Choti Si Baat ............ Parkar

by vin1984 on December 05, 2011, 04:28:27 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1314 times)
vin1984
Guest
Reply with quote
Choti si Baat


Daulat ki Tamanna thi in Aankhon me bhi kabhi
Haasil-e-Gurbat-e-manzar to mere Imaan ki baat thi

Jism-e-Arzoo ke khaatir hain Kai Kothe tameer yahan
Mera Intezaar to kisise Rooh-e-Bandagi ki baat thi

Teri Tasveer bhi hai aur thodi si Sharab bhi Jeb me
Mere liye to ye Luft-e-Khudkhushi ki baat thi

Mandir aur Masjid to Fakat ek Bahana hai Yaara
Khuda ke liye bhi tere Deedar-e-Besabri ki baat thi

Kaise na rakhta main labo pe Muskurahat hardam
Mere Humdardo ke Hausla Afzai ki Baat thi

Yahan sabse Mohobbat ka Wasta rakh "Parkar"
Wo Batwara to Gaddaron ke Siyasat ki baat thi


-- Parkar
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kahi thi ek choti si baat by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
CHOTI BAAT....(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
Haasil-e-gham ....... Parkar by vin1984 in Shayri for Dard -e- Judai
Husn ............... Parkar by vin1984 in Shayari -e- Husn
Hai to bilkul choti si baat magar...Raaj by Sunil Malhotra in Shairi - E - Zindagi
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: December 05, 2011, 05:26:56 AM »
Reply with quote
Choti si Baat


Daulat ki Tamanna thi in Aankhon me bhi kabhi
Haasil-e-Gurbat-e-manzar to mere Imaan ki baat thi

Jism-e-Arzoo ke khaatir hain Kai Kothe tameer yahan
Mera Intezaar to kisise Rooh-e-Bandagi ki baat thi

Teri Tasveer bhi hai aur thodi si Sharab bhi Jeb me
Mere liye to ye Luft-e-Khudkhushi ki baat thi

Mandir aur Masjid to Fakat ek Bahana hai Yaara
Khuda ke liye bhi tere Deedar-e-Besabri ki baat thi

Kaise na rakhta main labo pe Muskurahat hardam
Mere Humdardo ke Hausla Afzai ki Baat thi

Yahan sabse Mohobbat ka Wasta rakh "Parkar"
Wo Batwara to Gaddaron ke Siyasat ki baat thi


-- Parkar

bahut khoob parkar ji waaaaaaaaaaaaaah
Applause Applause Applause Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #2 on: December 05, 2011, 02:40:52 PM »
Reply with quote
Choti si Baat


Daulat ki Tamanna thi in Aankhon me bhi kabhi
Haasil-e-Gurbat-e-manzar to mere Imaan ki baat thi

Jism-e-Arzoo ke khaatir hain Kai Kothe tameer yahan
Mera Intezaar to kisise Rooh-e-Bandagi ki baat thi

Teri Tasveer bhi hai aur thodi si Sharab bhi Jeb me
Mere liye to ye Luft-e-Khudkhushi ki baat thi

Mandir aur Masjid to Fakat ek Bahana hai Yaara
Khuda ke liye bhi tere Deedar-e-Besabri ki baat thi

Kaise na rakhta main labo pe Muskurahat hardam
Mere Humdardo ke Hausla Afzai ki Baat thi

Yahan sabse Mohobbat ka Wasta rakh "Parkar"
Wo Batwara to Gaddaron ke Siyasat ki baat thi


-- Parkar
bahot khoob ghazal kahi janaab--

daad daad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 03:13:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer