Masjid Kabhi Mandir

by mazHur on August 09, 2012, 09:59:52 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1469 times)
mazHur
Guest
Reply with quote

    Masjid ko chal para kabhi Mandir ko chal para
     Mehboob  kee Talaash mein jab mein nikal para!


    Izhaar e Ishq kia kia goya  gunah kia
    Mathay pe mere yaar ke ghussey se bal para.

    Khaee jo dil pe choat tu woh moam ho  gaya
    sayyaad sangdil ka sang e dil  pighal para.

    sakhti se na bataya us ne maajra e dil
    Poocha jo mein ne piyaar se Aashiq ubal para.

     ''saqi bhi dor-e-jaam bhi badal ghiray huay''
      mera  he koi dosh jo ye  dil machal para.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: August 09, 2012, 10:18:16 PM »
Reply with quote

    Masjid ko chal para kabhi Mandir ko chal para
     Mehboob  kee Talaash mein jab mein nikal para!


    Izhaar e Ishq kia kia goya  gunah kia
    Mathay pe mere yaar ke ghussey se bal para.

    Khaee jo dil pe choat tu woh moam ho  gaya
    sayyaad sangdil ka sang e dil  pighal para.

    sakhti se na bataya us ne maajra e dil
    Poocha jo mein ne piyaar se Aashiq ubal para.

     ''saqi bhi dor-e-jaam bhi badal ghiray huay''
      mera  he koi dosh jo ye  dil machal para.


naaaaaaaaaice
Logged
ripan dev
Guest
«Reply #2 on: August 10, 2012, 02:23:13 AM »
Reply with quote
vadhiya ji vadhiya.
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: August 10, 2012, 09:23:58 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob....!!!
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #4 on: August 10, 2012, 07:04:29 PM »
Reply with quote

bahut hi khoobsurat
Logged
mazHur
Guest
«Reply #5 on: August 10, 2012, 07:06:33 PM »
Reply with quote
Thank you very much, friends!
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: August 11, 2012, 02:03:20 PM »
Reply with quote
Bahut Umda ghajal pesh kee hai aapne.
bahut bahut mubaarakbaad.
Matla khoob farmaaya aapne.
Logged
mazHur
Guest
«Reply #7 on: August 11, 2012, 02:34:41 PM »
Reply with quote
pasandeedagi ka bahut bahut shukriya....
Logged
suman59
Guest
«Reply #8 on: August 13, 2012, 10:21:24 PM »
Reply with quote

    Masjid ko chal para kabhi Mandir ko chal para
     Mehboob  kee Talaash mein jab mein nikal para!


    Izhaar e Ishq kia kia goya  gunah kia
    Mathay pe mere yaar ke ghussey se bal para.

    Khaee jo dil pe choat tu woh moam ho  gaya
    sayyaad sangdil ka sang e dil  pighal para.

    sakhti se na bataya us ne maajra e dil
    Poocha jo mein ne piyaar se Aashiq ubal para.

     ''saqi bhi dor-e-jaam bhi badal ghiray huay''
      mera  he koi dosh jo ye  dil machal para.

waah only one word "EXCELLANT"
Logged
mazHur
Guest
«Reply #9 on: August 13, 2012, 10:30:30 PM »
Reply with quote
Dhanebad,Suman!!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 01:19:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer