Rang-e-zindagi

by tamanna.pt on April 05, 2010, 12:36:45 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3541 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #15 on: April 12, 2010, 07:08:37 AM »
Mahutama Tammana Saheba .. Aadaab ..

Apka ye afsana Abhi pada nahi .. bus khuch auraaq hi pad paya hon .. waqath ki qillat hai jo izzath nahi deti .. Waise apne jis dhang is ko qalam bandh kiya hai usse ye kahena gair wajib nahi ke aap afsana nigar bansakti hain .. balke yun kahon to bahetar hi hoga ke aap afsana nigar hain .. Dharon dad apki is taqleeq ki nazar qubool karen ..


Khadim

Qadeertoopchi
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #16 on: April 12, 2010, 07:21:44 AM »
Bahut khoobsurat kahani share ki aapne Tananna ji,paheli paragraph padi toh aankh bhar aayi really sad,hmmh doosri paragraph mein mood change hogayi kyunki itna romantic hai.bahut pasand aayi.pliz jaldi se likh. Applause Applause Applause Applause icon_thumleft
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #17 on: April 12, 2010, 11:03:18 AM »
Wah bhai Wah , Kya qoob bayan kiya hai .. Waqai me app is fun me mahir hain .. Waise kissi ne thik hi kaha hai Dil se Dil ko Chah hoti hai .. Har shaqs ke dil me walwale hote hain , khuwhishen hoti hain , Armaan hote hain ,Rahena Saheba ki Himmat ki dad deni hogi , Aur shoheb sahab ki faraq dili ki , Waise ye haqeeqati dastaan badi hi achi lagi .. ye daleel hai is baath ke hausla agar ho to insaan kya khuch nahi kar sakta .. hazaro dad apko .. pori dastaan padne ke baad maza dubala ho gaya mahutrama .. Allah apko khush rakhe .. Aur Amaan jaise insano se pannah de


Qadeertoppchi
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #18 on: April 13, 2010, 12:25:09 AM »
Bahut khoob Tamanna ji.. bahut pasand aayi aapki ye kahani.. main darsal last ka part padhne me thoda late ho gaya... kuch na kuch kaam me laga rehta tha to nahi padh paaya aur main is kahani ka aanad ekaant me lena chahta tha... ab jaake padh paaya hoon.... sach kaha hai aapne is kahani me "Mohabbat andhi hoti hai" .... aur isko kai tarah se samjha ja sakta hai... koi iska positive matlab lega to koi negative.. par haan mohabbat hoti andhi hi hai. Bahut achcha likha hai aapne. Bahut khoob. aap itne mehnat se likh rahe hain aur hum padhe nahi aisa ho sakta hai kya ?
Logged
tamanna.pt
Guest
«Reply #19 on: April 13, 2010, 04:09:21 PM »


       Qadeer ji, madhuvesh ji , Or klaskar ji, aap sabhiko mera aadab or shukriya  k aap sabne aaj k daur me maujood waqti-qillat k bawajood meri likhi koshish ko padha or pasand kiya, main iske liy aap sabki tahe-dil se shukrguzaar hoon. Shukriya.


                       Thankyou !


                         
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 06:20:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.205 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer