Garma hai bey hisab : magar too naheen hai paas !

by abdbundeli on May 23, 2008, 07:34:15 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1471 times)
abdbundeli
Guest
Reply with quote
Garma hai bey hisaab : magar too naheen hai paas !
 Kitnaa hai garm aab : agar too naheen hai paas !!

 Mein, maykadey mein haaziree deyney gayaa hoon roz :
 Ab, doon kisey hisaab, agar too naheen hai paas !!

 Saaqee ka bulaabaa hai, magar neend mein hoon mein :
 Ho jaungaa kharaab, agar too naheen hai paas !!

 Bulbul hai aashiyan mein : yaheen paas hi kaheen,
 Taiyaar hai uqaab: magar too naheen hai paas !!

 Hai maykada, hain khum, hain jaam; saaqiyah naheen !
 Baaqee hai kya janaab: agar too naheen hai paas ?

 Raaton mein khwaab; din mein khwaab; khwaab subah-o-sham !
 Jeeta hoon mahaz khwaab, agar too naheen hai paas !!
 
 Is bheerh mein, khojun mein tujhey kaisey, saaqiyah ?
 Hain bas naqaab hi naqaab : too naheen hai paas !

 
                         - abd bundeli
 
 




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bay hisab dard by payar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Raqeeb hai woh, magar gair naheen ! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
~Hisab De~ by Sonia01 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Koyee pahichaan, naheen meyrey paas hai uskee! by abdbundeli in Miscellaneous Shayri
Kyaa karoon mein, ki, woh aayen to, magar jaayen naheen? by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: May 23, 2008, 07:43:53 AM »
Reply with quote
"Raaton mein khwaab; din mein khwaab; khwaab subah-o-sham :
 Jeeta hoon mahaz khwaab, agar too naheen hai paas !"

Waah.. Applause bahut hi khoob likha hai aapne Abad Ji..
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #2 on: May 26, 2008, 06:29:54 AM »
Reply with quote
bahoot khoob.... Applause Applause Applause
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #3 on: March 25, 2009, 02:13:43 PM »
Reply with quote
"Raaton mein khwaab; din mein khwaab; khwaab subah-o-sham :
 Jeeta hoon mahaz khwaab, agar too naheen hai paas !"

Waah.. Applause bahut hi khoob likha hai aapne Abad Ji..

Thanks a lot Mahiya Ji!
        - abd bundeli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #4 on: March 25, 2009, 02:14:47 PM »
Reply with quote
bahoot khoob.... Applause Applause Applause

Thanks a lot, bekarar Ji!
        - abd bundeli
Logged
asma zehra
Guest
«Reply #5 on: March 25, 2009, 02:30:07 PM »
Reply with quote
Aap ka likha padhkar luft aa gaya. Likhte rahiyea taaki hum padhte rahen. Bahot khoob.
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #6 on: March 25, 2009, 02:44:25 PM »
Reply with quote
Aap ka likha padhkar luft aa gaya. Likhte rahiyea taaki hum padhte rahen. Bahot khoob.
Shukriyah asma zehra ji! Mujhey khushee hai aapko meyraa kalaam pasand aa rahaa hai!
         - abd bundeli
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: March 25, 2009, 02:49:40 PM »
Reply with quote
Wonderful gazal... Applause Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: March 25, 2009, 03:56:41 PM »
Reply with quote
Garma hai bey hisaab : magar too naheen hai paas !
 Kitnaa hai garm aab : agar too naheen hai paas !!

 Mein, maykadey mein haaziree deyney gayaa hoon roz :
 Ab, doon kisey hisaab, agar too naheen hai paas !!

 Saaqee ka bulaabaa hai, magar neend mein hoon mein :
 Ho jaungaa kharaab, agar too naheen hai paas !!

 Bulbul hai aashiyan mein : yaheen paas hi kaheen,
 Taiyaar hai uqaab: magar too naheen hai paas !!

 Hai maykada, hain khum, hain jaam; saaqiyah naheen !
 Baaqee hai kya janaab: agar too naheen hai paas ?

 Raaton mein khwaab; din mein khwaab; khwaab subah-o-sham !
 Jeeta hoon mahaz khwaab, agar too naheen hai paas !!
 
 Is bheerh mein, khojun mein tujhey kaisey, saaqiyah ?
 Hain bas naqaab hi naqaab : too naheen hai paas !

 
                         - abd bundeli
 
 




Wonderful ghazal Babu Ji
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #9 on: March 25, 2009, 04:34:36 PM »
Reply with quote
Wonderful gazal... Applause Applause
Thanks Roja!
         - abd bundeli
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #10 on: March 25, 2009, 04:35:29 PM »
Reply with quote
Wonderful ghazal Babu Ji

Thanks Celmira!
          - abd bundeli
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #11 on: March 25, 2009, 05:15:48 PM »
Reply with quote
wah Bundli , bahut khoob, wah

jasbir singh
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #12 on: March 26, 2009, 06:10:45 AM »
Reply with quote
wah Bundli , bahut khoob, wah

jasbir singh

Thanks a lot, Jasbir!
      - abd bundeli
Logged
salma786
Guest
«Reply #13 on: March 26, 2009, 06:38:09 AM »
Reply with quote
Garma hai bey hisaab : magar too naheen hai paas !
 Kitnaa hai garm aab : agar too naheen hai paas !!

 Mein, maykadey mein haaziree deyney gayaa hoon roz :
 Ab, doon kisey hisaab, agar too naheen hai paas !!

 Saaqee ka bulaabaa hai, magar neend mein hoon mein :
 Ho jaungaa kharaab, agar too naheen hai paas !!

 Bulbul hai aashiyan mein : yaheen paas hi kaheen,
 Taiyaar hai uqaab: magar too naheen hai paas !!

 Hai maykada, hain khum, hain jaam; saaqiyah naheen !
 Baaqee hai kya janaab: agar too naheen hai paas ?

 Raaton mein khwaab; din mein khwaab; khwaab subah-o-sham !
 Jeeta hoon mahaz khwaab, agar too naheen hai paas !!
 
 Is bheerh mein, khojun mein tujhey kaisey, saaqiyah ?
 Hain bas naqaab hi naqaab : too naheen hai paas !

 
                         - abd bundeli
 
 






Bahoot bahoot khoob sir ji Applause Applause Applause
Logged
aaina
Guest
«Reply #14 on: March 26, 2009, 07:08:44 AM »
Reply with quote
Garma hai bey hisaab : magar too naheen hai paas !
 Kitnaa hai garm aab : agar too naheen hai paas !!

 Mein, maykadey mein haaziree deyney gayaa hoon roz :
 Ab, doon kisey hisaab, agar too naheen hai paas !!

 Saaqee ka bulaabaa hai, magar neend mein hoon mein :
 Ho jaungaa kharaab, agar too naheen hai paas !!

 Bulbul hai aashiyan mein : yaheen paas hi kaheen,
 Taiyaar hai uqaab: magar too naheen hai paas !!

 Hai maykada, hain khum, hain jaam; saaqiyah naheen !
 Baaqee hai kya janaab: agar too naheen hai paas ?

 Raaton mein khwaab; din mein khwaab; khwaab subah-o-sham !
 Jeeta hoon mahaz khwaab, agar too naheen hai paas !!
 
 Is bheerh mein, khojun mein tujhey kaisey, saaqiyah ?
 Hain bas naqaab hi naqaab : too naheen hai paas !

 
                         - abd bundeli
 
 






ek aur bhut khoobsurat ghazal................abd ji.........har shair mashallah behetreen.........you.n hi likte rahiye sir ji aur hum padte rhenge...........
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 16, 2024, 07:53:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer