support waheed bhai family

by indian_groom on January 15, 2009, 05:38:34 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2890 times)
indian_groom
Guest
dear yoindians,

kal sham 3 pm to 7 pm waheed bhai ke pass he tha...jab mein wahan pahucha tha tab bhi wo ventilater per he the mein akele unhe dekhne emergency ward mein gaya tha waheed bhai red kambal ude huye the jab meine unhe dekha tab wo meri taraf ser tha unki ankhe adhi khuli aur adhi band thi aisa lag raha tha jaise keh rahe the he naveen mein tumhe dekh sakta hn par na bol sakta na react kar sakta hn...unke face pe koi chot nahi dikh raha tha as usually bilkul chamkta hua chehra tha par unke head puri tarah se cover tha pattiyo se.....i cant say mein unko jayada der nahi dekh paya aur bahar aa gaya unki adhi khuli ankhe jaise keh rahi thi pray for me naveem pray for me i want to talk you all...i want to live more...uske baad mein bahar aa gaya fir unke bade bhai mujhe apne sath apni car mein le aaye ..wahan unke chacha the...unse meine kafi der baat ki waheed bhai ke bare mein par wo bahut gussa kar rahe the ki waheed apne dosto ke liye mujhse bahut larta tha aur milne chala jata tha tum logo se par ek naveen tumhare sewa koi uska haal tak nahi puchne aaya ..wo yoindia ke friend aur mehfill ke friend ke bare mein bole to meine bata hamara pass koi contact number nahi tha...isliye koi bhi baat nahi kar paa raha ...par unke liye har waqat duayee ki jaa rahi hai....mere 4 hours wahan rehne ke baad mein wapas aa kar number neer ko diya aur kahan sab dedo aur unki family ko support karo kyunki wo hum dosto ke liye apne ghar se koi baat bhi ho thora narazgi jhelte the.....


soooooooo plllzzzz call him and support them and pray for waheed bhai soul..
am giving you numbers..
naseem--9415162525
rasheed ahmed--9936749001



waheed bhai ki fav lines

Khumare Ghum Hai Mahakti Fiza Mein Jeete Hain,
Tere Khayal Ki Aab-o-Hawa Mein Jeete Hain
Bade Ittifaq Se Milte Hain Milne Waale Mujhe,
Woh Mere Dost Hain Hum Teri Wafa Mein Jeete Hain...........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
waheed bhai ke liye by desikuri in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 32 33 »
bhai ki kahani-bhai ki zubani by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 6 7 »
ARE WE REALLY A FAMILY? by angel4u in Chit - Chat & General Discussion
For ' WAHEED BHAI' by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Waheed Bhai I am Going To Miss You by gum is back for waheed in Shayri for Dard -e- Judai
Talat
Guest
«Reply #1 on: January 15, 2009, 06:10:38 PM »
Thanks Naveen for giving these numbers.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: January 15, 2009, 06:26:11 PM »
Thanks naveen for giving this number i already talked to rasheed bhai.........
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #3 on: January 16, 2009, 03:48:00 AM »
Dil se pray kerte haiN ke unhe jaldi araam aaye....3/4roz pehle unke bhaayii the shayad rasheed ahmad saheb...unse baat hui thi..Sonu ji Number diya tha unka....


Ek our bhi Number hai unka


9415193442



Harash
Logged
k.shael
Guest
«Reply #4 on: January 16, 2009, 08:29:05 AM »
Indian Groom

I tried three mobile no. but no. are not in work

2 mobile no. are switched off the other one is engajed,

How can i talk to them Huh??

Shally.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #5 on: January 16, 2009, 01:54:46 PM »
abhi tabyat kaisee hai waheed ji kee?
Logged
~princess~
Guest
«Reply #6 on: January 16, 2009, 02:18:54 PM »
abhi tabyat kaisee hai waheed ji kee?

apka yeh sawal bohot late hogaya..he is no more..
unki parso raat death hogayi...

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 16, 2009, 02:24:32 PM »
Allah paak Waheed Bhai Ke Ghar waalon Ko, Sabar Dein,.
waheed Bhai Ko Jannat Mein Aala Mukhaam Dein,.

Aameen,../
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: January 16, 2009, 02:44:51 PM »
Maine aaj Mr Rasheed ko contact kiya unse baat kiya..

Unka ammi aur sisters ka bahut halat karab hai batla rahe they aur

wo khud bi bahut ro rahe they. Keh rahe they ke Waheed doston ko

bahut yaad karta rehta tha especially Yo ka aur uska Mehfil ka

wo bahut baathein kehta kahe Mr Rasheed. Ye b keh rahe they ke

jab mai aur waheed dono saat saat chalte they toh sab hum dono

ko gehre dost samajte they utna ham dono mein understanding aur

pyar tha..Wo Waheed ji ke bare main bole jaa rahe they aur mai kuch

bolne ke kabil nahi thi... bas sunkar roye jaa rahi thi.

Upperwale se dil se yahi dua hai ke waheed ji ka family ko

is dukh se uber aane ka takat de..

We all Love you and will always going to miss you WAHEED.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: January 16, 2009, 03:25:33 PM »
Aameen,.

Logged
NODER
Guest
«Reply #10 on: January 17, 2009, 02:20:59 AM »
Yeh badi dukh ki baat hai ke hamara ek  member ab hamare saat nahi hai. Kafi din b nahi hua hai inke janam din ka thread bi humne dekha hai.... bahut badi dukh ki baat hogaya hai...
I am speechless...

Mai Waheed bhai ko janta nahi magar unka likha yahan humne pada zarur hai. Hum inke ghar jayenge. Humne inke parivar se baat ki, unke gharwalon ke is dukh ki gadi mein unke saat dene mai zarur jaunga.

Allah Tallah pass hamare waheed bhai mehfoos hai.

Waheed bhai jaan..YoIndia members aur Hum sab aapko bahut miss karenge.

ALLAH PAAK WAHEED BHAI JAAN K GHAR WALON KO HIMMAT AUR
WAHEED BHAI JAAN KO JANNAT MEIN JAGAH ATTA FARMAYE

AAMEEN SUMMA AMEEN





Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #11 on: January 17, 2009, 03:59:42 AM »
Allah Unhe Har Ajaab se maheroom rakhe aur unhe aqiriyath me ala darja ata farmaye Ameen !! jana sub ko hai eak din ajj waheed bhai duniya se parda hogaye hain kal hum ho jayenege allah waheed bhai ke ghar waloon ko sabar ata farmaye !! aur Waheed bhai ki Ruh ko sukoon o qalab ata farma-a- Ameen Sum Ameen !!



tera har raaz poshida ho gaya tere chale jane ke baad !!
kar rahe hain tujhe yaad din rath tere chale jane ke baad !!

Qadeer Toopchi





Logged
k.shael
Guest
«Reply #12 on: January 17, 2009, 04:10:22 AM »
Freinds,

Just now i talked to Rasheed bhai,

they are in a deep sadness, nothing he says to me just give answer in yes yes

I understand his situation.

Me also is in very sad mood, i can't writte anything more,

Sorry

Shally.
Logged
baadal102
Guest
«Reply #13 on: January 17, 2009, 09:12:29 AM »
mujhe aaj bahut dukh hai ki ek bahut hi aache insaan humare beech nahi rahe, so please all members pray for wahid ji ki un ki atma ko shanti mile or un ke parivaar ko iss sadme ko bardast karni ki himmat de.
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #14 on: January 18, 2009, 04:30:47 AM »
mujhe bi kuch yahan likhna nai aa raha hai. aisa young age mein waheed ji ka maut unke ghar walon ka sochkar dil gabra raha hai. mujhe sahi main unke parivar ke logo ke liye likhna nai aa raha hai.

Our Thoughts And Prayers Are With You ...Waheed jii..

For His Family Memebers : I am really very sorry for your unbearable loss.
bagwan aap sab ko himmat de.




 

Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 10:05:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer