FAAGUN KAA MAHEENAA HAI..........................SAINI

by sksaini4 on March 22, 2016, 03:58:47 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 762 times)
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
Reply with quote
AshokoN ko bhee peenaa hai.
Har haal meN jeenaa hai.

Izhaar to kar daalaa.
Par uskee abhee naa hai.

Himmat bhee karegee kyaa.
ToofaaN meN safeenaa hai.

Har shai meN sharaarat hai.
"Faagun kaa maheenaa hai."

Eemaan hai jab sang meN .
To paas madeenaa hai.

Kuchh jurm kiyaa toone.
Maathe pe paseenaa hai.

KhaaboN pe mere qaabiz
Ik shaukh haseenaa hai.

Muflis ke muqaddar meN.
AahoN kaa khazeenaa hai.

'Saini' ko naheeN bhaataa.
Vo shakhs kameenaa hai.

Dr Surendra Saini

अश्कों को भी पीना है |
हर हाल में जीना है ||

इज़हार तो कर डाला |
पर उसकीअभी ना है ||

हिम्मत भी करेगी क्या |
तूफ़ां में सफ़ीना है ||

हर शै में शरारत है |
"फ़ागुन का महीना है ||"

ईमान है जब संग में |
तो पास मदीना है ||

कुछ जुर्म किया तूने |
माथे पे पसीना है ||

ख़ाबों पे मेरे क़ाबिज़ |
इक शौख़ हसीना है ||

मुफलिस के मुक़द्दर में |
आहों का ख़ज़ीना है ||

'सैनी' को नहीं भाता |
वो शख्स़ कमीना है ||

डा० सुरेन्द्र सैनी


Logged
Ram Krishan Rastogi
Umda Shayar
*

Rau: 69
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
30 days, 21 hours and 9 minutes.

Posts: 4988
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #1 on: March 22, 2016, 04:53:22 PM »
Reply with quote
श्री सैनी जी,फाल्गुन के महीने में प्यार के रंग भर दिए है ढेरो दाद एक राऊ के साथ कबूल करे| साथ ही होली की ढेर सारी शुभकामनाये स्वीकार करे|
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: March 22, 2016, 11:05:23 PM »
Reply with quote
AshokoN ko bhee peenaa hai.
Har haal meN jeenaa hai.

Izhaar to kar daalaa.
Par uskee abhee naa hai.

Himmat bhee karegee kyaa.
ToofaaN meN safeenaa hai.

Har shai meN sharaarat hai.
"Faagun kaa maheenaa hai."

Eemaan hai jab sang meN .
To paas madeenaa hai.

Kuchh jurm kiyaa toone.
Maathe pe paseenaa hai.

KhaaboN pe mere qaabiz
Ik shaukh haseenaa hai.

Muflis ke muqaddar meN.
AahoN kaa khazeenaa hai.

'Saini' ko naheeN bhaataa.
Vo shakhs kameenaa hai.

Dr Surendra Saini

अश्कों को भी पीना है |
हर हाल में जीना है ||

इज़हार तो कर डाला |
पर उसकीअभी ना है ||

हिम्मत भी करेगी क्या |
तूफ़ां में सफ़ीना है ||

हर शै में शरारत है |
"फ़ागुन का महीना है ||"

ईमान है जब संग में |
तो पास मदीना है ||

कुछ जुर्म किया तूने |
माथे पे पसीना है ||

ख़ाबों पे मेरे क़ाबिज़ |
इक शौख़ हसीना है ||

मुफलिस के मुक़द्दर में |
आहों का ख़ज़ीना है ||

'सैनी' को नहीं भाता |
वो शख्स़ कमीना है ||

डा० सुरेन्द्र सैनी



waah waah waah Janaab Saini Sahib kyaa baat hai, dheron daad. Rau to bantaa hee hai.
 toothy4 toothy4 toothy4 toothy4 toothy4 toothy4 toothy4 toothy4 toothy4
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Haseenaa se poochhaa ke kab tak rahey gee yeh naa tumhaari
Haseenaa hans ke boli ke jab tak saal mein bhi koi mahinaa hai
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #3 on: March 23, 2016, 05:33:22 AM »
Reply with quote
AshokoN ko bhee peenaa hai.
Har haal meN jeenaa hai.

Izhaar to kar daalaa.
Par uskee abhee naa hai.

Himmat bhee karegee kyaa.
ToofaaN meN safeenaa hai.

Har shai meN sharaarat hai.
"Faagun kaa maheenaa hai."

Eemaan hai jab sang meN .
To paas madeenaa hai.

Kuchh jurm kiyaa toone.
Maathe pe paseenaa hai.

KhaaboN pe mere qaabiz
Ik shaukh haseenaa hai.

Muflis ke muqaddar meN.
AahoN kaa khazeenaa hai.

'Saini' ko naheeN bhaataa.
Vo shakhs kameenaa hai.

Dr Surendra Saini

अश्कों को भी पीना है |
हर हाल में जीना है ||

इज़हार तो कर डाला |
पर उसकीअभी ना है ||

हिम्मत भी करेगी क्या |
तूफ़ां में सफ़ीना है ||

हर शै में शरारत है |
"फ़ागुन का महीना है ||"

ईमान है जब संग में |
तो पास मदीना है ||

कुछ जुर्म किया तूने |
माथे पे पसीना है ||

ख़ाबों पे मेरे क़ाबिज़ |
इक शौख़ हसीना है ||

मुफलिस के मुक़द्दर में |
आहों का ख़ज़ीना है ||

'सैनी' को नहीं भाता |
वो शख्स़ कमीना है ||

डा० सुरेन्द्र सैनी




waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah ati sunder 1 rau Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015


View Profile
«Reply #4 on: March 23, 2016, 06:10:18 AM »
Reply with quote
Sir aapke likhe ki tareef karna, chota mun badi baat lagti hai...
Aap likhte hain to bas likhte hain, aur sach kahon to YO par ek aap hi likhte hain Usual Smile
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
arunmishra
Guest
«Reply #5 on: March 23, 2016, 04:29:59 PM »
Reply with quote
Sundar Gazal. Kalam ki pichkari yun hi hamesha rang barsati rahe. 
Holi ki dheron shubhkamnayen.
-Arun Mishra.
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #6 on: March 24, 2016, 05:03:09 PM »
Reply with quote
Waah waah waah Saini sahab !!! Chhote behr meiN bade dil wali ghazal !!! Khoob daad !!!
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: March 24, 2016, 09:08:16 PM »
Reply with quote
AshokoN ko bhee peenaa hai.
Har haal meN jeenaa hai.

waise suicide buzdili hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

Izhaar to kar daalaa.
Par uskee abhee naa hai.

intezaar karo .have patient.ye ishq nahin aasaa.n............ icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

Himmat bhee karegee kyaa.
ToofaaN meN safeenaa hai.

tumharaa naakhudaa kahaan hai pataa karo Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

Har shai meN sharaarat hai.
"Faagun kaa maheenaa hai."

mujh me.n abhi bhi thodi si sharaafat baaqi hai ji Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

Eemaan hai jab sang meN .
To paas madeenaa hai.

icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

Kuchh jurm kiyaa toone.
Maathe pe paseenaa hai.

nahin ji aaj garmi bahut hai aur tumhaari ghazal nhi to aag ugal rahi hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

KhaaboN pe mere qaabiz
Ik shaukh haseenaa hai.

Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard meri baat aaj tak .....ooooooooooofffffff!

Muflis ke muqaddar meN.
AahoN kaa khazeenaa hai.

 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2

'Saini' ko naheeN bhaataa.
Vo shakhs kameenaa hai.

mujhe bhi  icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

Dr Surendra Saini

अश्कों को भी पीना है |
हर हाल में जीना है ||

इज़हार तो कर डाला |
पर उसकीअभी ना है ||

हिम्मत भी करेगी क्या |
तूफ़ां में सफ़ीना है ||

हर शै में शरारत है |
"फ़ागुन का महीना है ||"

ईमान है जब संग में |
तो पास मदीना है ||

कुछ जुर्म किया तूने |
माथे पे पसीना है ||

ख़ाबों पे मेरे क़ाबिज़ |
इक शौख़ हसीना है ||

मुफलिस के मुक़द्दर में |
आहों का ख़ज़ीना है ||

'सैनी' को नहीं भाता |
वो शख्स़ कमीना है ||

डा० सुरेन्द्र सैनी





dr ji rau baad me.n inshaa allah icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: March 27, 2016, 01:02:16 AM »
Reply with quote
shukriya rastogi ji
Logged
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013


View Profile
«Reply #9 on: March 27, 2016, 11:24:24 AM »
Reply with quote
Masssssst hai  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sbechain
Guest
«Reply #10 on: April 07, 2016, 08:14:53 PM »
Reply with quote

dr ji rau baad me.n inshaa allah icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

dr ji aap ka rau de diya main ne icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 08:04:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.229 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer