Har shaks jo mirch masaala lagaa ke bolta hai

by ParwaaZ on August 26, 2010, 05:08:04 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1890 times)
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #15 on: September 12, 2010, 03:17:31 AM »
Reply with quote
Ahel E Bazm ko Humara Salam O Aadaa
Humne yeh tanziyaa kalam paheli martaba kahi hai... Isse pahele humne koi bhi tanziyaa kalaam nahi kahi thi.....
Ummid hai aap logoN ko pasand aayeNgi ...
Apni araa se aur rai se zarur nawaziyeNga........ Usual Smile     




Woh jab bhi bolta hai kayiN dil jalaa ke bolta hai
Haq parast hai jo haq pe sar uthaa ke bolta hai

Us ka sikka chalta hai duniyaa ke bazaar meiN
Jo jhuth ko bhi danke pe thok bajaa ke bolta hai

Masoom se sach ko bhi fasaana bana deta hai
Har shaks jo mirch masaala lagaa ke bolta hai

Jaane Tameez O adaab kahaaN jaa rahe haiN
Kal ka bachcha bhi aankheN dikhaa ke bolta hai

Mujhe nind se jaagne ka koyiN dar nahi hai
Dil mera khawaab palkoN pe sajaa ke bolta hai

Muflisi ne use maNgne pe majboor kiya hai
Jo fakheer pet ki khateer gaa ke bolta hai

Jaa maiN tujhe ab bhool gaya huN " ParwaaZ"
Yaar mera aankheN mujhse milaa ke bolta hai

 


Applause Applause Applause Applause bahoot umda parwaaz ji......har sher behtreen hai...daad kabool karen
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
...Paisa bolta hai... by Devdas_online in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Sach Bolta Hoon by Devdas_online in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khuda Bolta Hai (By Songwriter_123) by songwriter_123 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
mirch........ by manjum in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
K paisa bolta hai...Raaj by Sunil Malhotra in Shairi - E - Zindagi
sbechain
Guest
«Reply #16 on: August 17, 2011, 08:44:12 PM »
Reply with quote
Ahel E Bazm ko Humara Salam O Aadaa
Humne yeh tanziyaa kalam paheli martaba kahi hai... Isse pahele humne koi bhi tanziyaa kalaam nahi kahi thi.....
Ummid hai aap logoN ko pasand aayeNgi ...
Apni araa se aur rai se zarur nawaziyeNga........ Usual Smile     




Woh jab bhi bolta hai kayiN dil jalaa ke bolta hai
Haq parast hai jo haq pe sar uthaa ke bolta hai

Us ka sikka chalta hai duniyaa ke bazaar meiN
Jo jhuth ko bhi danke pe thok bajaa ke bolta hai

Masoom se sach ko bhi fasaana bana deta hai
Har shaks jo mirch masaala lagaa ke bolta hai

Jaane Tameez O adaab kahaaN jaa rahe haiN
Kal ka bachcha bhi aankheN dikhaa ke bolta hai

Mujhe nind se jaagne ka koyiN dar nahi hai
Dil mera khawaab palkoN pe sajaa ke bolta hai

Muflisi ne use maNgne pe majboor kiya hai
Jo fakheer pet ki khateer gaa ke bolta hai

Jaa maiN tujhe ab bhool gaya huN " ParwaaZ"
Yaar mera aankheN mujhse milaa ke bolta hai

 


bahut khoob


               hoon qaatil apne zameer ka parwah nahin,
              loot kar mulk phir woh cheekh ke bolta hai



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #17 on: August 17, 2011, 10:56:26 PM »
Reply with quote
MEIN JAB KABI USAY FON KARTA HOON
WO MUJEH KHRI KHRI SUNA KE BOLTA HAI
SIR MEIN AAP KI TARAH DAAD DE NAHEIN
SAKTA JAISE PARDESI LAUG KHAT MEIN LIKHTE
HEIN THODAY LIKHAY KO ZYAADA SAMJNA
YEH BAAT HAI KE HUMAARI THORI DAAD KO BE ZYADA
SAMJNA .ASGHAR
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #18 on: August 18, 2011, 04:47:21 AM »
Reply with quote
Ahel E Bazm ko Humara Salam O Aadaa
Humne yeh tanziyaa kalam paheli martaba kahi hai... Isse pahele humne koi bhi tanziyaa kalaam nahi kahi thi.....
Ummid hai aap logoN ko pasand aayeNgi ...
Apni araa se aur rai se zarur nawaziyeNga........ Usual Smile     




Woh jab bhi bolta hai kayiN dil jalaa ke bolta hai
Haq parast hai jo haq pe sar uthaa ke bolta hai

Us ka sikka chalta hai duniyaa ke bazaar meiN
Jo jhuth ko bhi danke pe thok bajaa ke bolta hai

Masoom se sach ko bhi fasaana bana deta hai
Har shaks jo mirch masaala lagaa ke bolta hai

Jaane Tameez O adaab kahaaN jaa rahe haiN
Kal ka bachcha bhi aankheN dikhaa ke bolta hai

Mujhe nind se jaagne ka koyiN dar nahi hai
Dil mera khawaab palkoN pe sajaa ke bolta hai

Muflisi ne use maNgne pe majboor kiya hai
Jo fakheer pet ki khateer gaa ke bolta hai

Jaa maiN tujhe ab bhool gaya huN " ParwaaZ"
Yaar mera aankheN mujhse milaa ke bolta hai

 



Waahhh...!!! Waaahhh...!!! Applause Applause Applause

Parwaaz Saahab Kya khoob Peshkash hai Aapki... Usual Smile

Sare Lafj apni alga dastan bayan kar rahi hai.... Usual Smile

Ish Kalaam Ke Liye Laakhon Daad Kabool Karein....... Usual Smile

Aise hi likhte rahiye.....

Khush o abaad rahiye... Usual Smile
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #19 on: August 23, 2011, 07:14:57 PM »
Reply with quote
Ahel E Bazm ko Humara Salam O Aadaa
Humne yeh tanziyaa kalam paheli martaba kahi hai... Isse pahele humne koi bhi tanziyaa kalaam nahi kahi thi.....
Ummid hai aap logoN ko pasand aayeNgi ...
Apni araa se aur rai se zarur nawaziyeNga........ Usual Smile     




Woh jab bhi bolta hai kayiN dil jalaa ke bolta hai
Haq parast hai jo haq pe sar uthaa ke bolta hai

Us ka sikka chalta hai duniyaa ke bazaar meiN
Jo jhuth ko bhi danke pe thok bajaa ke bolta hai

Masoom se sach ko bhi fasaana bana deta hai
Har shaks jo mirch masaala lagaa ke bolta hai

Jaane Tameez O adaab kahaaN jaa rahe haiN
Kal ka bachcha bhi aankheN dikhaa ke bolta hai

Mujhe nind se jaagne ka koyiN dar nahi hai
Dil mera khawaab palkoN pe sajaa ke bolta hai

Muflisi ne use maNgne pe majboor kiya hai
Jo fakheer pet ki khateer gaa ke bolta hai

Jaa maiN tujhe ab bhool gaya huN " ParwaaZ"
Yaar mera aankheN mujhse milaa ke bolta hai

 



veri naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #20 on: February 15, 2013, 11:27:40 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause bahoot umda parwaaz ji......har sher behtreen hai...daad kabool karen


Bekaraar Sahaab Aadaab!


Bahut bahut shukriyaa janab... aapki is khoobsurat aur hoNsla baqsh
daad ka maiN tah e dil se mashkoor O mamnoon huN... Usual Smile


Aage bhi apnaa saath banaye rakhiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #21 on: February 15, 2013, 11:29:09 AM »
Reply with quote
bahut khoob


               hoon qaatil apne zameer ka parwah nahin,
              loot kar mulk phir woh cheekh ke bolta hai



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shebaa Sahibaa Aadaab!


Bahut bahut shukriyaa jee, aapne bhi khoob sher kaha hai daad...
Aage bhi apna saath banaye rakhiye... Usual Smile


Aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #22 on: February 15, 2013, 11:31:32 AM »
Reply with quote
MEIN JAB KABI USAY FON KARTA HOON
WO MUJEH KHRI KHRI SUNA KE BOLTA HAI
SIR MEIN AAP KI TARAH DAAD DE NAHEIN
SAKTA JAISE PARDESI LAUG KHAT MEIN LIKHTE
HEIN THODAY LIKHAY KO ZYAADA SAMJNA
YEH BAAT HAI KE HUMAARI THORI DAAD KO BE ZYADA
SAMJNA .ASGHAR

Asgar Sahaab Aadaab!


YeH to aapka badapan hai janab jo aapne itne purasar lafzoN meiN dil ko
sukuN baqsh daad diii hai... Usual Smile

Aapke is tareef O houNsla afzai ke hum tah e dil se mashkoor O mamnoon hai..
Aage bhi apnaa saath banaye rakhiye.. Usual Smile


Aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez.. Usual Smile
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #23 on: February 15, 2013, 11:34:11 AM »
Reply with quote
kya baat hai..kya baat hai....... bahut bahut khooooob....
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 05:48:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.435 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer