Raat jaag kar yaadon mein, neendon ko gawaya tha

by livingbytheday on July 13, 2012, 07:34:37 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 981 times)
livingbytheday
Guest
Reply with quote
Kuch yaad nahi aata kabhi tujhko bataya tha
Raat jaag kar yaadon mein, neendon ko gawaya tha

Qaatil ki nigaahon mein, maqsad ki safayee thi
Phir raat ko shamma ne parwana jalaaya tha

Ek leher ki hadh tak hi,  tha khel nahi jaana
Jub ret ke mehlo mein khawabo ko sajaaya tha

Woh humse mohabatt ka ijhaar nahi karte
Par humko  kasam dekar iqraar karaaya tha

Kuch ishq ki marzi thi, kuch raah mein kaantein tey
Paidal ke musaaphir ne jub haar kamaaya tha

Aayegi zamaane ki baadal pe keher aakhir
Jugnu ki mohabatt mein kal chand chupaaya tha

Koi aag sulagti hain seene mein humesha se
Shabnam ne na  jaane koun sa, angaara bhujaya tha

Andhero ke fat_tey hi, ghar  roshni ayee  hain
Kya jaane yahan  “Deepak”  kisne jalaaya tha
Logged
mkv
Guest
«Reply #1 on: July 14, 2012, 05:41:04 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Deepak jee
Vaah vaah kya baat hai
Bahut khoobsurat ghajal pesh kee hai.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: July 14, 2012, 07:37:04 AM »
Reply with quote
bahut khoob deepak jee dheron badhaaiyaan
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: July 14, 2012, 11:16:39 AM »
Reply with quote
Waah bhai Deepak ji. bahut khubsurat ghazal hai.
har  sher  umda . khaas  taur se 3rd sher  bahut
pasand aaya.Dheron daad lijye. HASAN
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #4 on: July 15, 2012, 10:59:52 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Deepak jee
Vaah vaah kya baat hai
Bahut khoobsurat ghajal pesh kee hai.

thank you so much sir for kind words
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #5 on: July 15, 2012, 11:23:00 AM »
Reply with quote
har alfaaz khoobsurat...gehri bhawnao ka samundar....jinhe shayad samjhna itna bhi aasaan nahi....bahut hi khoob  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #6 on: July 15, 2012, 02:03:30 PM »
Reply with quote
bahut khoob deepak jee dheron badhaaiyaan

thank you saini sir
Logged
suman59
Guest
«Reply #7 on: July 15, 2012, 02:11:27 PM »
Reply with quote
 Applause Applause
excellant  Thumbs UP
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #8 on: July 16, 2012, 03:07:42 AM »
Reply with quote
Waah bhai Deepak ji. bahut khubsurat ghazal hai.
har  sher  umda . khaas  taur se 3rd sher  bahut
pasand aaya.Dheron daad lijye. HASAN

sir aap logo ki housla afjayee ne hi mujhe encourage kiya, accha likhne ke liye, main aapka tahe dil se shukriyaa karta hu, thank you
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #9 on: July 16, 2012, 02:51:32 PM »
Reply with quote
har alfaaz khoobsurat...gehri bhawnao ka samundar....jinhe shayad samjhna itna bhi aasaan nahi....bahut hi khoob  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

bahut shukriyaa, thank you
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #10 on: July 16, 2012, 03:07:20 PM »
Reply with quote
boht khub deepak ji
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #11 on: July 17, 2012, 01:49:23 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Deepak jee
Vaah vaah kya baat hai
Bahut khoobsurat ghajal pesh kee hai.

thank you sir
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #12 on: July 17, 2012, 01:50:16 PM »
Reply with quote
boht khub deepak ji

thank you saahil ji
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #13 on: July 17, 2012, 01:52:28 PM »
Reply with quote
Applause Applause
excellant  Thumbs UP

thank you sumanji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 10:09:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer