Daleelon se kahi baat bhi radd hoti hai........................Aqsh...

by aqsh on December 09, 2013, 12:49:23 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1457 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Ishq ne jab bhi, kiya majboor hai
Husn par chaya, phir naya guroor hai

Iski topi uske sir, aur uski topi iske sir
Arre mere bhai ,yehi toh ab dastoor hai

BarsoN mannatoN ke baad, paaya tha jise
Usi aulaad se hui, aankh maa ki ranjoor hai

Haqq auroN ka maarkar, kama liya daulat
Tabhi ayyaash beta aaj, nashe meiN choor hai

HasrathoN se nikla hai, rozgaar doondhne
Dafna de khwaabon ko, abhi dilli door hai

Jisko jaisa dekha, waise hi phir paana chaha
Nakal karta hua, aadmi hai ya langoor hai

DaleeloN se kahi baat bhi, radd hoti hai “Aqsh”
Aaj ke daur ka insaan hua, bada magroor hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
humney dil ki baat kahi by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dil ki baat kahi hai by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Kahi thi ek choti si baat by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
naino se kahi thi jo baat by saahill in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Baat kya hai, kahi nahi'n jaati by AnjAAn!!! in Ghazals « 1 2  All »
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #1 on: December 09, 2013, 01:04:53 PM »
Reply with quote
Haqq auroN ka maarkar, kama liya daulat
Tabhi ayyaash beta aaj, nashe meiN choor hai

HasrathoN se nikla hai, rozgaar doondhne
Dafna de khwaabon ko, abhi dilli door hai

waaah waaah Aqsh ji aaj kuch nasihat wala kalaam pesh kiya hai,
boht bohut achha likha hai ,lajawaab
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: December 09, 2013, 01:26:23 PM »
Reply with quote
Bahutkhoob .Bahut achhe baa-maani , sanjeeda ashaar hain is ghazal men . Har sher qabil e tawajjo. Bahut bahut daad aur iRau.
Logged
shara63
Guest
«Reply #3 on: December 09, 2013, 01:37:00 PM »
Reply with quote
 Applause chuteele aur maanikhez ashaaron ne ghazab ka kamaal kar dikhaya hai Aqsh ji...dheron daad-o-mubaarak apko !
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #4 on: December 09, 2013, 02:29:44 PM »
Reply with quote
laajawaab par rau shaam ko
Logged
aqsh
Guest
«Reply #5 on: December 09, 2013, 02:57:44 PM »
Reply with quote
Haqq auroN ka maarkar, kama liya daulat
Tabhi ayyaash beta aaj, nashe meiN choor hai

HasrathoN se nikla hai, rozgaar doondhne
Dafna de khwaabon ko, abhi dilli door hai

waaah waaah Aqsh ji aaj kuch nasihat wala kalaam pesh kiya hai,
boht bohut achha likha hai ,lajawaab
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
thnxxxxxxxxxxxxx a lotttttttttttt sahal....
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: December 09, 2013, 02:58:22 PM »
Reply with quote
Bahutkhoob .Bahut achhe baa-maani , sanjeeda ashaar hain is ghazal men . Har sher qabil e tawajjo. Bahut bahut daad aur iRau.
thank you sooooooooooooooo much hasan ji aur rau ke liye bhi bahut bahut bahut shukriyaaaaaaaa...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #7 on: December 09, 2013, 02:59:02 PM »
Reply with quote
Applause chuteele aur maanikhez ashaaron ne ghazab ka kamaal kar dikhaya hai Aqsh ji...dheron daad-o-mubaarak apko !
thank you soooooooooo much shara ji...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #8 on: December 09, 2013, 02:59:44 PM »
Reply with quote
laajawaab par rau shaam ko
thank you sooooooooooo much sir ji... aur rau ke liye bhi bahut bahut shukriya...
Logged
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 20 hours and 9 minutes.

खुश रहो खुश रहने दो l

Posts: 4127
Member Since: Feb 2013

View Profile
«Reply #9 on: December 09, 2013, 03:11:24 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Bahuuuuuuuuuuuuuuuuuuut Khoob. Niceeeeeeeeeeeeeeeee. Dhero daad.
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #10 on: December 09, 2013, 04:10:27 PM »
Reply with quote
वाह.....बहुत खूब कहा अक्श जी....

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #11 on: December 09, 2013, 04:44:06 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: December 09, 2013, 04:45:28 PM »
Reply with quote
Ishq ne jab bhi, kiya majboor hai
Husn par chaya, phir naya guroor hai

Iski topi uske sir, aur uski topi iske sir
Arre mere bhai ,yehi toh ab dastoor hai

BarsoN mannatoN ke baad, paaya tha jise
Usi aulaad se hui, maa ki aankh ranjoor hai

Haqq auroN ka maarkar, kama liya daulat
Tabhi ayyaash beta aaj, nashe meiN choor hai

HasrathoN se nikla hai, rozgaar doondhne
Dafna de khwaabon ko, abhi dilli door hai

Jisko jaisa dekha, waise hi phir paana chaha
Nakal karta hua, aadmi hai ya langoor hai

DaleeloN se kahi baat bhi, radd hoti hai “Aqsh”
Aaj ke daur ka insaan hua, bada magroor hai

Bahut Bahut Khoooob Aqsh Jee..Khaas Taur Par yeh 2 ashaar zindagi ki Talq Haqeeqat Bayaan Karti Hui...

BarsoN mannatoN ke baad, paaya tha jise
Usi aulaad se hui, maa ki aankh ranjoor hai

DaleeloN se kahi baat bhi, radd hoti hai “Aqsh”
Aaj ke daur ka insaan hua, bada magroor hai

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 24 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013

View Profile WWW
«Reply #13 on: December 09, 2013, 04:57:46 PM »
Reply with quote
Ishq ne jab bhi, kiya majboor hai
Husn par chaya, phir naya guroor hai

Iski topi uske sir, aur uski topi iske sir
Arre mere bhai ,yehi toh ab dastoor hai

BarsoN mannatoN ke baad, paaya tha jise
Usi aulaad se hui, maa ki aankh ranjoor hai

Haqq auroN ka maarkar, kama liya daulat
Tabhi ayyaash beta aaj, nashe meiN choor hai

HasrathoN se nikla hai, rozgaar doondhne
Dafna de khwaabon ko, abhi dilli door hai

Jisko jaisa dekha, waise hi phir paana chaha
Nakal karta hua, aadmi hai ya langoor hai

DaleeloN se kahi baat bhi, radd hoti hai “Aqsh”
Aaj ke daur ka insaan hua, bada magroor hai

Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Aqsh ji,Bahut hi khoobsurat ghazal se nawaza hai aapne bazm ko.Bahut khoobsurat khayaalaat hain.Meri badhai qabool kijiye
Logged
suman59
Guest
«Reply #14 on: December 09, 2013, 05:01:05 PM »
Reply with quote
Ishq ne jab bhi, kiya majboor hai
Husn par chaya, phir naya guroor hai

Iski topi uske sir, aur uski topi iske sir
Arre mere bhai ,yehi toh ab dastoor hai

BarsoN mannatoN ke baad, paaya tha jise
Usi aulaad se hui, maa ki aankh ranjoor hai

Haqq auroN ka maarkar, kama liya daulat
Tabhi ayyaash beta aaj, nashe meiN choor hai

HasrathoN se nikla hai, rozgaar doondhne
Dafna de khwaabon ko, abhi dilli door hai

Jisko jaisa dekha, waise hi phir paana chaha
Nakal karta hua, aadmi hai ya langoor hai

DaleeloN se kahi baat bhi, radd hoti hai “Aqsh”
Aaj ke daur ka insaan hua, bada magroor hai

 Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 02:12:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer