make a sher from any word..

by @kaash on March 04, 2009, 10:53:59 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
Print
Author  (Read 5347 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #45 on: March 08, 2009, 01:10:51 PM »
TARASTI NIGAOH NEH EK UMEED LAGA RAKHI HAI
MILNEY KOH UNSEY KOOCHEY PEH TASVIR LAGA RAKHI HAI


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Make the word.... by natural in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 90 91 »
Get A Word & Make The Sher..By SK by Shayaries_King in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 24 25 »
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #46 on: March 13, 2009, 06:35:59 PM »
TARASTI NIGAOH NEH EK UMEED LAGA RAKHI HAI
MILNEY KOH UNSEY KOOCHEY PEH TASVIR LAGA RAKHI HAI




Bahut Khoob Jasbir paaji.. Applause Applause

Raaz-e-Dil Bayaan Hota Hai Aapki Nigaahon se,
Kyon Chupate Ho Humse,Dil Ki Iss Kitaab Ko,
Humne Dekha Hai,Iske Har Panhe par Naam Hamara Likha hai,
Kyon Chupate ho Humse,Apne Jazbaat Ko...


Logged
Roja
Guest
«Reply #47 on: March 17, 2009, 04:33:47 PM »
Kyu teri khamoshi mujhe Khamosh kar jaati hai
Kyu teri udasi mujhe udas kar jaati hai


Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #48 on: March 17, 2009, 05:10:45 PM »
Hameshsa khamosh rahne walon ko kaun khamosh karega
Udasi vashiyat mein mili hai kaun usse udaas karega
Logged
Roja
Guest
«Reply #49 on: March 18, 2009, 09:47:08 AM »
Uadas dil ko behlane kaun aayea
Bejaan dil ko dhadkane kaun aayega
Logged
salil2002
Guest
«Reply #50 on: March 18, 2009, 10:01:23 AM »
kissii phool ko ittra se mahkane kii jaroorat nahin hoti
mohabbat se bhar dil ko dhadakne kii jaroorat nahin hoti
Logged
Roja
Guest
«Reply #51 on: March 18, 2009, 10:34:40 AM »
Dil ka kona kona mehhaya jaa raha hai..
Yeh kaun aa gaya kya is mehfil ko behkaya jaa raha hai.. Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: March 18, 2009, 10:39:39 AM »

Mehfilon Ko Main Kabhi Jaata Nahi,.
Kyun Ki Main Kabhi Muskurata Nahi,.

Sab Samajh Jaate Hain Dard, Mera Chehra Dekhkar,.
Gilaa Hai Mujhe Khudse, ke Dard Chupaana Mujhe Aata Nahi,.

_____________________-Jaanasheen

Logged
TOUSIFSHAIKHH
Guest
«Reply #53 on: March 18, 2009, 10:44:22 AM »
Khairat me mili KHUSHI mujhe achchi nahi lagti,
Main apne dukhon me rehta hu nawabon ki tarah.
Logged
TOUSIFSHAIKHH
Guest
«Reply #54 on: March 18, 2009, 10:44:34 AM »
Khairat me mili KHUSHI mujhe achchi nahi lagti,
Main apne dukhon me rehta hu nawabon ki tarah.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: March 18, 2009, 10:45:50 AM »
Khairat me mili KHUSHI mujhe achchi nahi lagti,
Main apne dukhon me rehta hu nawabon ki tarah.

Waah Kya Khoob kaha Hai Tosif Bhai Aapne, nice One,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #56 on: March 18, 2009, 10:49:22 AM »
Kya dard hai jo dil mein chupaye huye ho
Dekho chandni apni bahein failaye raah taak rahi hai
Ye wada karo na hona kabhi udaas
Khush raho...

Dekho candni apni bahein failaye raah taak rahi hai..


Logged
Roja
Guest
«Reply #57 on: March 18, 2009, 10:50:59 AM »
Khairat me mili KHUSHI mujhe achchi nahi lagti,
Main apne dukhon me rehta hu nawabon ki tarah.

wah
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: March 18, 2009, 10:58:37 AM »
Kya dard hai jo dil mein chupaye huye ho
Dekho chandni apni bahein failaye raah taak rahi hai
Ye wada karo na hona kabhi udaas
Khush raho...

Dekho candni apni bahein failaye raah taak rahi hai..






Chaandni Meri Aangan Mein Kabhi Utri Nahi,.
Khushiyon Ki Hawaa Meri Gali Se Guzri Nahi,.

Main Wo Shaks Hoon,
Jis Se Insaan To Door Khudrat Bhi Rooth Gayi,.


Logged
Roja
Guest
«Reply #59 on: March 18, 2009, 11:32:46 AM »
Khushiyon ki leher lekar aayegi
Ek anjani si, boli si, pyari si dulhan

Yahan her insaan ki apni ek kahani hai
Kahi aansoo toh kahi khushiyan..

Apna pyar mein jhoomlo..
Sare gamon se dhur... Pyar ka apna ghar banalo..

Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 01:45:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer