Insaan Kahan Hai !!

by abdulqadeer on January 26, 2009, 09:44:55 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2681 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: January 26, 2009, 10:04:21 PM »
Reply with quote
Bhaijaan Ek Choti Si Koshish Kar Raha Hooon,..
Koi Galti Nikle To Maaf Karna,.

Kaam Kar Rahe Hain Insaan Milkar, Shaitaano Ke,.
Soch Mein Hoon Main, Ke Ab Shaitaan Kahaan Hai,.

Dilon Mein Sabke, Sirf Nafratein Kyun Hain,.
Pyaar Kahaan Gaya, Iska Ka Aashiyaan Kahaan Hai,.

Saath Insaaniyat Ke Safar Mein Sab To Nikle The "Azeem,.
Raaste Soone Pade Hain Ab, Dekhta Hoon Carwaan Kahaan Hai,.

Kyun Sab Pareshaan Hain, Kyun Sab Dukhi Hai Yahaan,.
Kya Hua Logon Ko "Azeem, Inke Hoton Ki Muskaan Kahaan Hai,.

Kyun Bhool Gaye Log Sachaai, Kyun Dagaa Dene Lage,.
Kya Hua Bandon Ko Mere, In Sab Ka Imaan Kahaan Hai,.

Kyun Har Taraf, Bechaini, Bebasi Tanhaai Chaai Hai..
Kahaan Khogaya Chain Sabhi Ka, Khushiyon Ka Jahaan Kahaan Hai,.

Sab Dikhaawa Hai Abke Daur Mein "Azeem, Tu Bhi Dekh,.
Shayari To Likhdi Tune,Ab Dhoond Ke Kadardaan Kahaan Hai,.

____________________________________-Jaanasheen,.

Agar Koi Galti Hui Ho Mujhse To Maaf Kardena,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kahan tha aur kahan chala aya by muneeb in Shayri-E-Dard
Insaan by Deepak Subi in Shairi - E - Zindagi
INSAAN by NIKI83 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
insaan by jatinderkathpal in Poetry on Nature in Punjabi
insaan kahan milta hai. by Imdad in Miscellaneous Shayri
dead heart
Guest
«Reply #16 on: January 27, 2009, 04:31:00 AM »
Reply with quote


kadradaan yahan hai...wah wah...Azeem bhaijan kamal ka likha hai...koi galti hui bhi hogi toh woh phiki padgayi...wah wah aur shukriya mera kalam padne ke liye bhi...
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #17 on: January 27, 2009, 05:59:45 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Qadeer Ji....Waqai sawal to aapne bohot hi gehra uthaya hai ki Insaan kahan hai.....!

Nic lines Sajid Ji, Cara

Bahoth Bahoth Shukriya janab is nachiz ko izzath dene ke liye !!

Qadeer Toopchi
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #18 on: January 27, 2009, 06:43:09 AM »
Reply with quote
bahut khoob qadeer ji..mashallah Clapping Smiley
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #19 on: January 27, 2009, 06:59:08 AM »
Reply with quote
Bhaijaan Ek Choti Si Koshish Kar Raha Hooon,..
Koi Galti Nikle To Maaf Karna,.

Kaam Kar Rahe Hain Insaan Milkar, Shaitaano Ke,.
Soch Mein Hoon Main, Ke Ab Shaitaan Kahaan Hai,.

Dilon Mein Sabke, Sirf Nafratein Kyun Hain,.
Pyaar Kahaan Gaya, Iska Ka Aashiyaan Kahaan Hai,.

Saath Insaaniyat Ke Safar Mein Sab To Nikle The "Azeem,.
Raaste Soone Pade Hain Ab, Dekhta Hoon Carwaan Kahaan Hai,.

Kyun Sab Pareshaan Hain, Kyun Sab Dukhi Hai Yahaan,.
Kya Hua Logon Ko "Azeem, Inke Hoton Ki Muskaan Kahaan Hai,.

Kyun Bhool Gaye Log Sachaai, Kyun Dagaa Dene Lage,.
Kya Hua Bandon Ko Mere, In Sab Ka Imaan Kahaan Hai,.

Kyun Har Taraf, Bechaini, Bebasi Tanhaai Chaai Hai..
Kahaan Khogaya Chain Sabhi Ka, Khushiyon Ka Jahaan Kahaan Hai,.

Sab Dikhaawa Hai Abke Daur Mein "Azeem, Tu Bhi Dekh,.
Shayari To Likhdi Tune,Ab Dhoond Ke Kadardaan Kahaan Hai,.

____________________________________-Jaanasheen,.

Agar Koi Galti Hui Ho Mujhse To Maaf Kardena,.


Wah wAh wah Chute wah kya likha hai "Qadadaan kahan hai !! Wah wah kya kahene apki is nazam ke allah tumhe khush rakhe mere bhai !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #20 on: January 27, 2009, 07:24:10 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Qadeer saheb ji..zabardast Kalam Pesh Ki Hai Aapne..Bahut ache.. Applause Applause Applause


Bahoth Bahoth shukriya Kuwish sahab , ap jaise majhle howe shayaron ko is haqeeq shayar ki shayari pasand aye isse badi izzath kya mil sakti hai ghazal ko !! allah apko khush rakhe janab !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #21 on: January 27, 2009, 07:54:36 AM »
Reply with quote
Qadeer saheb...jab adhuri ghazal dil ki pyaas buja gayi toh puri kya karegi..kehna mushkil hai..yaar kya baat hai...dil ko choo gayi apki yeh ghazal...


do desh ladte hai ek zameen ke tukde ke liye,
zara pucho dono se;Khuda ki duniya main lakeerein kahan hai...

pahadon aur wadion ke liye kat te ho ek dusre ka saar,
phir bhi puchte ho Antagwadi kahan hai...

shaheedon ke parivaron ko paise se nawaz te ho,
humare toh dil toote hai;uska muafza kahan hai...

waise toh mazhabi desh hai dono phir bhi ladte rehte hai,
zara pucho dono se;mazhab main ladai kahan hai...

tadapta hai Rahim uss desh jane ke liye,
nahin jaa sakta par na jane ki mazbut wajah kahan hai...



Bahoth Bahoth shukriya janab aur apne bhi bahoth bahoth qoob likha hai !! likhte raho yunhi !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #22 on: January 27, 2009, 09:16:53 AM »
Reply with quote
bahut khoob qadeer ji..mashallah Clapping Smiley

Shukriya Fairy Ji !! Allah Apko Qair de !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #23 on: January 27, 2009, 10:07:47 AM »
Reply with quote

Bahut khoob likha hai aapne abdul qadeer ji...



Shukriya Roji is Izzath afza-e- ke liye !! Khuda khush rakhe sub ko !! Ameen

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: January 27, 2009, 10:28:13 AM »
Reply with quote
Shukriya Abdul Qadeer Bhaiya, Majid Bhai, And Rahim Bhai,.
Allah Aapko Bhi Jazaa-e-KHair De
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #25 on: January 27, 2009, 10:45:30 AM »
Reply with quote
arey waah!!!!
kya likha hai apne...bohot khoobbbbb

Bahoth bahoth shukriya janab !!

Qadeer Toopchi
Logged
k.shael
Guest
«Reply #26 on: January 27, 2009, 11:15:47 AM »
Reply with quote

 Applause Applause  Applause
Bahut hi Aacha likha hai Qadeer ji,
Sach me sachayi se ro-b-ro karata aapka kalam behtar

Shally.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #27 on: January 27, 2009, 11:20:04 AM »
Reply with quote
Applause Applause  Applause
Bahut hi Aacha likha hai Qadeer ji,
Sach me sachayi se ro-b-ro karata aapka kalam behtar

Shally.

Shukriya janab Izzath afza-e- ke liye !! Aur ahesanmand hain apke jo apne ghazal ke message ko samjha !! Allah apko jaza-e-qair de !! Ameen !!

Qadeer Toopchi
Logged
dead heart
Guest
«Reply #28 on: January 27, 2009, 06:56:22 PM »
Reply with quote
Shukriya Qadeer jee...
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #29 on: January 28, 2009, 03:24:02 AM »
Reply with quote
Shukriya Qadeer jee...

Ur welcome Raheem !! Allah sub ko khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 07, 2024, 04:13:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer