Muskan Kahan He?

by Sayyid Randeri on February 28, 2008, 02:14:46 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2553 times)
Sayyid Randeri
Guest
Reply with quote
+++++++++++
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Muskan Aap ki by muneeb in Shayri-E-Dard
lab pe muskan by Azedmeer in Shayri-E-Dard
Ansoon deyneywala muskan bhi deygaa by Abhishek thakur in Shayri-E-Dard
Muskan by Bambi in Shayri for Khumar -e- Ishq
MUSKAN ADHURI by K Gogia in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Talat
Guest
«Reply #1 on: March 08, 2008, 10:46:00 AM »
Reply with quote
>>>>>>>>>>
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #2 on: March 08, 2008, 07:46:47 PM »
Reply with quote
bohot khoob koshish thi talat, or is koshish hi koshish me
Kamal kardala, aap ko  icon_salut
Logged
sarthika
Guest
«Reply #3 on: March 08, 2008, 08:32:56 PM »
Reply with quote
sayyid beintihan acha likha hai... very touching
Qasme to har-ek Baat pe khate he wafa ki
Wade me mohabbat ke magar jaan kahan he?

Talat, apka jawab MashaAllah!!! yah lines bahoot achi lagi..
Na aman hai na sukoon, khauf ke saaye hain
Nafrataon ke daur main wo nigehbaan kho gaya !!


Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #4 on: March 08, 2008, 09:14:48 PM »
Reply with quote
sarthika ji
Himmat afzay ka shukriya
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: March 09, 2008, 02:49:34 AM »
Reply with quote
>>>>>>>>>>>
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: March 09, 2008, 02:51:25 AM »
Reply with quote

Talat, apka jawab MashaAllah!!! yah lines bahoot achi lagi..
Na aman hai na sukoon, khauf ke saaye hain
Nafrataon ke daur main wo nigehbaan kho gaya !!


Bohot bohot shukriya Sarthika Usual Smile
Logged
smj
Guest
«Reply #7 on: March 14, 2008, 04:10:31 PM »
Reply with quote


Excellent one specially the above two lines.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #8 on: March 14, 2008, 05:11:22 PM »
Reply with quote


Excellent one specially the above two lines.


Aap ki inayat he jo aapne pasand farmaya
Shukriya!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: March 15, 2008, 02:01:00 PM »
Reply with quote


Wah bahut khoob sayyad sb Applause
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #10 on: March 15, 2008, 08:49:49 PM »
Reply with quote

Wah bahut khoob sayyad sb Applause

Shukriya Roja ji aap ne sraha.
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: March 17, 2008, 11:31:13 AM »
Reply with quote
>>>>>>
Logged
Roja
Guest
«Reply #12 on: March 17, 2008, 02:13:31 PM »
Reply with quote
Ek koshish, tanziyah andaaz main.....



Gardish-e-afaaq se darr lagta hai
Is daur main apne aap se darr lagta hai

Raqeebon ke amal to zaahir hi the hum pe,
Jaane kyun dost-o-ahbaab se darr lagta hai

Dil ki khushi bhent chadhti hai usoolon ke
Humko rasm-o-ravayaat se darr lagta hai

Kho gaya kahin wo tahaffuz ka ehsaas
Kya kahen ab har ek baat se darr lagta hai !!

Wah sis bahut accha likha hai aapne...
Logged
Roja
Guest
«Reply #13 on: March 17, 2008, 02:17:57 PM »
Reply with quote
Aadmi per karta nahi ab aitbar aadmi
Her taraf dunia main ho gaya vyapar aadmi

Matlabon ka thamkar aanchal yahan per,
Risthon ki diwaron main kare daraar aadmi

Kab-kahan doob ke beh jaye, na maloom
Naav per kagaz ki hai sawar aadmi

Kal tak to farishte bhi hua karte the
Aaj dekho to nazar aate gaddar aadmi

Waqt ki tokaron se kahin bikhar na jaye
Kuch is kadar ho gaye hai lachaar aadmi

Nafrat ki nasal hi jhad se ukhad jayegi
Aadmi se kar le gar toda-sa pyar aadmi..
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #14 on: March 17, 2008, 09:48:18 PM »
Reply with quote
Ek koshish, tanziyah andaaz main.....


Gardish-e-afaaq se darr lagta hai
Is daur main apne aap se darr lagta hai

Raqeebon ke amal to zaahir hi the hum pe,
Jaane kyun dost-o-ahbaab se darr lagta hai

Dil ki khushi bhent chadhti hai usoolon ke
Humko rasm-o-ravayaat se darr lagta hai

Kho gaya kahin wo tahaffuz ka ehsaas
Kya kahen ab har ek baat se darr lagta hai !!

Talat ji bohot khoob!
Bohot hi bhle andaz me apne jazbat byan kiye aap ne, khas kar

Dil ki khushi bhet chadhti he usoolon ke
Humko rasm-o-ravayaat se darr lagta hai

is me to armano ka khoon Tapakta huwa nazar aata he, or gardishe aflaq ho ya gadishe doran zmaneki ye adawat shuru me to aasan hoti he, josh me kisi bat ki parwah nahi hoti hame magar jab inteha hoti he tab tak hosle dam tod dete hen, aamir surti ka sher yaad aaya
Milata aankh hamse us ghdi ae gardishe dora'n
Kisi muskil ko jab mushkil se ham mushkil samajhte the


+++++++++++
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 04, 2024, 06:19:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer