Plz Lend me a Smile..!!!!!

by badnaam_shayar on September 22, 2006, 05:34:48 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 3079 times)
badnaam_shayar
Guest
Hello Friends this Story is Written by me....Somewhat Real or kuch hadd tak Remixed by me...... :wink: ...Well Story kaafi lambi hai....isliye main ise ek saath Post nahi kar sakta.....Thats why i will Post it Episode Wise......After the end of Every Episode....main aap logo se kuch Real Life or meri Story ki situation ko leke kuch Quest. poochonga....so i need ur answers.....Or Plz give Comments.....!!!!.

So Lets Start with Episode One...!!!!

Hiii...Mera Naam Manav Sharma hai.....aaj me kuch pareshaan hu....kyunki aaj me Zindagi ki uss Stage pe khada hu jahan do raste nikalte hai.....aur mujhe nahi pata konsa rasta behtar hoga.......are haan main bhi paagal apko apni Problems batane laga.....apne baare me batana bhool gaya......Well me India ka woh akela Criminal hoon....Jisne Crime toh bahut kiye.....but meri Saja ke Layak koi Kanoon nahi bana......Aaj Sabki Nazron me ek bahut bura Insaan hu...par kabhi kisi ne mere Past me jhaankne ki koshish bhi nahi ki....Kya Main Shuru se hee aisa tha.....ya WaQt ne badal dia......ab kanoon ne mujhe Faaansi ki Saja dee hai....jo mere liye bahut kam hai.......Kuch Gunaah maine Insaaniyat ke kiye hai......toh kuch apni Shakshiyat se bhi......Aaj main Chahun toh Araam se yahan se Police Custody se bhaag bhi sakta hu.....or Chahun toh Maut ko gale bhi laga sakta hu......but me Samajh nahi paa raha ki main kya karoon...kahan jaon.....!!!!!!!!!!

Well me Shuru se aisa nahi tha......main Delhi me Rehne waali ek Middle Class Family se Belong karta hu......ek chota sa Pariwaar......jo kabhi ya ab mere baad Khush hoga......Mere Father ek Simple Service karte the.......or Maa House Wife......Ek bhai tha jo JOB karta tha.....or maine bas abhi apni Medical ki Degree Complete ki......Age Fact ko dekhte hue mere bhi ek Normal ladke jaise Khawab the.....ek Aish ki Zindagi kaatna......ek Sapna ki koi ho jo mujhse Pyar kare.....jo mera bhi kabhi Intezaar kare......but baad me pata laga ki yeh sirf ek Sapna tha aur kuch nahi.....Well yahan se meri Zindagi me woh maud shuru jo aaj tak mudd rahe hai......farak itna hai ki  ab me sach me thakk gaya hu.....or nahi chal sakta......!!!!

I HOPE U GUYS LIKE THE STARTING......i will Continue it Tomarrow....!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Smile Plz by Roja in SMS , mobile & JOKES
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #1 on: September 24, 2006, 09:10:50 AM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Hello Friends this Story is Written by me....Somewhat Real or kuch hadd tak Remixed by me...... :wink: ...Well Story kaafi lambi hai....isliye main ise ek saath Post nahi kar sakta.....Thats why i will Post it Episode Wise......After the end of Every Episode....main aap logo se kuch Real Life or meri Story ki situation ko leke kuch Quest. poochonga....so i need ur answers.....Or Plz give Comments.....!!!!.

So Lets Start with Episode One...!!!!

Hiii...Mera Naam Manav Sharma hai.....aaj me kuch pareshaan hu....kyunki aaj me Zindagi ki uss Stage pe khada hu jahan do raste nikalte hai.....aur mujhe nahi pata konsa rasta behtar hoga.......are haan main bhi paagal apko apni Problems batane laga.....apne baare me batana bhool gaya......Well me India ka woh akela Criminal hoon....Jisne Crime toh bahut kiye.....but meri Saja ke Layak koi Kanoon nahi bana......Aaj Sabki Nazron me ek bahut bura Insaan hu...par kabhi kisi ne mere Past me jhaankne ki koshish bhi nahi ki....Kya Main Shuru se hee aisa tha.....ya WaQt ne badal dia......ab kanoon ne mujhe Faaansi ki Saja dee hai....jo mere liye bahut kam hai.......Kuch Gunaah maine Insaaniyat ke kiye hai......toh kuch apni Shakshiyat se bhi......Aaj main Chahun toh Araam se yahan se Police Custody se bhaag bhi sakta hu.....or Chahun toh Maut ko gale bhi laga sakta hu......but me Samajh nahi paa raha ki main kya karoon...kahan jaon.....!!!!!!!!!!

Well me Shuru se aisa nahi tha......main Delhi me Rehne waali ek Middle Class Family se Belong karta hu......ek chota sa Pariwaar......jo kabhi ya ab mere baad Khush hoga......Mere Father ek Simple Service karte the.......or Maa House Wife......Ek bhai tha jo JOB karta tha.....or maine bas abhi apni Medical ki Degree Complete ki......Age Fact ko dekhte hue mere bhi ek Normal ladke jaise Khawab the.....ek Aish ki Zindagi kaatna......ek Sapna ki koi ho jo mujhse Pyar kare.....jo mera bhi kabhi Intezaar kare......but baad me pata laga ki yeh sirf ek Sapna tha aur kuch nahi.....Well yahan se meri Zindagi me woh maud shuru jo aaj tak mudd rahe hai......farak itna hai ki  ab me sach me thakk gaya hu.....or nahi chal sakta......!!!!

I HOPE you GUYS LIKE THE STARTING......i will Continue it Tomarrow....!!!!

Bahoot Acchi Story Hai Bhai,..
Pehla Episode Hi Itna Mazedaar Banaya hai Tumne,..
Ab Jaldi Aage ke Post Karo Naa,..

Aisa Hi Wakhiya Mere Dost ke Saath Bhi Hua tha,..
Afsos Wo Ab Jail Mein Hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: September 24, 2006, 09:11:16 AM »

«Reply #3 on: September 24, 2006, 08:11:40 PM »
Thnx a lot Jaan bhai.... Usual Smile

Now the Story Contineous..!!!!!!!!

Uss Dinn Laghag Shaam ke 4:30 baje the.....Main Tution se ghar aya tha.....Toh mummy Papa ko kuch baatein karta suna.....Woh dono kisi Karze ki baat kar rahe the.....Jisko adaa karne ki Date aa rahi the.....Maahol Kaafi Tensed tha.....but maine Situation Ignore karte hue......Mummy se Khana maanga......or Khaa ke baahar Doston ke saath ghumne Chala gaya.....Aaj Hum Sab Doston ka Movie Dekhne ka Programm bana......Ticket min. 125 ki thi......Coz Sab Dost acche khaase paisewaale the.....toh aire gaire Cinema Hall me movie nahi dekhte the.....Uss WaQt meri Pocket me sirf 90 Rs the......woh bhi Mummy ne Ghar ke Samaan ke liye diye the.....!!

Main Doston se bahana karne laga MOvie na dekhne ka.....ab unhe yeh kehne me ki I dont Have Money......mujhe Sharam aa rahi thi......Tabhi mera ek Dost bolne laga.....ki tera kabhi hum logo ke saath kahin ghoomne ka mood nahi hota....woh log mujhe iss baat pe Torture karne lage......I really Feel Bad......Mujhe Sach me bura laga.......Infact meri Aankhon me Aansun bhi aane lage.....main Wahan se Chal dia......Raste me apne ko maine Samjha lia.....ki ab Jald hee koi bhi Part Time JOb karke........sab theek kar dunga......apne Aansun poochte hue.......main Ghar ka Samaan lene Chal dia.......Raste me mujhe apna Bada bhai.....or uske Kuch Dost dikhe......woh aapas me kuch Behes kar rahe the......but pata nahi kyu........Main Chup Chaap ghar aa gaya or mummy ko samaan de dia........Papa aaj kaafi Tensed lag rahe the.....Pata nahi kya Tension thi.......!!!!!!!!

MAin Apne Room me jaake padne laga.......Ki ek Dum se bhaiya aya.......uske Mooh se Khoon nikal raha tha......Maine poocha ki kya hua.....toh bola girr gaya tha......but baad me mujhe pata laga ki uski kuch ladkon se paise ko lekar ladai hui thi.....yeh sunte hee mera mann kia jaake unsab ka khoon kar doon......but nahi me tab kaafi darpok bhi hua karta tha......Sach me Seedha Saadha sa baccha......Aankhon pe chashma.......looking me Simple bilkul....!!!!!!!!!

Raat ko me yahi sab Sochta raha ki kya karun.......Ghar ki Tensions or apni Tension sirf ek Part Time Job se nahi khatam hone waali.......Tabhi Dhayaan aya ki kal Monday hai......Subeh Mandir me Ankita Ayegi......Oooops Sorry main Ankita ke baare me batana bhoool gaya......She is the only GF i have.......main usse bahut Pyar karta hu.......or woh bhi......but uske Papa Jaane maane Rahis logo me gine jaate hai.....ISliye Ankita mujhse kabhi Future ke relations Disscuss nahi karti.....But i know She Loves me......a lot.........!!!!!!!!

TO Be Continued Tomarrow....!!!!!!!!

Now One Question regarding to 2nd Episode......

Aap logo ko kya lagta hai ki Maanav ko apni Zindagi ko sahi Track pe laane ke liye kya karna Chayie.......uske liye kya Sahi hoga......kya woh abhi apne Dessicon lene layak ho gaya......Plz Give me ur reviews.......!!!!!!!!!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #4 on: September 25, 2006, 04:49:32 AM »

first of all yeh bohot achi story hai dying to read it....

and mere isaab se...usse apne mom dad se baat karni chaiye,...ya kam se kam apne bade bhaya se..k ghar ki problem kya hai aur uska hal kaise nikala jayega....aise ignore karne se apne mom dad ki tension dekh k bhi andekha karna yeh to family nahi....aur roz roz apne doston se beizzat hona,...bina paise bhi ghumna....yeh t okoi life nahi...ghar ki problem ghar k ladke aur mom dad milke solve nahi karenge to kya padosi ake karega Winking anywaayz continue karo dekhte hain kya hota hai,.....Puzzled !
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: September 25, 2006, 06:29:28 AM »
good  sotry  borther.............. isko   continue   likhna........... :D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #6 on: September 25, 2006, 09:53:07 AM »
=D> gauarv its wonderful......aur tumne jis interesting tareeke se ise likha hai.....woh kabile tareef hai.... Usual Smile

Roshu ki baat sahi hai .....aage baatao fir bataate hain  Usual Smile  Usual Smile
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: September 25, 2006, 12:49:09 PM »

Gaurav... Bahut hi achhi story hai...
Very interesting... Yeh dil maangey more.. :D :D :D

Ok.. now serious topic...
I agree with Rosh on the above matter.... Kuch aur bhi add karna chahungi...  

Usey apney parents aur brother sey mil kar baat karni chahiye...Ghar ki problems mil-baant kar he solve ki jaati hai... If the problem is financial... toh part time job is a good option... aur waisey bhi aaj kal technical work ki bahut demand hai... like.. mobile repairing, electrician etc. usey koi technical kaam (jo ki easily 3-4 months mey seekha jaa sakta hai) seekh kar, koi kaam shuru karna chahiye... Woh kehtey hai naa ki boond boond sey gagar bharta hai... sab mil kar koshish karengey toh insha allah sab jald hi theek ho jayega... Dekho har badey kaam ki shuruwaat badii ho yeh jaroori toh nahin... (Example is Dhiru Bhai Ambani group :D)

Ek baat aur... humesha money ko motive nahin banana chahiye... Agar paise naa ho aur friend is baat ka mazak banaye toh woh real friends nahin hai.... So usey yeh sab nahin feel karna chahiye... dost humesha wohi hote hai jo mushkil waqt mey saath dey... jinsey apni sab feelings share kari jaa sakey... Jinsey apni feelings he share naa kari jaa sakey, woh friends kis kaam ke....

Paisa bhagwaan nahin hota... Lekin jeeney ki Jarurat jaroor hota hai... Is liye sahi tareeke sey isey kamaaya jaye toh yeh sabki jaruratein poori karta hai... Galat tareeka aafaton ko bulaawa deti hai....
[/b]
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #8 on: September 25, 2006, 03:57:10 PM »
Nice ! Keep it continue.
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #9 on: September 25, 2006, 09:07:52 PM »
gauravji nice really nice :D:D:D:D:D

keep it :D:D:D:D:D
Logged
roshni246
Guest
«Reply #10 on: September 26, 2006, 05:19:52 AM »
big bro dekho tarsao na...........jaldi continue karo naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa.........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #11 on: September 26, 2006, 09:55:06 AM »
I Agree With Shikha Sis,..
Mera Jawab Bhi Wohi Hai ,..
Dukh Baantne Se Kam Hote Hain,,
Dil Mein Rakhne Se Admi Kamzor Ho Jaat hai,.

Ab Chalo Bhai Jaldi 3rd Episode Post karo,..
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #12 on: September 26, 2006, 04:21:54 PM »
Thnx a lot Roshni Sis.....Neer bro.....Shikha......ranju.....and Jaan bhai....!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #13 on: September 26, 2006, 04:22:17 PM »
Quote
Uss Dinn Laghag Shaam ke 4:30 baje the.....Main Tution se ghar aya tha.....Toh mummy Papa ko kuch baatein karta suna.....Woh dono kisi Karze ki baat kar rahe the.....Jisko adaa karne ki Date aa rahi the.....Maahol Kaafi Tensed tha.....but maine Situation Ignore karte hue......Mummy se Khana maanga......or Khaa ke baahar Doston ke saath ghumne Chala gaya.....Aaj Hum Sab Doston ka Movie Dekhne ka Programm bana......Ticket min. 125 ki thi......Coz Sab Dost acche khaase paisewaale the.....toh aire gaire Cinema Hall me movie nahi dekhte the.....Uss WaQt meri Pocket me sirf 90 Rs the......woh bhi Mummy ne Ghar ke Samaan ke liye diye the.....!!

Main Doston se bahana karne laga MOvie na dekhne ka.....ab unhe yeh kehne me ki I dont Have Money......mujhe Sharam aa rahi thi......Tabhi mera ek Dost bolne laga.....ki tera kabhi hum logo ke saath kahin ghoomne ka mood nahi hota....woh log mujhe iss baat pe Torture karne lage......I really Feel Bad......Mujhe Sach me bura laga.......Infact meri Aankhon me Aansun bhi aane lage.....main Wahan se Chal dia......Raste me apne ko maine Samjha lia.....ki ab Jald hee koi bhi Part Time JOb karke........sab theek kar dunga......apne Aansun poochte hue.......main Ghar ka Samaan lene Chal dia.......Raste me mujhe apna Bada bhai.....or uske Kuch Dost dikhe......woh aapas me kuch Behes kar rahe the......but pata nahi kyu........Main Chup Chaap ghar aa gaya or mummy ko samaan de dia........Papa aaj kaafi Tensed lag rahe the.....Pata nahi kya Tension thi.......!!!!!!!!

MAin Apne Room me jaake padne laga.......Ki ek Dum se bhaiya aya.......uske Mooh se Khoon nikal raha tha......Maine poocha ki kya hua.....toh bola girr gaya tha......but baad me mujhe pata laga ki uski kuch ladkon se paise ko lekar ladai hui thi.....yeh sunte hee mera mann kia jaake unsab ka khoon kar doon......but nahi me tab kaafi darpok bhi hua karta tha......Sach me Seedha Saadha sa baccha......Aankhon pe chashma.......looking me Simple bilkul....!!!!!!!!!

Raat ko me yahi sab Sochta raha ki kya karun.......Ghar ki Tensions or apni Tension sirf ek Part Time Job se nahi khatam hone waali.......Tabhi Dhayaan aya ki kal Monday hai......Subeh Mandir me Ankita Ayegi......Oooops Sorry main Ankita ke baare me batana bhoool gaya......She is the only GF i have.......main usse bahut Pyar karta hu.......or woh bhi......but uske Papa Jaane maane Rahis logo me gine jaate hai.....ISliye Ankita mujhse kabhi Future ke relations Disscuss nahi karti.....But i know She Loves me......a lot.........!!!!!!!!

NOw Story Continues.....

Main Subeh Tayaar hoke Mandir Pahuncha......Waha Ankita apne Kisi Male Frnd ke saath baatein kar rahi thi......Maine Chupke dono ko dekha......but unke saamne nahi gaya......Phir College chala gaya......College me ek Dost ne ek Part time Job Batayi.......Sirf 4 hours office ki kuch files maintain karni thi......uske woh 4000Rs de rahe the.......Main turant Interview dene chala gaya.....Or Kismat ne Satah bhi dia......Meri Job Fix ho gayi.......Ab kuch Himmat aayi thi kasam se......aaj ki raat me ek Lambi Saans leke so gaya......!!

Ghar ka Mahool pehle jaisa hee tha......Sab kaafi Tensed the......par mujhe or himmat mil rahi thi kyunki meri Salary Date Nazdeek aa rahi thi......maine Soch rakha tha ki Sabse pehle Maa ke liye kuch lunga......Or phir Ankita ko Phone bhi karunga......paise na hone ki wajah se kayi dino se baat nahi ho saki meri......Shayad uss Dinn uske Saath ladke ko dekh mere mann me kuch aur Chal raha tha......Shayad iss Jahan me koi aisi ladki nahi jo mujhse Pyar kar sake......Jaante ho aisa kyu......Kyunki mere paas paise nahi hote......Isliye.....Aaj paisa woh Cheez hai jiske Saamne sab Nachte hai.....Mahobbat,......Dost.....Rishtedaar.....sab......But ab Dil me ek Khushi thi........Jaisa Socha tha Salery Date aa gayi.....Maine apne Boss se Salery maangi.....unhone kaha ki abhi kuch A/C problem chal rahi hai CA ke saath toh with in a week milll jayegi.......!!!

Maine 4 dinn aur intezaar kia.......Agli Subeh jab utha toh nahi pata tha Subeh aisi hogi.......Papa ne Suicide kar lia tha......pata chala ki 500000Rs ka ek Loan nahi de paa rahe the......Jo unhone hum dono bhai ko padane ke liye kabhi lia tha......or uski end date nazdeek aa rahi thi.......Ghar me maatam chaa gaya......yeh Khabar sunke Bhaiya ko kuch pata nahi kahan gaye.......Woh bhi Shayad ab kahin door chale gaye.......mujhe aisa ehsaas hua......Maa ko koi hosh nahi tha......Iss Sheher me waise hamare kaafi Relatives the......But koi nahi aya....Kyunki sab bahut bade log the.......Jaise taise Padosion se Paise ka Intezaamm kar ke maine unki Help se Pita ji ka Antim Sanskaar kia......Mujhe kuch Samajh nahi aa raha main kya karun.......!!!

Koi Saath dene waala nahi......Haan ab bhi me akela hu......main woh besahara bann gaya jiske paas kisi ko kosne ke liye do gaalian bhi nahi hai......Maa ki haalat bahut kharaab thi.......Na kuch bol rahi thi na kuch sunn rahi thi......koi Hosh nahi tha unhe......Unke Ilaaz ke kharach ke liye paise chayie the.......Main Office gaya phir Boss se paise maange......Unhone phir wahi Jawaab dia......iss baar me bilakhne laga toh unhone Salery dene se saaf inkaar kar dia.....or muje Jabardasti Office se nikal dia......Mann kar raha tha ki main bhi Suicide kar loon.....but Maa ka khayal kon rakhta yeh soch ke main Ghar gaya......Ab mere liye sab Darwaaje Band ho chuke hai......Kya Karun ab main.....Nahi jaanta........!!!!!!!!!!!!!!

To Be Continued.........!!!!!!!!!

So again i want to ask a Question from u frnds......Ab iss Situation me aap log kya kehte hai.....Kon Jimmedaar hai.......ab Manav ko kya karna Chayie,......Dekhiye agar Story ko Samajhna hai toh ek baar uss Ladke ki Feelings ka Ehsaas kijiye jisko na Dost mile.....Na kisi ladki ka Pyar.......aur ab na hee Parents......Soch ke batayie......!!!!!!!!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #14 on: September 26, 2006, 07:46:07 PM »

So again i want to ask a Question from you frnds......Ab iss Situation me aap log kya kehte hai.....Kon Jimmedaar hai.......ab Manav ko kya karna Chayie,......Dekhiye agar Story ko Samajhna hai toh ek baar uss Ladke ki Feelings ka Ehsaas kijiye jisko na Dost mile.....Na kisi ladki ka Pyar.......aur ab na hee Parents......Soch ke batayie......!!!!!!!!!

pehle to bro ur a damn guddddddddd writer............awesome...!

mein kuch kahoon...Huh?

mujhe lagta hai k manav ko apni mom ka khayal rakhna chaiye....ab jab dad nahi rahe to ab wo hi uski mom ka sahara hai.....agar ab wo hi tut gaya to uski beema maa ka kya hoga.....apne bare mein sochne se pehle usse apni bichari mom k bare mein sochna chaiye..jisne ek nahi 2 sadmein khayein hain...ek to pati upar se beta bhi...ab agar manav ne bhi kuch kardiya to wo bichari to bhudape mein koi khushi nahi dekh payegi...i think manav ka hi nahi hum sab ka farz hai k apne mom dad ko unke bhudape mein sahara dein...khushiyan dein aur dherrrrr sara pyaar....jo sapne unone dekhein hain apni aulad k liye unhe hume kaise bhi poora karna chaiye...manav ko mehnat karni chaiye...jo paise uske papa ne liye hain usse sut samet wapis karna chaiye...taaki izzat gawane k wajese uske papa ne suicide kiya usse wo hi izzat bachani hciaye...

meri nazro mein wo dost nahi wo pyaar nahi jo ache waqt mein saath de aur bure waqt mein nazro se dur....paisa nahi hai to kya hua.....dosti hum paisa status ya kuch aur dekh kar nahi karte...wo to dil se hoti hai aur jo dosti in chison ki buniyad pe khadi hai jo pyaar inse tika hai wo pyaar nahi sauda hai...!! har gum khushiyan zaroor lata hai...abhi ek jhuta pyaar khoya ya chand jhoote dost khoye to kya hua...?? usse isse kayi zyada ache aur sache log milenge....Winking

(lecture kuch lamba hogaya na?? mood mein hu na Winking )

anywayz bo continue...jaldiiiiii

~roshni~
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 12, 2024, 02:35:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer