NEW GAME!!!!!..........................SAHAL

by sahal on January 08, 2013, 11:50:01 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 28
Print
Author  (Read 6704 times)
masoom shahjada
Guest
«Reply #45 on: January 09, 2013, 04:13:46 PM »
andheron se to humne dosti ki hai
jalakar apna dil tumhe roshni di hai
Zalaakar tum bhii rote ho, ki zalkar ham bhi rote hai.
Muhabbat apnii duniya hai, marte hai to jeete hai.
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #46 on: January 09, 2013, 04:14:55 PM »
andheron se to humne dosti ki hai
jalakar apna dil tumhe roshni di hai
Zalaakar tum bhii rote ho, ki zalkar ham bhi rote hai.
Ye hi to ishq hai, shaayad jo aansu baat karte hai.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #47 on: January 09, 2013, 04:15:08 PM »
andheron se to humne dosti ki hai
jalakar apna dil tumhe roshni di hai
Tu mere dil ka chain, aankhoN ka noor hai
Mera humraaz hoke  bhi kyuN itna door hai
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #48 on: January 09, 2013, 04:21:24 PM »
Zalaakar tum bhii rote ho, ki zalkar ham bhi rote hai.
Muhabbat apnii duniya hai, marte hai to jeete hai.
Meri wafaa ka bata  kya yahi hai sila
Aye meri shamma mujhe ab aur na jala
Logged
suman59
Guest
«Reply #49 on: January 09, 2013, 04:28:29 PM »
Meri wafaa ka bata  kya yahi hai sila
Aye meri shamma mujhe ab aur na jala
shamma bewafa hoti hai parwane pyar karte hain
shamma ki lau jalaye se nahi inkar karte hain
Logged
aqsh
Guest
«Reply #50 on: January 10, 2013, 05:16:55 AM »
ise dosti nahi, jaanaa ise dillagi kehte hain
tumhaari tarha hum bhi andhere me rehte hain
  Laughing hard Laughing hard Laughing hard
ujalon mein rehkar andheron ko badnaam karte ho
na jaane kyun dosti ko dillagi ka naam dete ho
Logged
aqsh
Guest
«Reply #51 on: January 10, 2013, 05:18:48 AM »
Tu mere dil ka chain, aankhoN ka noor hai
Mera humraaz hoke  bhi kyuN itna door hai

zaalim teri aankhen nashe mein choor hai
tujh par to chaaya bas ishq ka fitoor hai
Logged
aqsh
Guest
«Reply #52 on: January 10, 2013, 05:20:43 AM »
Zalaakar tum bhii rote ho, ki zalkar ham bhi rote hai.
Ye hi to ishq hai, shaayad jo aansu baat karte hai.
ishq mein jalne ka maza to sirf shama jaanti hai
parwaane to sirf shama ke lau ke aage ghoomna jaante hai
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #53 on: January 10, 2013, 05:38:40 AM »
ishq mein jalne ka maza to sirf shama jaanti hai
parwaane to sirf shama ke lau ke aage ghoomna jaante hai
GULSHAN MEIN GULON KO SHABNAM KI CHAHAT HOTI HAI,
PARWANON KO SIRF SHAMMA KI LAU SE MUHABBAT HOTI HAI.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #54 on: January 10, 2013, 05:46:09 AM »
GULSHAN MEIN GULON KO SHABNAM KI CHAHAT HOTI HAI,
PARWANON KO SIRF SHAMMA KI LAU SE MUHABBAT HOTI HAI.
mohabbat ke aangan mein wafa ke phool
naa jane kab khile kab murjha jaaye
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #55 on: January 10, 2013, 05:48:56 AM »
mohabbat ke aangan mein wafa ke phool
naa jane kab khile kab murjha jaaye
PHOOL KE MURJHANE SE GULSHAN MEIN KAMI NAHI HOTI,
KISI KE DOOR JANE SE MUHABBAT KAM NAHI HOTI.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #56 on: January 10, 2013, 05:57:45 AM »
PHOOL KE MURJHANE SE GULSHAN MEIN KAMI NAHI HOTI,
KISI KE DOOR JANE SE MUHABBAT KAM NAHI HOTI.
mohabbat hai humse to iqraar kar lo
lagakar gale hame bhi pyaar kar lo
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #57 on: January 10, 2013, 05:59:45 AM »
mohabbat hai humse to iqraar kar lo
lagakar gale hame bhi pyaar kar lo

IQRAAR KARNE KI HADD SE HUM AAGE BADH GAYE LO,
AANKHON MEIN CHHUPA HAI PYAAR KHUD HI PADH LO.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #58 on: January 10, 2013, 06:01:46 AM »
IQRAAR KARNE KI HADD SE HUM AAGE BADH GAYE LO,
AANKHON MEIN CHHUPA HAI PYAAR KHUD HI PADH LO.
aankhon mein basa pyaar dikhate kyun nahi
ise apne lafzon se sajaate kyun nahi
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #59 on: January 10, 2013, 06:07:50 AM »
aankhon mein basa pyaar dikhate kyun nahi
ise apne lafzon se sajaate kyun nahi
APNE HONTON SE HUM IQRAAR KARE BHI TO KAISE,
TUMHE HUM APNA DARD SUNAIYE BHI TO KIASE.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 28
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 09:39:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer