teri yaad sataaye

preet laga ke huye tum to paraaye, pyaas jiya ki, koun bujhaaye-2
koun bujhaaye, koi ye samajhaaye re
neend naa aaye
saari saari raat teri yaad sataaye
Logged
Sonu
Guest
«Reply #134 on: December 17, 2006, 05:41:02 AM »
Hindi Song Title: Kabhi Kaali Ratiyaa
Hindi Movie/Album Name: ALBELA (1951)
Singer(s): CHITALKAR
Listen This Song on Gayaki

kabhi kaali ratiyaa, kabhi din suhaane
kismat ki baate to kismat hi jaane

o beta jee,
are o baabu jee, kismat ki hava kabhi naram, kabhi garam
kabhi naram-naram, kabhi garam-garam,
kabhi naram-garam naram-garam re
o beta ji

bade akad se beta nikale ghar se actor hone
vaah ri kismat, vaah ri kismat, kismat mein the likhe baratan dhone
are bhai likhe baratan dhone
o beta jee, jeene ka maza kabhi naram, kabhi garam ...

duniya ke is chidiya ghar mein tarah tarah ka jalava
mile kisi ko sookhi rotee, kisi ko poori halava
are bhai kisi ko poori halava
o beta jee, khichadi ka maza kabhi naram, kabhi garam ...

dard diya to thoda thodaa, khushi bhi thodi thodi
vaah re maalik, vaah re maalik, duhkh aur sukh ki khoob banaayi jodi
are vaah khoob banaayi jodi
o beta jee, jeevan ka nasha kabhi naram, kabhi garam ...
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 02:03:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer