SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 99 100 101 102 [103] 104 105 106 107 108
Print
Author  (Read 55499 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1530 on: December 15, 2008, 11:01:17 PM »
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon

Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Ki jabse maine tumko ye dil de diya
Meetha meetha sa dard le liye
Suno o priya
Maine tumko dil diya

Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Logged
sunilmsn
Guest
«Reply #1531 on: December 21, 2008, 10:55:25 AM »
inteha ho gai itezar ki
aayi na kuch khabar mere yaar ki

ye hame hai yakeein bewafa wo nahi
fir waza kaya hui intezar ki hello hello
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1532 on: December 22, 2008, 04:08:25 AM »
ye bataa de muze jindagee
pyaar kee raah ke humasafar, kis tarah ban gaye ajanabee
ye bataa de muze jindagee
fool kyo saare murazaa gaye, kis liye buz gayee roshanee

kal jo baahon mein thee, aaur nigaahon mein thee
ab wo gamree kahaa kho gayee
naa wo andaaj hai, naa wo aawaaj hai
ab wo namree kahaa kho gayee

bewafaa tum nahee, bewafaa hum nahee
fir wo jajabaat kyo so gaye
pyaar tum ko bhee hai, pyaar hum ko bhee hai
faasale fir ye kyo ho gaye
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1533 on: December 22, 2008, 12:16:32 PM »
Chain mujhe ab aaye naa,
Tere bina jiyaa jaaye naa...
Seeli Seeli pyaasi rainaa,
Aake bhiga de nainaa...
Chain mujhe ab aaye naa..
Tere bina jiyaa jaaye naa...

Beete dino ki yaad sataati hai,
Mann ghabaraata hai reh reh ke,
Meri tanhaai mujhko bulaati hai,
Bhaag gaya gam seh seh ke..
Koi mujhe behalaaye naa..
Tere bina jiyaa jaaye naa..
Chain mujhe ab aaye naa,
Tere bina jiyaa jaaye naa...
Seeli Seeli pyaasi rainaa,
Aake bhiga de nainaa...

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1534 on: December 22, 2008, 01:29:43 PM »
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein
Kabhi iis pagh me
Kabhi oos pagh me
Bandhta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein

Kabhi toot gaya
Kabhi toda gaya
Sau baar mujhe
Phir joda gaya
Kabhi toot gaya
Kabhi toda gaya
Sau baar mujhe
Phir joda gaya
Yuhi loot loot ke aur meet meet ke
Banta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein

Mein karta raha
Auron ki kahi
Meri baat mere
Mann hi me rahi
Mein karta raha
Auron ki kahi
Meri baat mere
Mann hi me rahi
Kabhi mandir me
Kabhi mehfil me
Sajta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein

Apnon me rahe
Ya gairon me
Ghungroo ki jagah
To hai pairon me
Apnon me rahe
Ya gairon me
Ghungroo ki jagah
To hai pairon me
Phir kaisa gila
Jag se jo mila
Sahta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein
Bajta hi raha hoon mein
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #1535 on: January 01, 2009, 04:02:19 PM »
chehare pe Kushii chhaa jaatii hai aa.Nkho.n me.n suruur aa jaataa hai -2
jab tum mujhe apanaa kahate ho apane pe Guruur aa jaataa hai
chehare pe Kushii ...

tum husn kii Kud ek duniyaa ho shaayad ye tumhe.n maaluum nahii.n -2
shaayad ye tumhe.n maaluum nahii.n
mahafil me.n tumhaare aane se har chiiz pe nuur aa jaataa hai
jab tum mujhe apanaa ...

ham paas se tumako kyaa dekhe.n tum jab bhii muqaabil aate ho -2
tum jab bhii muqaabil aate ho
betaab nigaaho.n ke aage paradaa saa zaruur aa jaataa hai
jab tum mujhe apanaa ...

jab tumase muhabbat kii hamane tab jaa ke kahii.n ye raaz khulaa -2
tab jaa ke kahii.n ye raaz khulaa
marane kaa saliikaa aate hii jiine kaa sha_uur aa jaataa hai
jab tum mujhe apanaa ...

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1536 on: January 01, 2009, 04:55:19 PM »
--MALE--
Dilshaad tha ke phool khilenge bahaar mein
Maara gaya gareeb isi aitbaar mein

--FEMALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota - 2
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--MALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota

--FEMALE--
Na tha manzoor kismat ko, na thi marzi bahaaron ki
Nahin to is gulistaan mein
Nahin to is gulistaan mein kami thi kya nazaaron ki
Meri nazaron ko bhi koi nazaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--MALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta
Mere badle tu has legi
Mere badle tu has legi, tere badle main ro leta
Mujhe ae kaash tera dard saara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--FEMALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Mili hai chaandni din ko, yeh unki apni kismat hai
Mujhe apne muqaddar se
Mujhe apne muqaddar se faqat itni shikaayat hai
Mujhe toota hua koi sitaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--MALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1537 on: January 01, 2009, 09:03:01 PM »

Shaam ki laali raat ka kaajal
Subah ki taqdeer ho tum
Chalta phirta taj mahal saans leta Kashmir ho tum
Shaam ki laali raat ka kaajal
Subah ki takadir ho tum
Chalta phirta taj mahal saans leta Kashmir ho tum

Saanson mein satlaj ki leharein tat chhu lene ko betaab
Gaalon mein gehoon ki khushboo
Roopmati ek baat batayo kis raanjhe ki hir ho tum
Chalta phirta taj mahal saans leta Kashmir ho tum

Har khushboo har rang tumhise tumase mausam mausam hai
Is bikhari bikhari duniya mein
Main hoon ghar ka sannata baatein karati tasbir ho tum
Chalta phirta taj mahal saans leta Kashmir ho tum

Jisake roop ka saaya dole champa par chameli par
Usha sajada karane utare
Us dil ki kya kismat hogi jis dil ki jaangir ho tum
Chalta phirta taj mahal saans leta Kashmir ho tum
Shaam ki laali raat ka kaajal
Subah ki taqdeer ho tum
Chalta phirta taj mahal saans leta Kashmir ho tum
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1538 on: January 06, 2009, 05:14:46 AM »
Is ishq-o-muhobbat ki, kuchh hain ajeeb rasmein
Kabhi jeene ke vaade, kabhi marane ki kasamein


Na ye tere bas mein, na ye mere bas mein
Kabhi jeene ke vaade, kabhi marane ki kasamein

Kabhi intazaar karate, barasaat ki raaton mein
Kabhi raat guzar jaae, baaton hi baaton mein


Ik dard machalataa hai, is dil ki nas-nas mein
Kabhi jeene ke vaade, kabhi marane ki kasamein

Gar humako judaa kar dein, ik baar jahaan ke sitam
Har baar janam lekar, har baar milenge hum



Yoon ahad-e-vafaa kar lein, aa milakar aapas mein
Kabhi jeene ke vaade, kabhi marane ki kasamein


Main teri mohabbat mein, har rasm nibhaa doongaa
Apani neendein dekar, tere khwaab sajaa doongaa
Aisaa hi hotaa hai, jab dil na rahe bas mein
Kabhii jeene ke vaade, kabhi marane ki kasamein
Is ishq-o-muhobbat ki, kuchh hain ajeeb rasmein
Kabhi jeene ke vaade, kabhi marane ki kasamein
Logged
gurinder
Guest
«Reply #1539 on: January 06, 2009, 10:50:52 PM »
mujhe shoo rahi hain teri garam saansey
merey raat aur din mehkaney lagey hain
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #1540 on: January 07, 2009, 05:26:45 AM »
bahaaro.n se puuchho mere pyaar ko tum
tumhaare taraane ham gaa rahe hai.n

nazaaro.n se puuchho mere pyaar ko tum
tumhaare li_e ham ji_e jaa rahe hai.n
nazaaro.n se puuchho ...

agar jaan tum ho to ham bhii to dil hai.n
bhare hai.n hazaaro.n muhabbat ke aramaa.n
agar tum ho saagar to mai.n bhii huu.N nadiyaa
hai.n dono.n dilo.n me.n muhabbat ke tuufaa.n

mere pyaar kaa to kinaaraa nahii.n hai
tere pyaar me.n ham bahe jaa rahe hai.n
bahaaro.n se puuchho ...

ye uudii ghaTaa_e.N mastii luTaa_e.N
jaise tumhaarii sharaabii niGaahe.n

ye Tha.nDii havaa_e.N bharatii hai.n aahe.n
samajho inhe.n tum hamaarii sadaa_e.n

fizaa_o.n me.n dekho baadal nahii.n hai.n
ye aa.Nchal tumhaare hii laharaa rahe hai.n

bahaaro.n se puuchho ...

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1541 on: January 07, 2009, 05:29:03 AM »
Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya

Yeh mausam yeh raat chup hai
Do hothon ki baat chup hai
Khamoshi sunaane lagi hai dastaan
Yeh mausam yeh raat chup hai
Do hothon ki baat chup hai
Khamoshi sunaane lagi hai dastaan
Nazar ban gayi hai, dil ki zabaan

Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya

Mohabbat ke mod pe hum
Mile sab ko chhod ke hum
Dhadakte dilon ka leke yeh karawan
Mohabbat ke mod pe hum
Mile sab ko chhod ke hum
Dhadakte dilon ka leke yeh karawan
Chale aaj dono jaane kahan?

Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #1542 on: January 07, 2009, 05:31:29 AM »
ruk jaa raat Thahar jaa re cha.ndaa biite na milan kii belaa
aaj chaa.ndanii kii nagarii me.n aramaano.n kaa melaa
ruk jaa raat ...

pahale milan kii yaade.n lekar aa_ii hai ye raat suhaanii
doharaate hai.n chaa.Nd sitaare merii tumhaarii prem kahaanii
merii tumhaarii prem kahaanii
ruk jaa raat ...

kal kaa Daranaa kaal kii chi.ntaa do tan hai man ek hamaare
jiivan siimaa ke aage bhii aa_uu.Ngii mai.n sa.ng tumhaare
aa_uu.Ngii mai.n sa.ng tumhaare
ruk jaa raat ...

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1543 on: January 07, 2009, 05:47:48 AM »
tasaweer banaataa hoo, tasaweer naheen banatee
yek khwaab saa dekhaa hai, taabeer naheen banatee

bedard mohabbat kaa itanaa saa hain afasaanaa
najaron se milee najare, main ho gayaa deewaanaa
ab dil ke bahalane kee, tadabeer naheen banatee

dam bhar ke liye meree duniyaan mein chale aao
tarasee huyee aakhon ko fir shakl dikhaa jaao
muz se to meree bigadee takadeer naheen banatee

Logged
gurinder
Guest
«Reply #1544 on: January 07, 2009, 03:37:12 PM »
this is all members
 
dil  ki girah khol do chup na baitho koi geet gayo
Logged
Pages: 1 ... 99 100 101 102 [103] 104 105 106 107 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 16, 2024, 05:05:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.152 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer