| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | Ab Tum Bahut Kam Nazar Aate HoBhule-Bhatke Humare Shahar Aate Ho ...
 
 Rote-Rote Jab Kabhi Tum Hanste Ho
 Lagta Hai Ek Sadme Se Baahar Aate Ho ...
 
 Baarish Toh Kab Ki Ruk Gai Thii
 Phir KyoN Giile Badan Ghar Aate Ho ...
 
 AandhiyaaN Aati Rahi Zindagi MeN
 KhaDhe Tum Har Baar Shajar Aate Ho ...
 
 Aisaa Kyaa Hotaa Hai Roz Ghar MeN
 Khaa-maa-khaa Taqraar Kar Aate Ho ...
 
 KahiN Phool Sookh Naa JaayeN "Naresh "
 Paani GhamloN MeN Daal Waqt Par Aate Ho ...
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| manzil-e-ishq 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #2 on: May 07, 2011, 12:10:13 PM »  |   | 
 bht khoob anshumali ji.... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| killbill | 
                                                                    |  |   «Reply #3 on: May 07, 2011, 02:05:16 PM »  |   | 
 wahh naresh waah…kya khoob ghazal likha aapne…
 
 briliant peshkash…
 zindgi ke sabhi rang se saja dia aapne ghazal ko…
 
 dil se daad…
 likte rahiye
 khus rahiye
 sukriya
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| sbechain 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #4 on: May 07, 2011, 02:24:58 PM »  |   | 
 Ab Tum Bahut Kam Nazar Aate HoBhule-Bhatke Humare Shahar Aate Ho ...
 
 Rote-Rote Jab Kabhi Tum Hanste Ho
 Lagta Hai Ek Sadme Se Baahar Aate Ho ...
 
 Baarish Toh Kab Ki Ruk Gai Thii
 Phir KyoN Giile Badan Ghar Aate Ho ...
 
 AandhiyaaN Aati Rahi Zindagi MeN
 KhaDhe Tum Har Baar Shajar Aate Ho ...
 
 Aisaa Kyaa Hotaa Hai Roz Ghar MeN
 Khaa-maa-khaa Taqraar Kar Aate Ho ...
 
 KahiN Phool Sookh Naa JaayeN "Naresh "
 Paani GhamloN MeN Daal Waqt Par Aate Ho ...
matla khoob raha anshu ji |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| Parimal Jain 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #6 on: May 07, 2011, 04:27:52 PM »  |   | 
 Ab Tum Bahut Kam Nazar Aate HoBhule-Bhatke Humare Shahar Aate Ho ...
 
 Rote-Rote Jab Kabhi Tum Hanste Ho
 Lagta Hai Ek Sadme Se Baahar Aate Ho ...
 
 Baarish Toh Kab Ki Ruk Gai Thii
 Phir KyoN Giile Badan Ghar Aate Ho ...
 
 AandhiyaaN Aati Rahi Zindagi MeN
 KhaDhe Tum Har Baar Shajar Aate Ho ...
 
 Aisaa Kyaa Hotaa Hai Roz Ghar MeN
 Khaa-maa-khaa Taqraar Kar Aate Ho ...
 
 KahiN Phool Sookh Naa JaayeN "Naresh "
 Paani GhamloN MeN Daal Waqt Par Aate Ho ...
Waah ! Naresh Ji !! Bahut khoob ...       |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| dead heart 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #7 on: May 08, 2011, 02:57:37 AM »  |   | 
       Bahaut bahaut khoob Naresh bhai.. Khush rahiye..! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Naghmaa 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #8 on: May 08, 2011, 07:28:36 AM »  |   | 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| nirala 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #10 on: May 08, 2011, 10:00:03 AM »  |   | 
 anshu ji…kaafi din bad apki ghazal se rubaru hone ka mauka mila…
 
 mashaallah kya ghazal hai…
 kmaal ki umda ghazal…
 
 dil khus ho gaya ji…
 mubaarakbad aapke is umda soch ko…
 
 thanx
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Radhika_2 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #11 on: May 08, 2011, 01:58:56 PM »  |   | 
 Ab Tum Bahut Kam Nazar Aate HoBhule-Bhatke Humare Shahar Aate Ho ...
 
 Rote-Rote Jab Kabhi Tum Hanste Ho
 Lagta Hai Ek Sadme Se Baahar Aate Ho ...
 
 Baarish Toh Kab Ki Ruk Gai Thii
 Phir KyoN Giile Badan Ghar Aate Ho ...
 
 AandhiyaaN Aati Rahi Zindagi MeN
 KhaDhe Tum Har Baar Shajar Aate Ho ...
 
 Aisaa Kyaa Hotaa Hai Roz Ghar MeN
 Khaa-maa-khaa Taqraar Kar Aate Ho ...
 
 KahiN Phool Sookh Naa JaayeN "Naresh "
 Paani GhamloN MeN Daal Waqt Par Aate Ho ...
Ji ..... Nice One ........ ! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Sachin Saini 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #12 on: May 08, 2011, 03:45:46 PM »  |   | 
 Ab Tum Bahut Kam Nazar Aate HoBhule-Bhatke Humare Shahar Aate Ho ...
 
 Rote-Rote Jab Kabhi Tum Hanste Ho
 Lagta Hai Ek Sadme Se Baahar Aate Ho ...
 
 Baarish Toh Kab Ki Ruk Gai Thii
 Phir KyoN Giile Badan Ghar Aate Ho ...
 
 AandhiyaaN Aati Rahi Zindagi MeN
 KhaDhe Tum Har Baar Shajar Aate Ho ...
 
 Aisaa Kyaa Hotaa Hai Roz Ghar MeN
 Khaa-maa-khaa Taqraar Kar Aate Ho ...
 
 KahiN Phool Sookh Naa JaayeN "Naresh "
 Paani GhamloN MeN Daal Waqt Par Aate Ho ...
Too Good .. Naresh Ji !        |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| brokenbyluv 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #13 on: May 08, 2011, 03:57:18 PM »  |   | 
  Bahut khoob naresh ji... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #14 on: May 09, 2011, 10:01:26 AM »  |   | 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |