Pani Pani Ban Behti hai Aag Mohabbat mein

by p1dhillon on June 08, 2010, 04:27:20 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2084 times)
p1dhillon
Guest
Reply with quote
Ayina hoga jo toot gaya museebat mein
Dil na hoga jo toot gaya mohabbat mein

Kyun wo kartey hain mohabbat jo toot jatey hain
kyun ho parwana jal sakey na jo mohabbat mein

kanton mein khil sakey wahi to gulab hota hai
Andherey karey jo noor wo shama hai mohabbat mein

Ho jaye ishq husn se badi baat nahin koi
Jab husn doob jaye kya karein.ge mohabbat mein

Behta hai lahu ishq mein ashq ban ban kar
Pani pani ban behti hai aag mohabbat mein
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
- Jalta Pani - by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
pani........... by roshni246 in Shayri for Khumar -e- Ishq
pani by hena in Shayari -e- Husn
HUYE HUM PANI-PANI by KOYAL46 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Ashkon Ke pani Main !! by Death Designer in Shayri for Khumar -e- Ishq
waquif ansari
Guest
«Reply #1 on: June 10, 2010, 10:27:25 AM »
Reply with quote
Wah janab, likhte rahiye aur aage baRhte rahiye.

Ayina hoga jo toot gaya museebat mein
Dil na hoga jo toot gaya mohabbat mein

Kyun wo kartey hain mohabbat jo toot jatey hain
kyun ho parwana jal sakey na jo mohabbat mein

kanton mein khil sakey wahi to gulab hota hai
Andherey karey jo noor wo shama hai mohabbat mein

Ho jaye ishq husn se badi baat nahin koi
Jab husn doob jaye kya karein.ge mohabbat mein

Behta hai lahu ishq mein ashq ban ban kar
Pani pani ban behti hai aag mohabbat mein

Logged
p1dhillon
Guest
«Reply #2 on: June 14, 2010, 04:37:27 PM »
Reply with quote
Aap ne jo haunslaafzai ki Waquif Ansari Sahib us ke liye shuqriya. AAp jaise qadrdaan hi likhne aur aagey badhne ka raasta dikhate hain. Aap ka mashwara sar-aankhon par. Shukriya. P1dhillon
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: June 14, 2010, 04:42:54 PM »
Reply with quote
bahut khoob dhillon ji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Ayina hoga jo toot gaya museebat mein
Dil na hoga jo toot gaya mohabbat mein

Kyun wo kartey hain mohabbat jo toot jatey hain
kyun ho parwana jal sakey na jo mohabbat mein

kanton mein khil sakey wahi to gulab hota hai
Andherey karey jo noor wo shama hai mohabbat mein

Ho jaye ishq husn se badi baat nahin koi
Jab husn doob jaye kya karein.ge mohabbat mein

Behta hai lahu ishq mein ashq ban ban kar
Pani pani ban behti hai aag mohabbat mein

Logged
p1dhillon
Guest
«Reply #4 on: June 14, 2010, 05:00:31 PM »
Reply with quote
Suresh Sangwan Sahib, bahut bahut shukriya aap ne jo apna keemti waqt nikal kar merey liye likha. Shukriya ek baar phir. P1 Dhillon 
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: June 15, 2010, 12:24:41 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut bahut khoob likha hai aapne Dhillon ji... aapne bahut khoobsurti se ek ek shabd joda hai... bahut khoob...!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: June 15, 2010, 08:16:06 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Dhillon ji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
aaina
Guest
«Reply #7 on: June 15, 2010, 10:40:00 PM »
Reply with quote
acha kaha hai..........keep it up........................


aslam
Logged
p1dhillon
Guest
«Reply #8 on: June 25, 2010, 10:34:13 AM »
Reply with quote
Aslam Sahib,
I am grateful for your appreciation. Many thanks for your encouragement.

Dhillon.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: June 25, 2010, 10:37:01 AM »
Reply with quote
Ayina hoga jo toot gaya museebat mein
Dil na hoga jo toot gaya mohabbat mein

Kyun wo kartey hain mohabbat jo toot jatey hain
kyun ho parwana jal sakey na jo mohabbat mein

kanton mein khil sakey wahi to gulab hota hai
Andherey karey jo noor wo shama hai mohabbat mein

Ho jaye ishq husn se badi baat nahin koi
Jab husn doob jaye kya karein.ge mohabbat mein

Behta hai lahu ishq mein ashq ban ban kar
Pani pani ban behti hai aag mohabbat mein


Wah! Dhillon Ji Bahut khoob
Logged
p1dhillon
Guest
«Reply #10 on: June 25, 2010, 10:40:53 AM »
Reply with quote
Khwaish  Ji,
Kindly accept my grateful thanks for your appreciation. Dhillon.
Logged
p1dhillon
Guest
«Reply #11 on: June 25, 2010, 10:44:52 AM »
Reply with quote
Rajesh Harish Sahib
Aap ka bahut 2 shukriya. Aap ki ek 2 Wah bahut keemti hai. Shukriya. Dhillon.
Logged
p1dhillon
Guest
«Reply #12 on: June 25, 2010, 10:52:03 AM »
Reply with quote
Klaskar Ji,
Aap ne jo taareef ki mere liye bahut keemti hai. Bahut bahut shukriya. Dhillon
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 05:44:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer