Meri Manzil hai kahan.....Premdeep

by premdeep on May 05, 2014, 03:06:57 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1124 times)
premdeep
Guest
Reply with quote
Meri Manzil hai kahan jane kidhar jana hai
Waqt ki shaakh se patton sa bikhar jana hai

Hain Hifazat mein hum andheron ki ek zamane se
Roushini dekh kar zahir hi dar jana hai

Ek hasrat hai dabi  meri jhuki nazaron  mein
zubaan ke raaste bas dil mein utar jana hai

Raat baaki hai chaand bhi gumsum sa hai
rooth kar waqt bhi is baar thahar jana hai

Meri hasti hai jawan toofanon ke saaye mein
Doob jana hai yahan ya phir ubhar jana hai

laakh maangi hai dua mene khuda se teri
Baarish mein tere pyaar ki ab to nikhar jana hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
***Sanam Meri Manzil Hai Tu*** by AVTAR RAYAT in Share:Love Poetry
Meri manzil by ~Hriday~ in Shayri-E-Dard
Aye meri chahat tu aakhir kahan hai....Premdeep by premdeep in Ghazals
Manzil door hai abhi...Premdeep by premdeep in Miscellaneous Shayri
MEIN MUSAFIR MERI MANZIL HAI TU by M.ASGHAR MIRPURI in Shayri for Khumar -e- Ishq
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012

View Profile WWW
«Reply #1 on: May 05, 2014, 03:19:07 PM »
Reply with quote
Meri Manzil hai kahan jane kidhar jana hai
Waqt ki shaakh se patton sa bikhar jana hai
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Hain Hifazat mein hum andheron ki ek zamane se
Roushini dekh kar zahir hi dar jana hai
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Teri hasrat hai dabi  meri jhuki nazaron  mein
zubaan ke raaste bas dil mein utar jana hai
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Raat baaki hai chaand bhi gumsum sa hai
rooth kar waqt bhi is baar thahar jana hai
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Meri hasti hai jawan toofanon ke saaye mein
Doob jana hai yahan ya phir ubhar jana hai
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
laakh maangi hai dua mene khuda se teri
Baarish mein tere pyaar ki nikhar jana hai

waah waah waah bohut hi umda peshkash waahhhhhhhhhh

rau kabool kijiye
Logged
NakulG
Maqbool Shayar
****

Rau: 63
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 23 hours and 55 minutes.
Posts: 804
Member Since: Apr 2014

View Profile WWW
«Reply #2 on: May 05, 2014, 04:04:36 PM »
Reply with quote
Meri Manzil hai kahan jane kidhar jana hai
Waqt ki shaakh se patton sa bikhar jana hai

Hain Hifazat mein hum andheron ki ek zamane se
Roushini dekh kar zahir hi dar jana hai

Teri hasrat hai dabi  meri jhuki nazaron  mein
zubaan ke raaste bas dil mein utar jana hai

Raat baaki hai chaand bhi gumsum sa hai
rooth kar waqt bhi is baar thahar jana hai

Meri hasti hai jawan toofanon ke saaye mein
Doob jana hai yahan ya phir ubhar jana hai

laakh maangi hai dua mene khuda se teri
Baarish mein tere pyaar ki nikhar jana hai

Hain Hifazat mein hum andheron ki ek zamane se
Roushini dekh kar zahir hi dar jana hai

 Applause Applause
Kya baat hai!!!
bahut khoon
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #3 on: May 05, 2014, 05:05:08 PM »
Reply with quote
Applause Applause
Waah waah.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #4 on: May 05, 2014, 06:25:01 PM »
Reply with quote
beautiful
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: May 05, 2014, 07:16:24 PM »
Reply with quote
Meri Manzil hai kahan jane kidhar jana hai
Waqt ki shaakh se patton sa bikhar jana hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Hain Hifazat mein hum andheron ki ek zamane se
Roushini dekh kar zahir hi dar jana hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Ek hasrat hai dabi  meri jhuki nazaron  mein
zubaan ke raaste bas dil mein utar jana hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Raat baaki hai chaand bhi gumsum sa hai
rooth kar waqt bhi is baar thahar jana hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Meri hasti hai jawan toofanon ke saaye mein
Doob jana hai yahan ya phir ubhar jana hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
laakh maangi hai dua mene khuda se teri
Baarish mein tere pyaar ki ab to nikhar jana hai

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut khoob icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
kavyanshi
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 9
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 15 hours and 7 minutes.

mere hasrato ko aasmaan chaahiye

Posts: 263
Member Since: Apr 2014

View Profile
«Reply #6 on: May 05, 2014, 08:06:46 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

 wow.!....behad achha likha h.......
Logged
deepraghav
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 days, 19 hours and 53 minutes.
Posts: 257
Member Since: Feb 2014

View Profile
«Reply #7 on: May 06, 2014, 01:27:14 PM »
Reply with quote
....bahut khoobsoorat jajbaat hain aapke...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #8 on: May 06, 2014, 03:38:45 PM »
Reply with quote
Meri Manzil hai kahan jane kidhar jana hai
Waqt ki shaakh se patton sa bikhar jana hai

Hain Hifazat mein hum andheron ki ek zamane se
Roushini dekh kar zahir hi dar jana hai

Ek hasrat hai dabi  meri jhuki nazaron  mein
zubaan ke raaste bas dil mein utar jana hai

Raat baaki hai chaand bhi gumsum sa hai
rooth kar waqt bhi is baar thahar jana hai

Meri hasti hai jawan toofanon ke saaye mein
Doob jana hai yahan ya phir ubhar jana hai

laakh maangi hai dua mene khuda se teri
Baarish mein tere pyaar ki ab to nikhar jana hai

Bahut Bahut Khooooob Premdeep Jee..

Khoobsurat Peshkash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: May 08, 2014, 08:43:35 PM »
Reply with quote
Meri Manzil hai kahan jane kidhar jana hai
Waqt ki shaakh se patton sa bikhar jana hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Hain Hifazat mein hum andheron ki ek zamane se
Roushini dekh kar zahir hi dar jana hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Ek hasrat hai dabi  meri jhuki nazaron  mein
zubaan ke raaste bas dil mein utar jana hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Raat baaki hai chaand bhi gumsum sa hai
rooth kar waqt bhi is baar thahar jana hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Meri hasti hai jawan toofanon ke saaye mein
Doob jana hai yahan ya phir ubhar jana hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

laakh maangi hai dua mene khuda se teri
Baarish mein tere pyaar ki ab to nikhar jana hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut khooooooooooooooooob premdeep ji

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 02:12:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer