Khafa khafa sa rehta hai.............................................Aqsh..

by aqsh on September 30, 2013, 01:00:59 PM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 3221 times)
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #30 on: October 01, 2013, 12:39:28 AM »
Reply with quote
Chaand badli meiN, chhupa chhupa sa rehta hai
Yaar mera mujhse, khafa khafa sa rehta hai

Meri qurbat meiN guzarti thi, uski har shaam
Na jaane kya baat hui, ab juda juda sa rehta hai

Ghanto baitha rehta tha, mera chehra nihaarte hue
Aaj usi tasveer ke aage, bujha bujha sa rehta hai

Uski chuppi se kahiN, mera dam na nikal jaaye
NahiN chalti saanseiN, waqt thama thama sa rehta hai

Qasoor kya hua mujhse, yeh toh wohi behtar jaane
Rang uske chehre ka ,kuch uda uda sa rehta hai

AankhoN ki khamoshi bhi, ab kehne lagi hai”Aqsh”
Raaz koi uske laboN meiN, daba daba sa rehta hai


      aqsh sahiba,
                  bahut umda ghazal hai,...........
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #31 on: October 01, 2013, 12:57:38 AM »
Reply with quote
Is Intehaayee khoobsurat ghazal par jismein soz e dil ka itna taabnaak bayaan hai, aap ko dheron dheron daad
Logged
nashwani
Guest
«Reply #32 on: October 01, 2013, 01:55:25 AM »
Reply with quote
Chaand badli meiN, chhupa chhupa sa rehta hai
Yaar mera mujhse, khafa khafa sa rehta hai

Meri qurbat meiN guzarti thi, uski har shaam
Na jaane kya baat hui, ab juda juda sa rehta hai

Ghanto baitha rehta tha, mera chehra nihaarte hue
Aaj usi tasveer ke aage, bujha bujha sa rehta hai

Uski chuppi se kahiN, mera dam na nikal jaaye
NahiN chalti saanseiN, waqt thama thama sa rehta hai

Qasoor kya hua mujhse, yeh toh wohi behtar jaane
Rang uske chehre ka ,kuch uda uda sa rehta hai

AankhoN ki khamoshi bhi, ab kehne lagi hai”Aqsh”
Raaz koi uske laboN meiN, daba daba sa rehta hai



Aap se hi seekha hai..jo bhi pasand aaye unn aashar ko quotes me daal ke tareef karni chahiye..

Ab dekh lo ek bhi kam hua hai kya quotes me..nahi na..??

Matlab jhakkas likha hai aqsh jee aapne..

Waah waaah kya baat hai..zabardast peshkash hai..

Dhero daad rau ke saath qubool faramaaye..happy9
Logged
aqsh
Guest
«Reply #33 on: October 01, 2013, 01:30:38 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah waah waah kyaa kehne Aqsh ji, bahut hi pyaaraa likhaa hai aapne...!!!

thank you sooooooooo much hriday ji...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #34 on: October 01, 2013, 01:31:28 PM »
Reply with quote
      aqsh sahiba,
                  bahut umda ghazal hai,...........
Mazhar sahab aapka bahut bahut bahut shukriya...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #35 on: October 01, 2013, 01:32:32 PM »
Reply with quote
Is Intehaayee khoobsurat ghazal par jismein soz e dil ka itna taabnaak bayaan hai, aap ko dheron dheron daad
Zarra ji housla afzaai ka bahut bahut bahut shukriya.. aage bhi saath dete rahiyega...Jazak Allah..
Logged
aqsh
Guest
«Reply #36 on: October 01, 2013, 01:34:06 PM »
Reply with quote

Aap se hi seekha hai..jo bhi pasand aaye unn aashar ko quotes me daal ke tareef karni chahiye..

Ab dekh lo ek bhi kam hua hai kya quotes me..nahi na..??

Matlab jhakkas likha hai aqsh jee aapne..

Waah waaah kya baat hai..zabardast peshkash hai..

Dhero daad rau ke saath qubool faramaaye..happy9

Ashwani meri ghazal ko itnaaaaaa pasand karne ke liye bahut bahut bahut shukriyaaaaaaaaa... thnxxxxxxx a tonnnnnnnnn for the rau also..
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #37 on: October 01, 2013, 04:27:54 PM »
Reply with quote
wah wah
Logged
aqsh
Guest
«Reply #38 on: October 01, 2013, 07:56:42 PM »
Reply with quote
wah wah
thnxxx nand ji a lot.....
Logged
jyuthika
Guest
«Reply #39 on: October 01, 2013, 08:33:02 PM »
Reply with quote
so much beautiful n nice creation
Logged
aqsh
Guest
«Reply #40 on: October 01, 2013, 08:35:34 PM »
Reply with quote
so much beautiful n nice creation
thnxxxxxx  a  lotttttttttt...
Logged
sbechain
Guest
«Reply #41 on: October 02, 2013, 04:10:13 AM »
Reply with quote
Chaand badli meiN, chhupa chhupa sa rehta hai
Yaar mera mujhse, khafa khafa sa rehta hai
mere chand ko tumne kyon churaya.bolo to icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Meri qurbat meiN guzarti thi, uski har shaam
Na jaane kya baat hui, ab juda juda sa rehta hai
nahin ji maine use bahla phusla kar apna ban liya hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Ghanto baitha rehta tha, mera chehra nihaarte hue
Aaj usi tasveer ke aage, bujha bujha sa rehta hai
meri tasweer usne chhupa kar rakhi hai .chori chori usi ko dekhta hoga shayad tumne dhayaan nahin diya Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Uski chuppi se kahiN, mera dam na nikal jaaye
NahiN chalti saanseiN, waqt thama thama sa rehta hai
mere paas to aa kar itni bakwaas karta hai wo. rukne ka naam hi nahin leta ....sachhi icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Qasoor kya hua mujhse, yeh toh wohi behtar jaane
Rang uske chehre ka ,kuch uda uda sa rehta hai
main use her waqt jo daant pilaati rahti hoon. kahti hoon dekho aqsh tumhein bahut dil se chahti hai aisa pyaar karne wala tumhein kabhi nahin mile ga mere paas na aaya kro mohabbat ka zakheera le kar.. bhago jaao icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
AankhoN ki khamoshi bhi, ab kehne lagi hai”Aqsh”
Raaz koi uske laboN meiN, daba daba sa rehta hai

main ne to raaz khol diya na....thank you bolo mujhe Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


meetha meetha behka behka kalaam icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #42 on: October 02, 2013, 04:31:55 AM »
Reply with quote
waah waah Aqsh jee, khoobsoorat kalaam, bahut hi khoob.
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #43 on: October 02, 2013, 02:24:14 PM »
Reply with quote
Bhaai koi dosrii pasand aa gayii hogii.. Esliye aesaa ho relaa hai... By the way.. Achchaa likhne ki koshish ki gayii hai
Logged
aqsh
Guest
«Reply #44 on: October 02, 2013, 03:53:03 PM »
Reply with quote

meetha meetha behka behka kalaam icon_flower icon_flower icon_flower!
Chaliye aapko thank you bol hi deti hoon sheba ji..... thnxxxxxxxxx a lotttttttttttttt...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 10:23:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer