Nahi Karta Pyaar to Inkaar Karde !!

by abdulqadeer on December 23, 2008, 03:49:10 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1672 times)
abdulqadeer
Guest
Reply with quote
Tood de qamushi Ab iqrar karde !!
Agar nahi karta pyaar to inkaar karde !!
De nahi sakta agar khuch mujhko !!
To aa mujhe kangaal karde !!

Tujh se maang – maang ke mai sharminda hogaya !!
Aa kissi din mujhe quddar karde !!

Muddath se pyaasi hai ye zamin !!
Aa kissi din barsaath karde !!

Kab tak karega piche se waar mujhe pe !!
Aa kissi din sine pe waar karde !!

Har taraf virani hi virani hai !!
Aa kissi din sama gulzaar karde !!

Shiddath se rone ko dil karta hai Qadeer !!
Aa kissi din mujhe Ghamqaar karde !!

Agar nahi karta pyaar to inkaar karde !!

Qadeer Toopchi

From Dubai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: December 23, 2008, 04:37:55 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause

wah wah wah kaya baat hai, ek ek line dard main doobi... ek ek shab zakhamo se choor .. wah kaya likha hai, bahoot khoob
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: December 23, 2008, 04:54:59 AM »
Reply with quote
Shukriya Pooja is izzath Afza-e- ke liye
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #3 on: December 23, 2008, 05:54:43 AM »
Reply with quote
wonderful abdul ji
nice creation Applause  Applause
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: December 23, 2008, 05:58:16 AM »
Reply with quote
Tood de qamushi Ab iqrar karde !!
Agar nahi karta pyaar to inkaar karde !!
De nahi sakta agar khuch mujhko !!
To aa mujhe kangaal karde !!

Tujh se maang – maang ke mai sharminda hogaya !!
Aa kissi din mujhe quddar karde !!

Muddath se pyaasi hai ye zamin !!
Aa kissi din barsaath karde !!

Kab tak karega piche se waar mujhe pe !!
Aa kissi din sine pe waar karde !!

Har taraf virani hi virani hai !!
Aa kissi din sama gulzaar karde !!

Shiddath se rone ko dil karta hai Qadeer !!
Aa kissi din mujhe Ghamqaar karde !!

Agar nahi karta pyaar to inkaar karde !!

Qadeer Toopchi

From Dubai


wah kya baat hai abdul


jasbir singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: December 24, 2008, 12:03:58 AM »
Reply with quote
Very good work Qadeer Ji
Logged
sanya310
Guest
«Reply #6 on: December 27, 2008, 12:21:41 PM »
Reply with quote
bohot hi acha likha hai..yeh lines toh bohot hi achi hain..

tujh se maang maang ke main sharminda hogaya
aa kisi din mujhe khuddar karde!

bohot umda!
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #7 on: December 27, 2008, 12:47:52 PM »
Reply with quote
behtareen likhte hai aap abdul ji,daad kabul kijiye..
Logged
suman59
Guest
«Reply #8 on: December 12, 2012, 02:07:58 AM »
Reply with quote
Tood de qamushi Ab iqrar karde !!
Agar nahi karta pyaar to inkaar karde !!
De nahi sakta agar khuch mujhko !!
To aa mujhe kangaal karde !!

Tujh se maang – maang ke mai sharminda hogaya !!
Aa kissi din mujhe quddar karde !!

Muddath se pyaasi hai ye zamin !!
Aa kissi din barsaath karde !!

Kab tak karega piche se waar mujhe pe !!
Aa kissi din sine pe waar karde !!

Har taraf virani hi virani hai !!
Aa kissi din sama gulzaar karde !!

Shiddath se rone ko dil karta hai Qadeer !!
Aa kissi din mujhe Ghamqaar karde !!

Agar nahi karta pyaar to inkaar karde !!

Qadeer Toopchi

From Dubai


Waah bahut bahut khoob likha hai aapne Qadeer sb  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 10:55:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.186 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer