Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga.....

by khwaish on February 17, 2009, 05:07:17 PM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 6028 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: February 19, 2009, 12:40:19 AM »
Reply with quote
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga,
Har Haal Par Mujhe Chalna Hoga...

Zakhm-e-Ehsaas Kabhi Chain Ne Lene Denge Mujhe,
Kabhi Giir Bhi Jaau To,Phir Sambhalna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga...

Aaj Ke Daur Mein,Maut Ko Paana Asaan Hai,
Par Zindagi Ko Jeena Mushkil,
Ab Mujhe Hi Zindagi Ki Iss Haqeeqat Ko Samajhna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Roye Kyon Hum Baithkar Apne Hi Khaamiyon Par,
Jo Suraj Dhala Hai,Usse Phir Se,
 Ussi Shaan Se Ubarna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Raaste Mushkil Hai Par Manzil Ko Paane Ke Liye,
Dil Mein Junoon-e-Jazba Aaj Bhi Hai,
Mujhe Hi Ab Apna Yeh Safar Taye Karna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Mere Apno Ke Chehre Ko Dekh Kar Chal Raha Hoon Main "Khwaish"
Unke Khaatir Mujhe Har Sehh Se Guzarna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....
Logged
Roja
Guest
«Reply #16 on: February 19, 2009, 02:13:48 AM »
Reply with quote
Wah wah wah...  Applause
Khwaish ji bahut accha likha hai.Bahut khoob  Applause Applause
Logged
pandit
Guest
«Reply #17 on: February 19, 2009, 02:24:25 AM »
Reply with quote
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga,
Har Haal Par Mujhe Chalna Hoga...

Zakhm-e-Ehsaas Kabhi Chain Ne Lene Denge Mujhe,
Kabhi Giir Bhi Jaau To,Phir Sambhalna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga...

Aaj Ke Daur Mein,Maut Ko Paana Asaan Hai,
Par Zindagi Ko Jeena Mushkil,
Ab Mujhe Hi Zindagi Ki Iss Haqeeqat Ko Samajhna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Roye Kyon Hum Baithkar Apne Hi Khaamiyon Par,
Jo Suraj Dhala Hai,Usse Phir Se,
 Ussi Shaan Se Ubarna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Raaste Mushkil Hai Par Manzil Ko Paane Ke Liye,
Dil Mein Junoon-e-Jazba Aaj Bhi Hai,
Mujhe Hi Ab Apna Yeh Safar Taye Karna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Mere Apno Ke Chehre Ko Dekh Kar Chal Raha Hoon Main "Khwaish"
Unke Khaatir Mujhe Har Sehh Se Guzarna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....


gud one khawahish..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: February 19, 2009, 06:23:01 AM »
Reply with quote
bahoot khoob Celmira and Lil bro
Logged
Talat
Guest
«Reply #19 on: February 19, 2009, 12:17:27 PM »
Reply with quote
Applause Applause
Bohat khoob khwaish ji ..

Very nice reply celmira sis ...


Shukriya Honey Ji

Waah waah waaha, Kya Khoob Bayaan Kiya Hai Khwaaish Bhai Aapne, Bohat Achche Har Girne waale Ke Liye ye Nazm Hausla Degi,.

Yunhi Likhte rahein,.

Aur Talat Sis, Aapki Nazm ka Bhi Koi Jawaab Nahi, Badhiya Har Baar Ki tarah,.



Thank You Azeem

bahoot khoob Celmira and Lil bro

Thanks Pooja
Logged
Talat
Guest
«Reply #20 on: February 19, 2009, 12:18:45 PM »
Reply with quote
Jo Girrna Seekhe, Wohi Sambhalna Jaane,.
Zindagi Ki Raahon Mien, Wohi Chalna Jaane,.

Yun To Toot Jaate Hain Log Haarte Hi,.
Jo Suraj Dhalta Hai, Wohi Ubharna Jaane,.
Jo Girrna Seekhe, Wohi Chalna Jaane,.

____________________-Jaanasheen-

Bohot Khoob likha hai Azeem
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: February 19, 2009, 12:20:02 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Shukriya Talat..Aapne Iss Nazm Ke Ehsaas Ko samjha,Yeh Jaankar Behad Khushi Hui Hai..Aur Shukriya Hamesha Se Saath Dene Ka.. icon_salut

You are welcome Dost

Bahut Bahut Khoob Talat...Har Ek Alfaaz,Har Ek Line,Dil Ki Gehraai Tak Chuu Jaati Hai..Bahut Khoob Dost!! Applause Applause Applause Applause

Bohot bohot shukriya Khwaish Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: February 19, 2009, 12:21:12 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob likha hai Azeem

Shukriya Talat Didi,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: February 19, 2009, 12:23:12 PM »
Reply with quote
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga,
Har Haal Par Mujhe Chalna Hoga...

Zakhm-e-Ehsaas Kabhi Chain Ne Lene Denge Mujhe,
Kabhi Giir Bhi Jaau To,Phir Sambhalna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga...

Aaj Ke Daur Mein,Maut Ko Paana Asaan Hai,
Par Zindagi Ko Jeena Mushkil,
Ab Mujhe Hi Zindagi Ki Iss Haqeeqat Ko Samajhna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Roye Kyon Hum Baithkar Apne Hi Khaamiyon Par,
Jo Suraj Dhala Hai,Usse Phir Se,
 Ussi Shaan Se Ubarna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Raaste Mushkil Hai Par Manzil Ko Paane Ke Liye,
Dil Mein Junoon-e-Jazba Aaj Bhi Hai,
Mujhe Hi Ab Apna Yeh Safar Taye Karna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Mere Apno Ke Chehre Ko Dekh Kar Chal Raha Hoon Main "Khwaish"
Unke Khaatir Mujhe Har Sehh Se Guzarna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....


Again, a very true, very sensible creation....Bohot bohot khoob Khwaish Dost Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: February 19, 2009, 12:26:31 PM »
Reply with quote
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga,
Har Haal Par Mujhe Chalna Hoga...

Zakhm-e-Ehsaas Kabhi Chain Ne Lene Denge Mujhe,
Kabhi Giir Bhi Jaau To,Phir Sambhalna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga...

Aaj Ke Daur Mein,Maut Ko Paana Asaan Hai,
Par Zindagi Ko Jeena Mushkil,
Ab Mujhe Hi Zindagi Ki Iss Haqeeqat Ko Samajhna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Roye Kyon Hum Baithkar Apne Hi Khaamiyon Par,
Jo Suraj Dhala Hai,Usse Phir Se,
 Ussi Shaan Se Ubarna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Raaste Mushkil Hai Par Manzil Ko Paane Ke Liye,
Dil Mein Junoon-e-Jazba Aaj Bhi Hai,
Mujhe Hi Ab Apna Yeh Safar Taye Karna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Mere Apno Ke Chehre Ko Dekh Kar Chal Raha Hoon Main "Khwaish"
Unke Khaatir Mujhe Har Sehh Se Guzarna Hoga,
Ab Kuch To Faisla Mujhe Karna Hoga....

Nice One Again Khwaish Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: February 19, 2009, 12:29:50 PM »
Reply with quote
Jo Suraj Dhalta Hai,Wohi Ubarna Jaane,
Jo Girna Seekhe,Wohi Chalna Jaane...

Kya Baat Kahin Hai Azeem Bro..Aapke Iss Sher Par Laakho Daad Haazir Hai..
Bahut Bahut Khoob Bro Applause Applause Applause


Shukriya Khwaish Bhaiya,.
Aap Hi Se Sikhaa Hai Ye Likhna,.

Thank U,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #26 on: February 19, 2009, 12:30:31 PM »
Reply with quote


Log aise bhi mile, jo khilauna samjhe,
Jazbaat ka koi mol nahin jin ke liye,
Insaaniyat ko masla pairon ke tale,
Dost aur dushman main fark karna hoga,
Ab to kuch faisla mujhe karna hoga,

Kaun dikhata hai yahan sachchi roshni kisi ko,
Taareek-e-raah se khud hi hai guzarna sab ko,
Faisla zindagi ka khud hi karna hai sab ko,
Apni har raah mujhe khud hi chunna hoga,
Ab to kuch faisla mujhe karna hoga
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: February 19, 2009, 12:42:22 PM »
Reply with quote

Log aise bhi mile, jo khilauna samjhe,
Jazbaat ka koi mol nahin jin ke liye,
Insaaniyat ko masla pairon ke tale,
Dost aur dushman main fark karna hoga,
Ab to kuch faisla mujhe karna hoga,

Kaun dikhata hai yahan sachchi roshni kisi ko,
Taareek-e-raah se khud hi hai guzarna sab ko,
Faisla zindagi ka khud hi karna hai sab ko,
Apni har raah mujhe khud hi chunna hoga,
Ab to kuch faisla mujhe karna hoga


Bohat Achche Talat Sis,.
Nice One,.

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: February 22, 2009, 10:02:38 AM »
Reply with quote
Wah wah wah...  Applause
Khwaish ji bahut accha likha hai.Bahut khoob  Applause Applause


Bahut Bahut Shukriya Roja..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #29 on: February 22, 2009, 10:04:04 AM »
Reply with quote
gud one khawahish..

Thankyou Pandit Ji..
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 30, 2024, 05:48:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer