a sharing

by @kaash on June 03, 2009, 03:37:36 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 968 times)
@kaash
Guest
doston i dn understand hum ek thrd me reply kar sakte ki nahi
pata nahi i fear sumtimes kisi ke thrd pe reply kisi aur ko
pasand nahi aati,sumtimes jispe karo use hi pasand nahi aati

the only thing i want to share

hume poem aur replies ko as a poet ya poetress ke taur pe yani
yani kalaam ki bhasha ke poem ka poem ke jawaab ke taur pe lena chahie
naki personlly..coz regular likhne vale likhne ke lie likhte hain
and hamesha seekhna chahte hainn by inspiring from a poem they can get new ideas..

i hav written n shared this wid a feeling to every1 to PROMOTE GUD POEMS N those who believes in genuine writing n want to contribute to poems..the best thing i find here is dat every1 is openminded isilie humne share kia..I HAV SHARED THIS FOR EVERYONE new n old
coz ye ek bada aur aham sawaal hai

i think at the moment we take it personally hum
pen ke jazbaat nahi likh payenge

aur jo hum poem ki sunadarta ko dekhke use uske ehsaas
ke taur pe lenge to na sirf naye qalaam replies me likh sakenge
balki khushi beroktok kisi ke bhi thrd pe ja sakenge irrespective
of the fact whosoever has written.

isi tarah se hum na sirf apne poem ke likhne ke standard ko bhi badha payenge
balki achi poem ko badhawa de payenge, seekh paayenge

bus yehi summarise karunga

QALAAM KO QALAAM KI NAZAR SE DEKHEN AUR REPLY KAREN

ye koi complain nahi this is only my sharing jo kai din se kahna
chahta tha..i hope frnds aap positively lenge

thanks all


Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: June 04, 2009, 03:05:27 AM »
Kaash ji aap ne sahi kaha.mai toh sabhi ke poem ko respect karti hoon
mujhe kisi ke dil ko chot pauchana acha ahi lagta.
 Applause Applause Applause
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #2 on: June 04, 2009, 10:53:03 AM »
aapki soch bilkul sahi h kaash ji aur kaabil-e-taarif b h.
lkn...maine abhi tak  aisa khuch mehsus nai kiya.Meri poems ko b sabne appreciate kiya h.....maine to yhi mehsus kiya h k yha par naye members ki puri puri hausla afjai ki jati h taaki wo aur b acha likh sake.
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #3 on: June 04, 2009, 11:38:48 AM »
samjhane k liye tahe dil se shukriya kaash ji Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: June 04, 2009, 11:41:42 AM »
Kaash Ji,

Aaapki baat ek dam sahi hai......and I appreciate aapne ye thread khola iss baare main...........!! Applause Applause

Agar kisi achche shayar ko kisi ghazal ya nazm main kuch kami dikh rahi hai, aur wo batana chahta hai, ye ek achchi baat hai......kai log ise positive lete hain...(shayad aap ko meri Tanziyah section main ek ghazal yaad ho jahan kaafi discussion hua tha, Mayank Ji ke saath)...aur kuch log chahte hain aisi baatain PM ke zariye kahin jaaye.........main baat ye hoti hai ki aap ke kehne ka lehja kaisa hai.... Jo kuch bhi hai par saamne waale ko aisa feel nahin hona chahoye ki bhari mehfil main uska mazaaq udaya jaa raha hai...!!

Seekhne aur kuch sikhaane main koi burai nahin, infact yahi is forum ki kaamyabi hogi agar hum ek doosre se sahi maayene main seekh paayen...lekin saath hi saath kisi insaan ka alfaaz o lehja bhi "tanz" liye ya "hiqarat" liye nahin hona chahiye...!!

Baaqi ye har member par hai wo kya sochta hai aur kya chahta hai...!

Usual Smile
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 02:32:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer