Nigaho.N se lekar nazaaro.n ki duniya..... by : irshad ahmed siddiqui

by irshad ahmed siddiqui on August 25, 2011, 02:57:59 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1209 times)
irshad ahmed siddiqui
Guest
Reply with quote
Nigaho.N se lekar nazaaro.n ki duniya
hai kitni haseen chand sitaron ki duniya

hota hai kaliyon ka wajood chaman mei.n
phoolon ke dam se hai baharoN ki duniya

saahiloN pe rehkar mai.n kabhi jii na saka
doobne waloN se puchho kinaroN ki duniya

wo nadaa.N na samajh saka mera hal-e-dil kabhi
mohabbat mei.n wo mere ishaaroN ki duniya

mitt jaate haiN khaak me aarzuuoN ko lekar
ye ishq hai aisey aazaaroN ki duniya

luta ke sab kuch mujhe sakoon-e-dil na mila
aur zamana kehta hai isey bazaaroN ki duniya

tamaam umr tanha kat gaii "irshad" intezaar me
aur fakt mujh ko milii besahaaroN ki duniya...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum se dil lagane ko jii chahata hai........irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
Hume.n bhi koii apna samjhe wo dar chahate hai.n .... irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
Ek tasveer purani.............by irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
Tamaam umr teri aarzu me hum rahe....Irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
woh apni mehak chhod jata hai...........irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals « 1 2  All »
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: August 25, 2011, 04:54:52 PM »
Reply with quote

Irshad Sahab,

Bahut achchha laga aapki ghazal padhkar
daad qubool karen.

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
irshad ahmed siddiqui
Guest
«Reply #2 on: August 25, 2011, 05:44:04 PM »
Reply with quote
shatish ji nawajish ke liye bahut bahut shukriya... shad-o-abaad rahiye......
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #3 on: September 10, 2011, 11:11:29 AM »
Reply with quote
Nigaho.N se lekar nazaaro.n ki duniya
hai kitni haseen chand sitaron ki duniya

hota hai kaliyon ka wajood chaman mei.n
phoolon ke dam se hai baharoN ki duniya

saahiloN pe rehkar mai.n kabhi jii na saka
doobne waloN se puchho kinaroN ki duniya

wo nadaa.N na samajh saka mera hal-e-dil kabhi
mohabbat mei.n wo mere ishaaroN ki duniya

mitt jaate haiN khaak me aarzuuoN ko lekar
ye ishq hai aisey aazaaroN ki duniya

luta ke sab kuch mujhe sakoon-e-dil na mila
aur zamana kehta hai isey bazaaroN ki duniya

tamaam umr tanha kat gaii "irshad" intezaar me
aur fakt mujh ko milii besahaaroN ki duniya...


waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaah
 irshad sahab kya khoobsurat ghazal pesh kiya janaab.daad qabool karein
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
irshad ahmed siddiqui
Guest
«Reply #4 on: September 10, 2011, 04:28:04 PM »
Reply with quote
Janab Adil Saheb Adaab,
Gazhal padhne,pasand karne aur nawajish ke liye bahut bahut shukriya...khush rahiye-shad o abaad rahiye...
khuda hafiz.......
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: September 13, 2011, 09:52:15 AM »
Reply with quote
Nigaho.N se lekar nazaaro.n ki duniya
hai kitni haseen chand sitaron ki duniya

hota hai kaliyon ka wajood chaman mei.n
phoolon ke dam se hai baharoN ki duniya

saahiloN pe rehkar mai.n kabhi jii na saka
doobne waloN se puchho kinaroN ki duniya

wo nadaa.N na samajh saka mera hal-e-dil kabhi
mohabbat mei.n wo mere ishaaroN ki duniya

mitt jaate haiN khaak me aarzuuoN ko lekar
ye ishq hai aisey aazaaroN ki duniya

luta ke sab kuch mujhe sakoon-e-dil na mila
aur zamana kehta hai isey bazaaroN ki duniya

tamaam umr tanha kat gaii "irshad" intezaar me
aur fakt mujh ko milii besahaaroN ki duniya...

BAHUT KHOOB................!



 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 06:07:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer