Hath Younhi BARISH main Bhigotay Rehna

by Farhan Sohail on March 13, 2013, 08:18:29 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 843 times)
Farhan Sohail
Guest
Reply with quote

Hath younhi barish main bhigotay rehna
Khuwaab jagain jab tak tum sotay rehna

Poray chand main kabhi dekho samandar ko
Oper se sakoot aur andar se rotay rehna

Ham-nasheeni ki teri ye keemat chukai hai
Usi tasa'vur main damman bheegotay rehna

Tere saath jeenay ki thi Arzoo iss dil ki
Lamha lamha zindagi ko ab khotay rehna

Muhabbat ki zameen tu misl-e-banjar hai
Tum ansoo'n ko iss main bootay rehna

Uska itna hai ahsaan kafi mujh pe "farhan"
Roz naya khar dil main chobhotay rehna





Farhan Sohail
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zindagi se hath dho jaaun ga main...... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
MERA HATH HE KISI KE HATH MAIN.... by JAANA JAANA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri TabhaiyOn Main Tera Hath Hai Magar..! by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
barish k is mausam main......... by insu in Shayri for Dard -e- Judai
Tere Hath Ki Kash Main.......... by kumarabhishek8oct in Share:Love Poetry
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #1 on: March 13, 2013, 08:26:29 PM »
Reply with quote

Hath younhi barish main bhigotay rehna
Khuwaab jagain jab tak tum sotay rehna

Poray chand main kabhi dekho samandar ko
Oper se sakoot aur andar se rotay rehna

Ham-nasheeni ki teri ye keemat chukai hai
Usi tasa'vur main damman bheegotay rehna

Tere saath jeenay ki thi Arzoo iss dil ki
Lamha lamha zindagi ko ab khotay rehna

Muhabbat ki zameen tu misl-e-banjar hai
Tum ansoo'n ko iss main bootay rehna

Uska itna hai ahsaan kafi mujh pe "farhan"
Roz naya khar dil main chobhotay rehna





Farhan Sohail

good one,sir
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #2 on: March 13, 2013, 08:27:46 PM »
Reply with quote
Beautiful lines.........
Logged
Farhan Sohail
Guest
«Reply #3 on: March 13, 2013, 08:28:37 PM »
Reply with quote
Thanks

Basically jab main nay Hamari aik Shaira "LAAIBA" g hain un k signature main jo pic hai WOH DEKHI TU yeh ghazal us tasveer ki dain hai, so jisay likh k aap ki mehfil main hazir kiya hai dekhtay hain hamray doston ko achi lagti hai k nahi....



Thanks

Farhan
Logged
hemantparakh
Guest
«Reply #4 on: March 13, 2013, 08:40:47 PM »
Reply with quote
वाह बहोत खूब
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: March 13, 2013, 08:51:52 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah waah waah Farhan ji, kyaa kehne , bahut bahut khoob likhaa hai aapne.. aur haan jis tasveer kaa zikra aapne yahaan kiyaa hai humne bhi dekhaa hai use, bahut kuch kehne ko majboor karti hai... bahut khoobsurat rachnaa.....!!!
Logged
Farhan Sohail
Guest
«Reply #6 on: March 13, 2013, 10:24:29 PM »
Reply with quote
Sab doston ka buht buht shukreya like kerney k liye
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: March 14, 2013, 11:22:44 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Aarish
Guest
«Reply #8 on: March 14, 2013, 01:29:53 PM »
Reply with quote
bohut khoob farhan saheb umda ghazal kahi hai daad qubool kareN
Logged
Farhan Sohail
Guest
«Reply #9 on: March 14, 2013, 02:38:56 PM »
Reply with quote
Buht Shukryea Nandbahu and Arish G
Logged
aqsh
Guest
«Reply #10 on: March 14, 2013, 07:07:36 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob. bahut achchi lagi aapki yeh peshkash. dheron daad
Logged
Farhan Sohail
Guest
«Reply #11 on: March 16, 2013, 12:14:32 PM »
Reply with quote
Thanks Aqsh g
Logged
laaiba
Guest
«Reply #12 on: March 19, 2013, 05:15:37 PM »
Reply with quote

Hath younhi barish main bhigotay rehna
Khuwaab jagain jab tak tum sotay rehna

Poray chand main kabhi dekho samandar ko
Oper se sakoot aur andar se rotay rehna

Ham-nasheeni ki teri ye keemat chukai hai
Usi tasa'vur main damman bheegotay rehna

Tere saath jeenay ki thi Arzoo iss dil ki
Lamha lamha zindagi ko ab khotay rehna

Muhabbat ki zameen tu misl-e-banjar hai
Tum ansoo'n ko iss main bootay rehna

Uska itna hai ahsaan kafi mujh pe "farhan"
Roz naya khar dil main chobhotay rehna





Farhan Sohail
waah sohail ji khubsurat ghazal kahee aap ne behtereen khyalat hain ,............bohat c daad ,......
Logged
Farhan Sohail
Guest
«Reply #13 on: March 19, 2013, 05:44:24 PM »
Reply with quote
BUHT SHUKREYA LAAIBA G,,,,
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 09:19:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer