Khaab-e-Zulekha (by vb)

by vb on November 07, 2013, 09:26:58 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2954 times)
Zaif
Guest
«Reply #15 on: November 08, 2013, 02:18:35 PM »
Reply with quote
Pur kashish, bemisaal, lajawab ghazal. Wah wah !! happy9
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khayaal-o-khaab ki duniya mai.n saath chalte hoo by khalidrawat in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
RAAT KE KHAAB(poet taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
Mujhy ek khaab likhna hai by Dr Maqsood Hasni in Shairi - E - Zindagi
~.. khaab ki tabeer hone se rahi by janumanu in Ghazals
ख़ाब /Khaab.............................SAINI by sksaini4 in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
vb
Guest
«Reply #16 on: November 08, 2013, 02:19:30 PM »
Reply with quote
Behad khubsurat ghazal hai . kya kya mazmoon nazm kar diye . waah waah . Qafiyon aur bahr mein chook ke bawujood yeh eik qabil e fakhr takhleeq hai . Yaqeenan ramooz ke dayere mein aa jaaye to eik shaahkaar hai ye ghazal .vb saheb aapko bahut mubarakbaad aur dheron daad.

F.H.SIDDIQUI sahab! buhat shukriya aap ka... yakeenan agar ye beher or qafion k masla hal ho jayay tu ye ghazal qaabil-e-tehseen ho sakti ho ge...
Logged
vb
Guest
«Reply #17 on: November 08, 2013, 02:21:45 PM »
Reply with quote
Laajawaab !!!!!! Baakamaal!!!! Pur-fusoon!!!!

 Is beintehaayee khoobsurat ghazal par sad-hazaar-laakh daad aap ko VB ji ....behr ka zikr ho chuka hai jo ki ek waajib baat hai ... par in aashaar ka takhayyul aisa karishmaatee hai ki padhnewaalaa usmein kho sa jaata hai !

Ek baar phir aap ko dher saaree daad

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


zarraa jee! buhat shukriya aap ka... hamara tu ilm ye kehta hay k jo beher main nahi, wo shaairi nahi, usay nasar kehtay hen..
Logged
vb
Guest
«Reply #18 on: November 08, 2013, 02:27:18 PM »
Reply with quote

wo kya gaya, k bhool gaya behr-o-wazan tu
vb! suna tha tujh ko ghazal par aboor tha

Logged
vb
Guest
«Reply #19 on: November 08, 2013, 03:47:09 PM »
Reply with quote
Zaif jee! buhat shukriya aap ka...
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #20 on: November 08, 2013, 09:25:31 PM »
Reply with quote

VB Jee Aadaab....!

Wallaah Janab Mashaa Allaah kia kahne waah badi hi dilkash aur nafeez kalaam kahi hai janab... dilshaad ho gaya is khoobsurat kalaam se rubaru hokar...
Gazab ke ahsaas O khayaal gazab ki bayaani, bahut umdaa kalaam huyi hai janab... is khoobsurat aur laa jawaab kalaam par humari hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... apne kalaamoN se bazm ko roshan karte rahiye.
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...
Logged
vb
Guest
«Reply #21 on: November 08, 2013, 09:28:59 PM »
Reply with quote
ParwaaZ sahab! shukriya aap ka...

hum hayran hen k aap ne behr-o-qaafia par ungli nahi uthai...
Logged
Saavan
Guest
«Reply #22 on: November 08, 2013, 09:56:31 PM »
Reply with quote
Beautiful..
No words to explain dear..
Par ke milne ki khwaish si ho gayi apke us Shakhs se.
Logged
vb
Guest
«Reply #23 on: November 08, 2013, 10:04:59 PM »
Reply with quote
Saavan sahab! shukriya aap ka...

is ghazal k ye do sher yehi bata rahay hen k us shakhs say hum khud kabhi nahi mil sakay...


Meray lahoo main ghul sa gaya tha wo ake shakhs
Seenay main dharakta tha nigaahon say door tha

Moosa nahi tha main, na taab-e-deed pashemaN
Na wo Khuda tha, na ye jigar Koh-e-Toor tha


may be aap mil saken...
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #24 on: November 09, 2013, 12:07:02 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause
bahut pasand aaya ye kalaam vb ji.
Logged
vb
Guest
«Reply #25 on: November 11, 2013, 02:03:45 PM »
Reply with quote
SURESH SANGWAN jee! buhat shukriya aap ka..
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #26 on: November 11, 2013, 08:37:17 PM »
Reply with quote

VB Jee Aadaab...!


VB jee! jab kalaam ke ahsaas O khayaal aur andaaz e bayaaN itna pyaara rahe ke qari bhi uske lutf meiN gum ho jaaye toH kia nuqs nikaale.... Usual Smile
aur waise bhi Janab jab Ustad fankaar ne bher ke liye nishaan dehi kar dii toH humari kia majaal ke hum bher ka zikr bhi nikalte jab ke hum khud be behar likhne waale thahre... Usual Smile

Lekin sach kah rahe haiN, aapke is kalaam ki jitni bhi tareef kareNge kam lageNgi hume... behad umdaa khayaaloN ko sameta hai aapne... Usual Smile

Likhte rahiye... Bazm ko roshan karte rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...
Logged
vb
Guest
«Reply #27 on: November 11, 2013, 11:53:31 PM »
Reply with quote
ParwaaZ Sahab! buhat shukriya aap k again visit karnay or taareefi kalemaat chhornay ka...
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 12:24:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer