| 
							Anshumali
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							Jo Haqiqat Dikhaataa Hai Tumhe  Banke Aaiinaa Daraataa Hai Tumhe ...
  Woh De Ke Dosti Kaa Vaastaa Dushmani Se Bachaataa Hai Tumhe ...
  Bahut Baar UunTh Kavat Badal Chukaa Aur Dekhnaa Kitna Thakaataa Hai Tumhe ...
  Jo Aastiin MeN Saanp Rakhtaa Hai Khud Ko Safedposh Bataataa Hai Tumhe ... 
  Andaaza Nahi Cheez Kaa Kitni Hai "Naresh" Woh Taul Ke Taraazuu Bataataa Hai Tumhe ...
   
                                            
                                             
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
			 | 
	| 
		
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							manjum
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #2 on: March 23, 2011, 01:11:46 PM »   | 
								 
						 | 
							  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							dead heart
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #3 on: March 23, 2011, 04:39:56 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Bahaut bahaut khoob Naresh bhai..  Khush rahiye..!  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							naghmaa
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #4 on: March 23, 2011, 05:47:51 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Jo Haqiqat Dikhaataa Hai Tumhe  Banke Aaiinaa Daraataa Hai Tumhe ...
  Woh De Ke Dosti Kaa Vaastaa Dushmani Se Bachaataa Hai Tumhe ...
  Bahut Baar UunTh Kavat Badal Chukaa Aur Dekhnaa Kitna Thakaataa Hai Tumhe ...
  Jo Aastiin MeN Saanp Rakhtaa Hai Khud Ko Safedposh Bataataa Hai Tumhe ... 
  Andaaza Nahi Cheez Kaa Kitni Hai "Naresh" Woh Taul Ke Taraazuu Bataataa Hai Tumhe ...
  Amazing Creation ..... Naresh Ji ! bahut badiya likha hai aapne !  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Samaantaa
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #5 on: March 23, 2011, 07:40:07 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Jo Haqiqat Dikhaataa Hai Tumhe  Banke Aaiinaa Daraataa Hai Tumhe ...
  Woh De Ke Dosti Kaa Vaastaa Dushmani Se Bachaataa Hai Tumhe ...
  Bahut Baar UunTh Kavat Badal Chukaa Aur Dekhnaa Kitna Thakaataa Hai Tumhe ...
  Jo Aastiin MeN Saanp Rakhtaa Hai Khud Ko Safedposh Bataataa Hai Tumhe ... 
  Andaaza Nahi Cheez Kaa Kitni Hai "Naresh" Woh Taul Ke Taraazuu Bataataa Hai Tumhe ...
  bahut sacche khayaal likhe hai aapne ... Anshu Ji ! awesome ...... !  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							deepika_divya
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #6 on: March 23, 2011, 07:47:12 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 bahoot Bahoot Khoob Naresh ji.. Bahoot Khoob !!! 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Matrix Guy
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #7 on: March 23, 2011, 08:33:07 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 fir se ek mast mast peshkash naresh ji.........specially last wala para bada hi practical he........bht khoob sahab......maja aa gaya padkar 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	| 
		
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							nirala
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #9 on: March 23, 2011, 10:14:26 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 aapki ghazal naresh ji kya kahe…aisi umda soch ki tarif kaise kare ye nachij.? aap daad ke nhi mahadaad ke haqdaar hain. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	| 
		
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							brokenbyluv
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #11 on: March 24, 2011, 12:16:11 AM »   | 
								 
						 | 
							 
  Haqiqat k rango se bhari apki ye ghazal bahut umda hai naresh ji.. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	| 
		
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Anshumali
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #13 on: March 24, 2011, 08:35:07 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Bahut Baar UunTh Kavat Badal Chukaa Aur Dekhnaa Kitna Thakaataa Hai Tumhe ...
  Jo Aastiin MeN Saanp Rakhtaa Hai Khud Ko Safedposh Bataataa Hai Tumhe ... 
  Andaaza Nahi Cheez Kaa Kitni Hai "Naresh" Woh Taul Ke Taraazuu Bataataa Hai Tumhe ...Bahut Khoob ..... Naresh Ji !
  behad umdaa aur aalaa darze ki ghazal kahi hai aapne ... !
  intihaai asardaar rahe sabhi ashaar ... !
  tahe dil se daad hazir hai ... qabool farmaayeN ....       
  yuhi likhte rahiye ... ! Rajinder Bhai .. ! Koshish ko saraahane aur aapki dilee daad kaa bahut bahut shukriya ... aainda bhi aise hi milte rahen ... khush rahen ... ! duaaoN ke saath ... !  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						
							saahill
							
								Mashhur Shayar 
								   
								
								Rau: 86
								   Offline
							Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 35 minutes. 
								Posts: 18638 Member Since: Jun 2009
			 
			 
								
								
								
								
								  
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #14 on: March 24, 2011, 09:11:54 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 boht acha likha hai naresh ji apne 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	 |