Dushmani qaandani Karna hai ( Qadeertoopchi)

by qadeer_junaid on April 29, 2010, 01:20:01 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1779 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Ab usolon se mujh ko baimaani karna hai !!
Jab bhi sach kahon , tarjumani karna hai !!

Tum apne hi gulistan ko sajana yaaron !!
Mujhe to ye gulshaan hi faani karna hai !!

tumhe mubarak ye raaton ki rangeeniyaan !!
hame dil jalana hai khoofishaani karna hai !!

Manaa ke sub ne usko dekh liya ab talak !!
Mujhe bhi eak baar aisi naadani karna hai !!

Raqeeb nazar na aye to qath bhejo qadeer !!
Ye dushmani bhi tumhe qaandani karna hai !!


qadeertoopchi
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #1 on: April 29, 2010, 03:45:24 PM »
Reply with quote
Subhan_allah Abdul Qadeer bhai aapke matle ne majboor kar diya aur khud ko rok nahi paya.........meri haisiyat to nahi par 2 sher aapki ghazal ki zameen par keh raha hu.....

Kasoor mera kahu yeh rehmat teri
Kaam mera faqat, meharbani karna hai

Ab bosa mile ya path_thar koi
Apni aage hame peshani karna hai

SG

Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #2 on: April 29, 2010, 07:37:43 PM »
Reply with quote
bahoth bahoth shukriya sajid sahab ,, bahoth qoob kaha hai apne .. allah apko khush rakhe ..

bus eak matla apni hi ghazal yaad aa gaya sajid miyan ..lijiye apki nazar..


Mahefil ki Nazaqath ko Bhaanp Liya karo !!
Sach Kahene se Pahele Naap Liya Karo !!


Duwa go ..

Qadeertoopchi

Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #3 on: April 29, 2010, 09:20:21 PM »
Reply with quote
bahoth bahoth shukriya sajid sahab ,, bahoth qoob kaha hai apne .. allah apko khush rakhe ..

bus eak matla apni hi ghazal yaad aa gaya sajid miyan ..lijiye apki nazar..


Mahefil ki Nazaqath ko Bhaanp Liya karo !!
Sach Kahene se Pahele Naap Liya Karo !!


Duwa go ..

Qadeertoopchi



Kya khoob kaha aapne Abdul Qadeer Bhai........aapka ishara mere liye aapka hukm hai.........aapka yeh sher main hamesha yaad rakhuga aur us par amal karne ki poori koshish karuga.
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: April 30, 2010, 01:52:05 PM »
Reply with quote
Ab usolon se mujh ko baimaani karna hai !!
Jab bhi sach kahon , tarjumani karna hai !!

Tum apne hi gulistan ko sajana yaaron !!
Mujhe to ye gulshaan hi faani karna hai !!

tumhe mubarak ye raaton ki rangeeniyaan !!
hame dil jalana hai khoofishaani karna hai !!

Manaa ke sub ne usko dekh liya ab talak !!
Mujhe bhi eak baar aisi naadani karna hai !!

Raqeeb nazar na aye to qath bhejo qadeer !!
Ye dushmani bhi tumhe qaandani karna hai !!


qadeertoopchi

Waah..bohot khoob Qadeer Bhai.....bohot achcha likha hai aapne......!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: April 30, 2010, 01:56:57 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Qadeer Bhai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #6 on: May 01, 2010, 12:01:24 AM »
Reply with quote
Waah..bohot khoob Qadeer Bhai.....bohot achcha likha hai aapne......!!


talat bahen bahoth bahoth shukriya ,, allah apko khush rakhe ..


qadeertoopchi
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #7 on: May 01, 2010, 12:23:43 AM »
Reply with quote
bahot khoob abdul qadeer sahaab ..wah kya kehne..

Tum apne hi gulistan ko sajana yaaron !!
Mujhe to ye gulshaan hi faani karna hai !!

Manaa ke sub ne usko dekh liya ab talak !!
Mujhe bhi eak baar aisi naadani karna hai !!

Raqeeb nazar na aye to qath bhejo qadeer !!
Ye dushmani bhi tumhe qaandani karna hai !!


qadeertoopchi[/b][/color][/center]
[/quote]
Logged
neelgold
Guest
«Reply #8 on: May 01, 2010, 12:24:17 AM »
Reply with quote
Wah WAh Qadeer ji Bhut ache

very very gud!!!!!!!!!!!!

Fantastic!!!!!!!!!!!
Logged
kameeney
Guest
«Reply #9 on: May 03, 2010, 05:36:58 PM »
Reply with quote
QADEER SAHAB  MAAFI CHAHUNGA...PER MAIN YE KAHNA CHAHATA HOON  KE

 AAP URDU KEY 'KH' KA PRONOUNCE 'Q' KEY HAWALE SE NA LIKHAIN....AAPKA HER SHER BAHUT UMDA AUR MANIKHEZ HOTA HAI....!!!
BUSS ZARA ISS TARF TAWAJJO DAIN....MAIN JANTA HOON KE ENGLISH MEIN URDU KO SPELL KARNA KABHI KABHI BAHUT MUSHKIL HOTA HAI...! Applause Applause Applause Applause

ALLAH HAFIZ
 
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #10 on: May 03, 2010, 11:41:44 PM »
Reply with quote
Wah WAh Qadeer ji Bhut ache

very very gud!!!!!!!!!!!!

Fantastic!!!!!!!!!!!

neel saheba ,,nazarra nawazi apki ,,dad ke liye mumno hon,,apki inayath ka shukriya ,,yunhi hausla afzai karte rahen..allah apko khush rakhe..

qadim

qadeertoopchi
Logged
salil2002
Guest
«Reply #11 on: May 04, 2010, 03:23:03 AM »
Reply with quote
bade bhai ek aur beshkeemti nagina rakh diya hai aapne bazaar main jise sab pasand na kare toh kya kare.....
Logged
aaina
Guest
«Reply #12 on: May 04, 2010, 09:01:19 PM »
Reply with quote
Ab usolon se mujh ko baimaani karna hai !!
Jab bhi sach kahon , tarjumani karna hai !!

Tum apne hi gulistan ko sajana yaaron !!
Mujhe to ye gulshaan hi faani karna hai !!

tumhe mubarak ye raaton ki rangeeniyaan !!
hame dil jalana hai khoofishaani karna hai !!

Manaa ke sub ne usko dekh liya ab talak !!
Mujhe bhi eak baar aisi naadani karna hai !!

Raqeeb nazar na aye to qath bhejo qadeer !!
Ye dushmani bhi tumhe qaandani karna hai !!


qadeertoopchi

Qadeer sahab mashallah kya baat hai bhut acha kehte hain aap, sar se pa tak aapki ghazal bhut hi khoob rahi khaas kar ke aapne maqte ne bhut muta'asir kia, uske alawa ye sher bhi bhut acha laga

tumhe mubarak ho.N ye raato.N ki rangeeniyaa.N
hame dil jalana hai, khoo.Nfishaani karna hai
aapki is lab o lehje par qateel shifaaii sahab ki ghazal ka ek shar yaad aa rhaa hai
tumhe kya aaj ki raat bhi hamse koi milne nahi aaya
ye baazi hamse naari hai sitaaro.N tum to so jaao (agr mein kuch bhool nahi rah to) daad hazir hai aapki is shaandaar takhleeq ke liy.N, umeed hai ki aapke qalam se kuch aur bhut acha padne ko milega jisse hame bhi kuch seekhne ko milega.


aslam

Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #13 on: May 05, 2010, 02:26:22 PM »
Reply with quote
bahot khoob abdul qadeer sahaab ..wah kya kehne..

Tum apne hi gulistan ko sajana yaaron !!
Mujhe to ye gulshaan hi faani karna hai !!

Manaa ke sub ne usko dekh liya ab talak !!
Mujhe bhi eak baar aisi naadani karna hai !!

Raqeeb nazar na aye to qath bhejo qadeer !!
Ye dushmani bhi tumhe qaandani karna hai !!


qadeertoopchi[/b][/color][/center]


nazar sahab apki mahubbath aur inayath ka shukriya janab..apki dad sar ankhon pe .. hausla dete rahiyega janab .. allah apko hamesha khuch rakhe..


apka bhai

qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #14 on: May 05, 2010, 02:29:15 PM »
Reply with quote
Qadeer sahab mashallah kya baat hai bhut acha kehte hain aap, sar se pa tak aapki ghazal bhut hi khoob rahi khaas kar ke aapne maqte ne bhut muta'asir kia, uske alawa ye sher bhi bhut acha laga

tumhe mubarak ho.N ye raato.N ki rangeeniyaa.N
hame dil jalana hai, khoo.Nfishaani karna hai
aapki is lab o lehje par qateel shifaaii sahab ki ghazal ka ek shar yaad aa rhaa hai
tumhe kya aaj ki raat bhi hamse koi milne nahi aaya
ye baazi hamse naari hai sitaaro.N tum to so jaao (agr mein kuch bhool nahi rah to) daad hazir hai aapki is shaandaar takhleeq ke liy.N, umeed hai ki aapke qalam se kuch aur bhut acha padne ko milega jisse hame bhi kuch seekhne ko milega.


aslam



aslam bhai salamwalekum..

amma yaar hamari kya bisaath apke aage ..bhaijaan cycle chahe jitna bhi zoor laga le ,,magar hawai jahaz ke aage khuch nahi bhai ..ap kahan aur hum kahan ,,ye apka badtpan hai aur mahubbath hai jo istarhan se nawazte ho app ..dad ke liye mashkoor o mamno hon ..inayath banaye rakhen ..allah apko khush rakhe..


apka bhai

qadeertoopchi
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 06:02:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer