Maine Koi Bhii Khawaab Mukammal Nahii Dekhaa.....masoom

by Masoom Shahzada on October 22, 2012, 02:38:48 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 986 times)
Masoom Shahzada
Guest
Reply with quote
Maine Koi Bhii Khawaab Mukammal Nahii Dekhaa
-----------------------------------
-----------------------------------
-----------------------------------

Mittii ka mera ghar tha, so baadal nahii dekha.
Maine koi bhii khawaab mukammal nahii dekha.
.
Chain-ao-sukoon pyaar aur duwa'ao ke saaye.
MaaN tere baad wo Aanchal nahii dekha.
.
Kaise btaaoN pyaar unkaa kitna ghanaa hai.
Door rahe, paas se kabhii jangal nahii dekha.
.
Bhaai sab apne paas rakh, 2 gaj jameen de.
Marne ke baad, kisii ka mahal nahii dekha
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #1 on: October 22, 2012, 02:59:51 AM »
Reply with quote
Masoom ji bahut khuoob likha hai aap ne.....waah waah waah...

Logged
aqsh
Guest
«Reply #2 on: October 22, 2012, 03:14:13 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
wonderful thoughts masoom ji...
Logged
Aarish
Guest
«Reply #3 on: October 22, 2012, 03:20:59 AM »
Reply with quote
Bohut khoob masoomji, umda ghazal hai, daad quboool kijiye......
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #4 on: October 22, 2012, 04:08:26 AM »
Reply with quote
BAhut Khub Masoom Ji Daad Hazir hai Kabul Kijyega
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: October 22, 2012, 04:11:00 AM »
Reply with quote
bahut sunder qaabile daad
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: October 22, 2012, 05:12:18 AM »
Reply with quote
Maine Koi Bhii Khawaab Mukammal Nahii Dekhaa
-----------------------------------
-----------------------------------
-----------------------------------

Mittii ka mera ghar tha, so baadal nahii dekha.
Maine koi bhii khawaab mukammal nahii dekha.
.
Chain-ao-sukoon pyaar aur duwa'ao ke saaye.
MaaN tere baad wo Aanchal nahii dekha.
.
Kaise btaaoN pyaar unkaa kitna ghanaa hai.
Door rahe, paas se kabhii jangal nahii dekha.
.
Bhaai sab apne paas rakh, 2 gaj jameen de.
Marne ke baad, kisii ka mahal nahii dekha

awesome masoom ji  Thumbs UP Thumbs UP
         
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 19 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: October 22, 2012, 05:58:35 AM »
Reply with quote
bahut khoob, dhero dad
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 22, 2012, 06:59:05 AM »
Reply with quote
Maine Koi Bhii Khawaab Mukammal Nahii Dekhaa
-----------------------------------
-----------------------------------
-----------------------------------

Mittii ka mera ghar tha, so baadal nahii dekha.
Maine koi bhii khawaab mukammal nahii dekha.
.
Chain-ao-sukoon pyaar aur duwa'ao ke saaye.
MaaN tere baad wo Aanchal nahii dekha.
.
Kaise btaaoN pyaar unkaa kitna ghanaa hai.
Door rahe, paas se kabhii jangal nahii dekha.
.
Bhaai sab apne paas rakh, 2 gaj jameen de.
Marne ke baad, kisii ka mahal nahii dekha



bahut bahut Khoooob Masoom Ji..

Bahut Hi gehre Jazbaat Pesh kiye hai aapne..

Bahut ache  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #9 on: October 22, 2012, 09:18:33 AM »
Reply with quote
very nice
Logged
mkv
Guest
«Reply #10 on: October 22, 2012, 09:38:06 AM »
Reply with quote
Bahut khoob masoom bhai
Applause Applause Applause
2nd sher bahut accha hai
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #11 on: October 22, 2012, 01:35:32 PM »
Reply with quote
Masoom ji bahut khuoob likha hai aap ne.....waah waah waah...


Sukriya Gaytri jii
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #12 on: October 23, 2012, 07:40:55 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
wonderful thoughts masoom ji...
Sukriyaa Aqsh Jee
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #13 on: October 24, 2012, 01:49:25 AM »
Reply with quote
Bohut khoob masoomji, umda ghazal hai, daad quboool kijiye......
Bahut bahut sukriya Aarish bhaai
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #14 on: October 24, 2012, 03:50:51 PM »
Reply with quote
BAhut Khub Masoom Ji Daad Hazir hai Kabul Kijyega
Sukriyaa Sanjeev bhaai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 02:17:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer