dost se bichade

by suman59 on October 03, 2012, 03:38:26 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1202 times)
suman59
Guest
Reply with quote
Dost se bichade huye yu to zamane ho gaye,
Haan magar yaadon se ashqon ke khazane ho gaye

Bhoj hoti jaa rahi hai, ab to rishtedariyan
Lag raha hai aajkal rishte purane ho gaye

Apni her ek meharbani ka vo rekhte hai hisaab,
Ab hamare meharba.n, kitne sayane ho gaye

Aapko humse bichadkar laut jaana tha zarur
Waqt ki bechargi shayad bahane ho gaye

Jis jagah per kal hua karte the, ganne ke khet
Aaj us jagah per karkane ho gaye


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dost hi dost ka saath deeya karte hain by sarafz in Shayri-E-Dard
~~*Woh Bichade Humse*~~ by honeyrose in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aaj hamein bichade ek saal ho gya...Geet... by brokenbyluv in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Usse Bichade HAin Esse by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
AAJ HUM BICHADE by nishi gahlaut in Shayri for Khumar -e- Ishq
mkv
Guest
«Reply #1 on: October 03, 2012, 04:06:00 PM »
Reply with quote
Bahut khoob
Applause Applause

rakkha tha jo haath mere kandho par
un haatho ko dhoonte zamaane ho gaye 
Logged
suman59
Guest
«Reply #2 on: October 03, 2012, 04:11:51 PM »
Reply with quote
Bahut khoob
Applause Applause

rakkha tha jo haath mere kandho par
un haatho ko dhoonte zamaane ho gaye 

Ek diwana humse bahut mohabbat karta hai
Magar humse jyada dunia ki fikr karta hai
Logged
Ritesh Modi
Guest
«Reply #3 on: October 03, 2012, 04:23:10 PM »
Reply with quote
wah wah kya baat hai suman ji....lajawab...Usual Smile
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: October 03, 2012, 04:26:52 PM »
Reply with quote
Ek diwana humse bahut mohabbat karta hai
Magar humse jyada dunia ki fikr karta hai
wah wah
bahut khoob Applause

ye hunar maa ka diya, barso purana hai
Naasamajh duniya kahtee mujhe diwaana hai
Logged
suman59
Guest
«Reply #5 on: October 03, 2012, 04:30:26 PM »
Reply with quote
wah wah
bahut khoob Applause

ye hunar maa ka diya, barso purana hai
Naasamajh duniya kahtee mujhe diwaana hai


 Thumbs UP Thumbs UP Usual Smile

Mere samne mehfil mein aaye baite hai
Apne haaton mein mera dil dabaye baite hai
Jab humne poocha ki kya hai haaton mein
Bahana bana diya ki mehendi lagaye baite hai
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: October 03, 2012, 04:34:48 PM »
Reply with quote
Thumbs UP Thumbs UP Usual Smile

Mere samne mehfil mein aaye baite hai
Apne haaton mein mera dil dabaye baite hai
Jab humne poocha ki kya hai haaton mein
Bahana bana diya ki mehendi lagaye baite hai
Wah waaaaaaaaaaaaaaaaah
Bahaana banaane ki aadaat hai unki
mujhe jee bhar sataana aadat hai unki
unhe pata hai ham pareshan hai
phir bhi apne laboN ko siye baithe hai
Logged
suman59
Guest
«Reply #7 on: October 03, 2012, 04:41:06 PM »
Reply with quote
Wah waaaaaaaaaaaaaaaaah
Bahaana banaane ki aadaat hai unki
mujhe jee bhar sataana aadat hai unki
unhe pata hai ham pareshan hai
phir bhi apne laboN ko siye baithe hai

aap bi kam nahi. lajawab  Thumbs UP

teri yaad mein zindagani gawa di maine
Chandni raat thi sannata tha
Vo na the dil mein jwar-bhata tha
Ek takiya bahon mein berkar maine
Badi mushkil se din kata tha

Logged
mkv
Guest
«Reply #8 on: October 03, 2012, 04:47:01 PM »
Reply with quote
aap bi kam nahi. lajawab  Thumbs UP

teri yaad mein zindagani gawa di maine
Chandni raat thi sannata tha
Vo na the dil mein jwar-bhata tha
Ek takiya bahon mein berkar maine
Badi mushkil se din kata tha
wow....
kafan odh ke zameen pe sote hai
taaroN ko gin ke din ye bitaate hai
ham kitne ziddi hai unhe pata naheeN
aasmaan se taare bhi tod laate haiN
Logged
suman59
Guest
«Reply #9 on: October 03, 2012, 04:56:00 PM »
Reply with quote
wow....
kafan odh ke zameen pe sote hai
taaroN ko gin ke din ye bitaate hai
ham kitne ziddi hai unhe pata naheeN
aasmaan se taare bhi tod laate haiN


 Applause Applause

Kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho
kabhi aasman se tare tod lane ki baat karte ho
matlab saaf jahir hai ki humse pyar karte ho
dua yahi hai k
yeh mehfil sada jagmagati rahe
mohabbat sada haste rahe..

Logged
mkv
Guest
«Reply #10 on: October 03, 2012, 05:07:58 PM »
Reply with quote
Applause Applause
Kabhi inkar karte ho kabhi ikrar karte ho
kabhi aasman se tare tod lane ki baat karte ho
matlab saaf jahir hai ki humse pyar karte ho
dua yahi hai k
yeh mehfil sada jagmagati rahe
mohabbat sada haste rahe..
wah wah wah
tarah tarah ke log, acche bure baithe haiN
is mahfil me jaane kitne diljale baithe haiN
palkeN jhuka lo kahi nazar na lag jaaye
in buri nazroN se to ham bhi jale baithe haiN
Logged
suman59
Guest
«Reply #11 on: October 03, 2012, 05:16:25 PM »
Reply with quote
wah wah wah
tarah tarah ke log, acche bure baithe haiN
is mahfil me jaane kitne diljale baithe haiN
palkeN jhuka lo kahi nazar na lag jaaye
in buri nazroN se to ham bhi jale baithe haiN

hahahaaa... kya baat hai  Thumbs UP Thumbs UP

raat aati hai magar
teri in baaton ko yaad kar ke kat jaati hai
aankh sitaron mein tap-tapati hai
itni badnam ho gayi hu mai
ki ab to neend bi aate huye sharata hai
Logged
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 6 hours and 36 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008


View Profile
«Reply #12 on: October 03, 2012, 05:21:15 PM »
Reply with quote


Aapko humse bichadkar laut jaana tha zarur
Waqt ki bechargi  shayad  bahane  ho  gaye

Bahut Khoob  Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #13 on: October 03, 2012, 05:26:36 PM »
Reply with quote
hahahaaa... kya baat hai  Thumbs UP Thumbs UP

raat aati hai magar
teri in baaton ko yaad kar ke kat jaati hai
aankh sitaron mein tap-tapati hai
itni badnam ho gayi hu mai
ki ab to neend bi aate huye sharata hai
Bahut khoob
"KasmeN vaade nibhaayenge ham
mil ke rahenge janam janam "
Logged
suman59
Guest
«Reply #14 on: October 03, 2012, 05:32:07 PM »
Reply with quote
Bahut khoob
"KasmeN vaade nibhaayenge ham
mil ke rahenge janam janam "

acha to ab hum chalte hai...  icon_thumleft
gud night
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 05:39:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.22 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer