Kaun kehta hai.....wo paraaye hain

by Syed Mohd Mahzar on April 12, 2015, 04:52:08 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 788 times)
Syed Mohd Mahzar
Guest
Reply with quote
Ye ghani chaon........ jinse milti hai
wo shajar ....humne hi lagaye hain

Zakhm ...apno’n hi ne diye mujhko
Kaun kehta hai .....wo paraye hain

Yun hi khaali ....yaha’n se jana hai
Saath kya .....apne le ke aaye hain

Phir koi dil ..............hai tootne wala
Aaj dekho ........wo muskuraye hain

Kis pe ilzaam ……hum lagayein ab
Faasle hum ne ..khud barhaye hain

Ab bharosa............ nahi raha baaqi
Main ne itne .... fareyb khaaye hain

uljhanein........ zindagi me hain lekin
boujh bhi ........zeest ka uthaye hain

             .......Syed Mohd Mahzar
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kaun kehta hai by mudassirali in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
KAUN KEHTA HAI...... by sabreena in Shayari -e- Husn
Dard apanaataa hai paraaye kaun by suave in Shayri-E-Dard
kaun kehta hai by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kaun kehta hai by amber ali in Shayri for Khumar -e- Ishq
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: April 12, 2015, 06:25:18 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: April 12, 2015, 07:09:44 PM »
Reply with quote
bahut bahut  umdah waahhhhhh!!!
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: April 12, 2015, 07:30:19 PM »
Reply with quote
Ye ghani chaon........ jinse milti hai
wo shajar ....humne hi lagaye hain

Zakhm ...apno’n hi ne diye mujhko
Kaun kehta hai .....wo paraye hain

Yun hi khaali ....yaha’n se jana hai
Saath kya .....apne le ke aaye hain

Phir koi dil ..............hai tootne wala
Aaj dekho ........wo muskuraye hain

Kis pe ilzaam ……hum lagayein ab
Faasle hum ne ..khud barhaye hain

Ab bharosa............ nahi raha baaqi
Main ne itne .... fareyb khaaye hain

uljhanein........ zindagi me hain lekin
boujh bhi ........zeest ka uthaye hain

             .......Syed Mohd Mahzar


achaa hai ji per matle ka sher hotaa to aur achaa hotaa icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #4 on: April 13, 2015, 06:58:30 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause

bahut khub.....
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #5 on: April 13, 2015, 08:54:55 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: April 13, 2015, 10:59:13 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
behad umda peshkash daaaaaaaaaaaaaadddddddddddd
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #7 on: April 13, 2015, 05:30:52 PM »
Reply with quote
Ye ghani chaon........ jinse milti hai
wo shajar ....humne hi lagaye hain

Zakhm ...apno’n hi ne diye mujhko
Kaun kehta hai .....wo paraye hain

Yun hi khaali ....yaha’n se jana hai
Saath kya .....apne le ke aaye hain

Phir koi dil ..............hai tootne wala
Aaj dekho ........wo muskuraye hain

Kis pe ilzaam ……hum lagayein ab
Faasle hum ne ..khud barhaye hain

Ab bharosa............ nahi raha baaqi
Main ne itne .... fareyb khaaye hain

uljhanein........ zindagi me hain lekin
boujh bhi ........zeest ka uthaye hain

             .......Syed Mohd Mahzar



gud
Logged
laaiba
Guest
«Reply #8 on: April 25, 2015, 01:19:57 PM »
Reply with quote
Ye ghani chaon........ jinse milti hai
wo shajar ....humne hi lagaye hain

Zakhm ...apno’n hi ne diye mujhko
Kaun kehta hai .....wo paraye hain

Yun hi khaali ....yaha’n se jana hai
Saath kya .....apne le ke aaye hain

Phir koi dil ..............hai tootne wala
Aaj dekho ........wo muskuraye hain

Kis pe ilzaam ……hum lagayein ab
Faasle hum ne ..khud barhaye hain

Ab bharosa............ nahi raha baaqi
Main ne itne .... fareyb khaaye hain

uljhanein........ zindagi me hain lekin
boujh bhi ........zeest ka uthaye hain

             .......Syed Mohd Mahzar

waah bohat khoob mazhar g,.............bohat c daad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 03:25:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer