Bolo Tum Ko Gair Likhein Yaa Apna Meet Likhein....!

by sharmaarunkumar on January 04, 2005, 09:14:40 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1077 times)
sharmaarunkumar
Guest
Reply with quote
Dil ke ujle kaagaz par hum kaisaa geet likhein !
Bolo tum ko Gair likhein yaa apanaa meet likhein!

Neele ambar ki anganaaee mein taaron ke phool,
Mere pyaase hothon par hain angaaron ke phool,
In phoolon ko aaKhir apani haar yaa jeet likhein!

Koi puraanaa sapanaa de do aur kuchh meethe bol,
Lekar hum nikle hain apni aankhon ke kash kol,
Hum bunjaare preet ke maare kyaa sangeet likhein!

Shaam khadi hai ek chameli ke pyaale mein shabanam ,
Jamunaa ji ki ungli pakde khel rahaa hai madhuban,
Aise mein gangaa jal se raadhaa ki preet likhein!


(Rahi Masoom Razaa)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kya gazal likhein, kya geet gungunaayein ! by Rishi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 »
Guess Who Guess Who....Bolo bolo... by shayar_dildaar in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 3  All »
Bhakti seh bolo by honeyrose in Shayari-e-Parastish
***Kya Likhein Hum*** by AVTAR RAYAT in Share:Love Poetry
Akhiri peshkash- Hum anjaam kya likhein by Sunil Malhotra in Shayri-E-Dard
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #1 on: January 04, 2005, 09:16:29 AM »
Reply with quote
nahi gair to nahi meet hi sahi
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #2 on: January 04, 2005, 09:19:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
dil ke ujale kaagaz par hum kaisaa geet likhein !
bolo tum ko Gair likhein yaa apanaa meet likhein!

neele ambar ki anganaaee mein taaron ke phool,
mere pyaase hothon par hain angaaron ke phool,
in phoolon ko aaKhir apani haar yaa jeet likhein!

koi puraanaa sapanaa de do aur kuchh meethe bol,
lekar hum nikle hain apni aankhon ke kash khol,
hum bunjaare preet ke maare kyaa sangeet likhein!

shaam khadi hai ek chameli ke pyaale mein shabanam ,
jamunaa ji ki ungli pakde khel rahaa hai madhuban,
aise mein gangaa jal se raadhaa ki preet likhein!


(Rahi Masoom Razaa)




bohut khoob likha
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #3 on: January 04, 2005, 03:40:37 PM »
Reply with quote
Aapka Shukriya Ji!!!Amit ji!!!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 07:58:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer