Kheyt ek bhi hara nahi baaqi

by Syed Mohd Mahzar on October 02, 2013, 12:26:31 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1496 times)
Syed Mohd Mahzar
Guest
Reply with quote
Ab jala do bujhe chiragho'n ko
tez thi jo hawa ... nahi baaqi

hukm sooli ka ho chuka pahle
is se barh ke sazaa nahi baaqi

baad muddat ke gao'n aaya to
kheyt ek bhi hara nahi baaqi

maine saare diye jala daley
eyk bhi ab bujha nahi baaqi

bik gayi aaj wo haveli bhi
paas ab kuch raha nahi baaqi

zikr e ehsaan ab nahi hota
ye chalan ab raha nahi baaqi

kar liya tark e taalluq usne
darmiya'n kuch raha nahi baaqi

sab ki sab le gaye mareez e ishq
dard e dil ki dawaa nahi baaqi

           .......S.M.Mahzar
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hara-bhara !!! by sarfira in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Savan ke andhe ko bas hara nazar aata hai.. by nashwani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aur tanhaai me her zakhm hara hota hai by Syed Mohd Mahzar in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Hara Insaan by FARE in Shayri for Dard -e- Judai
ZAKHM WO ......AAJ BHI HARA SA HAI by Syed Mohd Mahzar in Miscellaneous Shayri
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 6 hours and 36 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008


View Profile
«Reply #1 on: October 02, 2013, 12:54:16 AM »
Reply with quote


hukm sooli ka ho chuka pahle
is se barh ke sazaa nahi baaqi

zikr e ehsaan ab nahi hota
ye chalan ab raha nahi baaqi

 Applause Applause
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #2 on: October 02, 2013, 01:16:46 AM »
Reply with quote
Laajawab,,,
Ab jala do bujhe chiragho'n ko
tez thi jo hawa ... nahi baaqi

hukm sooli ka ho chuka pahle
is se barh ke sazaa nahi baaqi

baad muddat ke gao'n aaya to
khet ek bhi hara nahi baaqi

maine saare diye jala daley
eyk bhi ab bujha nahi baaqi

bik gayi aaj wo haveli bhi
paas ab kuch raha nahi baaqi

zikr e ehsaan ab nahi hota
ye chalan ab raha nahi baaqi

kar liya tark e taalluq usne
darmiya'n kuch raha nahi baaqi

sab ki sab le gaye mareez e ishq
dard e dil ki dawaa nahi baaqi

           .......S.M.Mahzar

Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: October 02, 2013, 01:20:18 AM »
Reply with quote
bahut khoob Mazhar sb.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: October 02, 2013, 02:52:40 AM »
Reply with quote
 happy9
Ab jala do bujhe chiragho'n ko
tez thi jo hawa ... nahi baaqi
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
hukm sooli ka ho chuka pahle
is se barh ke sazaa nahi baaqi
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
baad muddat ke gao'n aaya to
khet ek bhi hara nahi baaqi
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
maine saare diye jala daley
eyk bhi ab bujha nahi baaqi
 Applause Applause Applause Applause Applause
bik gayi aaj wo haveli bhi
paas ab kuch raha nahi baaqi
 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5
zikr e ehsaan ab nahi hota
ye chalan ab raha nahi baaqi
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kar liya tark e taalluq usne
darmiya'n kuch raha nahi baaqi
 icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
sab ki sab le gaye mareez e ishq
dard e dil ki dawaa nahi baaqi
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
           .......S.M.Mahzar



bahut khoob mahzar sahab icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: October 02, 2013, 09:00:30 AM »
Reply with quote
bahut sunder
Logged
khujli
Guest
«Reply #6 on: October 02, 2013, 01:38:13 PM »
Reply with quote
Ab jala do bujhe chiragho'n ko
tez thi jo hawa ... nahi baaqi

hukm sooli ka ho chuka pahle
is se barh ke sazaa nahi baaqi

baad muddat ke gao'n aaya to
khet ek bhi hara nahi baaqi

maine saare diye jala daley
eyk bhi ab bujha nahi baaqi

bik gayi aaj wo haveli bhi
paas ab kuch raha nahi baaqi

zikr e ehsaan ab nahi hota
ye chalan ab raha nahi baaqi

kar liya tark e taalluq usne
darmiya'n kuch raha nahi baaqi

sab ki sab le gaye mareez e ishq
dard e dil ki dawaa nahi baaqi

           .......S.M.Mahzar



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #7 on: October 02, 2013, 02:37:52 PM »
Reply with quote
bahooooot khooooooob
zikr e ehsaan ab nahi hota
ye chalan ab raha nahi baaqi
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #8 on: October 02, 2013, 02:49:07 PM »
Reply with quote
bahaut hi khoobsurat ghazal kahi aapne mazhar saahab ...  ismein zindagi ke nasheb o faraaz aur dhoop chaanv ke khel ka bahaut hi sundar bayaan milta hai .... aap ko dheron daad o mubaarakbaad ...
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #9 on: October 02, 2013, 08:55:07 PM »
Reply with quote
very nice
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #10 on: October 02, 2013, 09:13:14 PM »
Reply with quote
zikr e ehsaan ab nahi hota
ye chalan ab raha nahi baaqi

kar liya tark e taalluq usne
darmiya'n kuch raha nahi baaqi

sab ki sab le gaye mareez e ishq
dard e dil ki dawaa nahi baaqi

waah waah mazhur sahab bohut khoob
lajawaab ApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #11 on: October 03, 2013, 02:24:44 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Waaaaaaaaah Mazhar saab.. bahut khoob..badi achchi ghazal se nawaaza hai aapne.. aapko bahut bahut mubarak ho.. waise sabhi ashaar khoob hai.. mujhe yeh bahut pasand aaye..

zikr e ehsaan ab nahi hota
ye chalan ab raha nahi baaqi

kar liya tark e taalluq usne
darmiya'n kuch raha nahi baaqi

sab ki sab le gaye mareez e ishq
dard e dil ki dawaa nahi baaqi
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #12 on: October 03, 2013, 07:33:01 PM »
Reply with quote


hukm sooli ka ho chuka pahle
is se barh ke sazaa nahi baaqi

zikr e ehsaan ab nahi hota
ye chalan ab raha nahi baaqi

 Applause Applause
Ram Saraswat ji,
                   bahut shukrguzar hoon aapkaa........
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #13 on: October 03, 2013, 07:34:27 PM »
Reply with quote
Laajawab,,,
Advo.RavinderaRavi ji,
                     aapkaa bahut bahut shukriya..........
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #14 on: October 03, 2013, 07:37:07 PM »
Reply with quote
bahut khoob Mazhar sb.
Mohtaram F.H.Siddiqui Saheb,
              Behad mamnoon wa mashkoor hoon ki aap ne nacheez ki ghazal ko qabil e tareef samjha.........
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 05:11:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer