meri kahani

by mazHur on June 21, 2011, 09:29:17 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1067 times)
mazHur
Guest
Reply with quote
Tum se gila he mujh ko na apne raqeeb se
shikwa agar he koi toe apne naseeb se

dushnaam mujh ko deejiye chahay hazaar baar
yoon intiqaam leejiye ga mujh  ghareeb se

meri kahani itni bhi  saada sehal nahin
bharwa ke rung dekhiye   uss  mein  adeeb  se

aahon se ye falak fana hota he dekhna
aawaz aa rahi he kuch dil kee saleeb se


dil mutmayen na ho saka mera kisi tarah
dil mein khayal bus gaye hein   kuch ajeeb se!!

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri Kahani.. Meri Zubani by Aashique in Shayri-E-Dard
Meri kahani le le by thycreator in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
MERI KAHANI MERI JUBAANI by amarhellboy in Shayeri for Dard -e- Bewafai
**MERI KAHANI** by SairaKhan in Shayri for Dard -e- Judai
Meri KAHANI by DUKHI ATMA in Shayri-E-Dard
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #1 on: June 22, 2011, 03:25:55 AM »
Reply with quote
boht khoob mazhur saahib daad kabool kijiyega
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #2 on: June 27, 2011, 11:03:44 AM »
Reply with quote
Aik achchhi purlutf aur haseen peshkash. Maza aa gaya ise paRhkar. HazaroN daad qubul kijiye.

(waquif ansari)

Tum se gila he mujh ko na apne raqeeb se
shikwa agar he koi toe apne naseeb se

dushnaam mujh ko deejiye chahay hazaar baar
yoon intiqaam leejiye ga mujh  ghareeb se

meri kahani itni bhi  saada sehal nahin
bharwa ke rung dekhiye   uss  mein  adeeb  se

aahon se ye falak fana hota he dekhna
aawaz aa rahi he kuch dil kee saleeb se


dil mutmayen na ho saka mera kisi tarah
dil mein khayal bus gaye hein   kuch ajeeb se!!


Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #3 on: June 27, 2011, 11:13:02 AM »
Reply with quote
Tum se gila he mujh ko na apne raqeeb se
shikwa agar he koi toe apne naseeb se

dushnaam mujh ko deejiye chahay hazaar baar
yoon intiqaam leejiye ga mujh  ghareeb se

meri kahani itni bhi  saada sehal nahin
bharwa ke rung dekhiye   uss  mein  adeeb  se

aahon se ye falak fana hota he dekhna
aawaz aa rahi he kuch dil kee saleeb se


dil mutmayen na ho saka mera kisi tarah
dil mein khayal bus gaye hein   kuch ajeeb se!!



bahut khub
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #4 on: June 28, 2011, 12:32:18 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
mazHur
Guest
«Reply #5 on: June 28, 2011, 01:35:40 PM »
Reply with quote
thank you all!:)


more!!
us sarw qad pe jaan mein kion na karoon nisaar
me zindagi jo paayoon nai gar qazeeb se!!!
 

    Zahir mein aap kuchh hein aur batin mein aur kuchh 
 Dekha hai hum ne  aap ko kafi qareeb say
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 11:13:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer