| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | Palak Pe Theharaa JyoN Kaa TyoN HaiQaTraa-E-Ashq Rakhaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Aayaa HooN Kayee Roz Baad Ghar MeN
 Aaiine MeN Chehraa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Kal Jo PaDhke Rakhi Thii KiTaab Maine
 MuDaa Uskaa Safaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Tanahaai MeN Soch Ke Koi Meri BaaT
 Uss Kaa Ro Denaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Dhoop Utarne Ko Betaab Hai Aangan MeN
 Deewaar Kaa Saayaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Hawaa Ne Dii Hogi Dastak Darwaaze Par
 Magar Intezaar Uss Kaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Vidaa Ho Ke Gaii Hai Jab Se Bitiyaa "Naresh"
 Khaalipan Se Ubharnaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 --------------------- Naresh Mehra --------------------- |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| Imdad 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #2 on: October 27, 2011, 01:02:28 AM »  |   | 
 Bade dino baad aye hain Yo india par magar yahan par "Naresh" jyon ka tyon hai.
 Bahot khoob naresh ji. daad kubul karein.
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #4 on: October 27, 2011, 03:19:55 PM »  |   | 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #5 on: October 27, 2011, 03:21:44 PM »  |   | 
 Bade dino baad aye hain Yo india par magar yahan par "Naresh" jyon ka tyon hai.
 Bahot khoob naresh ji. daad kubul karein.
 
 Nawaazish Hai ... Imdad Ji ! Yaad Rakhne Kaa Behad ShukriyaaH !!! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #6 on: October 27, 2011, 03:23:06 PM »  |   | 
 Hauslaa Afzaaii Kaa Bahut Bahut ShukriyaaH ... sksaini ji !!! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| sarfira 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #7 on: October 27, 2011, 04:23:40 PM »  |   | 
 last aashar ke ehsaas ke kya kahne janaab-- ye bht bht khoob sach ki bayani hai. poori ghazal ki peshgi lajawaab hai-- daad daad daad muskurate rahie khus rahie  |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #9 on: October 28, 2011, 05:30:58 PM »  |   | 
 last aashar ke ehsaas ke kya kahne janaab-- ye bht bht khoob sach ki bayani hai. poori ghazal ki peshgi lajawaab hai-- daad daad daad muskurate rahie khus rahie Behad ShukriyaaH ...... Janaab !!! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #10 on: October 28, 2011, 05:34:11 PM »  |   | 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Satish Shukla 
								Khususi Shayar       
								Rau: 51
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 25 days, 6 hours and 16 minutes.
								 
								Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
			 
			 
								
								
								
								
								   | 
                                                                    |  |   «Reply #11 on: October 28, 2011, 05:48:39 PM »  |   | 
 Naresh Ji,
 
 Bahut din ke baad aapki ghazal
 padhee, achchha laga.
 
 Khoobsoorat andaaz hai...waah waah.
 
 Daad qubool farmaayen.
 
 Satish Shukla 'Raqeeb'
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Sachin Saini 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #12 on: October 28, 2011, 07:48:53 PM »  |   | 
 Palak Pe Theharaa JyoN Kaa TyoN HaiQaTraa-E-Ashq Rakhaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Aayaa HooN Kayee Roz Baad Ghar MeN
 Aaiine MeN Chehraa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Kal Jo PaDhke Rakhi Thii KiTaab Maine
 MuDaa Uskaa Safaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Tanahaai MeN Soch Ke Koi Meri BaaT
 Uss Kaa Ro Denaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Dhoop Utarne Ko Betaab Hai Aangan MeN
 Deewaar Kaa Saayaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Hawaa Ne Dii Hogi Dastak Darwaaze Par
 Magar Intezaar Uss Kaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Vidaa Ho Ke Gaii Hai Jab Se Bitiyaa "Naresh"
 Khaalipan Se Ubharnaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 --------------------- Naresh Mehra ---------------------waah ! janaab !! waah !!! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| mkv 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #13 on: October 29, 2011, 11:59:18 AM »  |   | 
 Palak Pe Theharaa JyoN Kaa TyoN HaiQaTraa-E-Ashq Rakhaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Aayaa HooN Kayee Roz Baad Ghar MeN
 Aaiine MeN Chehraa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Kal Jo PaDhke Rakhi Thii KiTaab Maine
 MuDaa Uskaa Safaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Tanahaai MeN Soch Ke Koi Meri BaaT
 Uss Kaa Ro Denaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Dhoop Utarne Ko Betaab Hai Aangan MeN
 Deewaar Kaa Saayaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Hawaa Ne Dii Hogi Dastak Darwaaze Par
 Magar Intezaar Uss Kaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 
 Vidaa Ho Ke Gaii Hai Jab Se Bitiyaa "Naresh"
 Khaalipan Se Ubharnaa JyoN Kaa TyoN Hai ...
 --------------------- Naresh Mehra ---------------------Vaah Vaah Naresh ji apki is gajal ne dil khush kar diya..jis andaj me aapne jajbaato ko jafj diya hai usse kaafi kuch seekha ja sakta hai.. Daad kuboolm kare |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #14 on: October 30, 2011, 03:56:35 AM »  |   | 
 Naresh Ji,
 Bahut din ke baad aapki ghazal
 padhee, achchha laga.
 
 Khoobsoorat andaaz hai...waah waah.
 
 Daad qubool farmaayen.
 
 Satish Shukla 'Raqeeb'
 
 
 Nawaazish Hai ... Behad ShukriyaaH ... Satish Shukla Ji !!! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |