Shukriyah hai: diye jaa rahaa huun tumhain!

by abdbundeli on January 31, 2013, 09:39:09 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1081 times)
abdbundeli
Guest
Reply with quote

Dil key nazdeek hee paa rahaa huun tumhain!
Isliye baarahaa gaa rahaa huun tumhain!!

Din nikaltey hi suntaa huun teyree sadaa:
Khaas pahloo mein jyoun paa rahaa huun tumhain!

Haay, alfaaz-o-sur kee yeh naakaafiyat:
Har lamheyn sirf duhraa rahaa huun tumhain!

Kyaa bataauun mujhey ho gayaa hai yeh kyaa:
Ashk-e-afshaan sey nahlaa rahaa huun tumhain?

Khoob tumney ‘abd’ ko kiya hai ataa;
Shukriyah hai: diye jaa rahaa huun tumhain!

                       - abd bundeli


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dar dar bhaTak rahaa huuN by husain52 in Shayri-E-Dard
Tumhain kyaa, jahaan dil huaa, chal diye tum? by abdbundeli in Shayri-E-Dard
Aakul huun! Haan, wirahaakul huun!! by abdbundeli in Other Languages
Magar, gaa rahaa huun, 'abd', marsiyaa! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
Wo idhar hain; udhar rahaa huun main! by abdbundeli in Ghazals
suman59
Guest
«Reply #1 on: January 31, 2013, 09:48:55 AM »
Reply with quote

Dil key nazdeek hee paa rahaa huun tumhain!
Isliye baarahaa gaa rahaa huun tumhain!!

Din nikaltey hi suntaa huun teyree sadaa:
Khaas pahloo mein jyoun paa rahaa huun tumhain!

Haay, alfaaz-o-sur kee yeh naakaafiyat:
Har lamheyn sirf duhraa rahaa huun tumhain!

Kyaa bataauun mujhey ho gayaa hai yeh kyaa:
Ashk-e-afshaan sey nahlaa rahaa huun tumhain?

Khoob tumney ‘abd’ ko kiya hai ataa;
Shukriyah hai: diye jaa rahaa huun tumhain!

                       - abd bundeli




 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut bahut badiya gazhal likha hai aapne abdbundeli jee... shukriyaaa is shandar peshkash k liye...deron daad

bahut bahut shandar
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: January 31, 2013, 09:52:02 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #3 on: January 31, 2013, 10:32:34 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut bahut badiya gazhal likha hai aapne abdbundeli jee... shukriyaaa is shandar peshkash k liye...deron daad

bahut bahut shandar

Bahut-bahut shukriyah, Suman ji!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #4 on: January 31, 2013, 10:34:15 AM »
Reply with quote
Applause Applause

Shukriyah, Dr. Saini ji!
Logged
laaiba
Guest
«Reply #5 on: January 31, 2013, 10:48:20 AM »
Reply with quote

Dil key nazdeek hee paa rahaa huun tumhain!
Isliye baarahaa gaa rahaa huun tumhain!!

Din nikaltey hi suntaa huun teyree sadaa:
Khaas pahloo mein jyoun paa rahaa huun tumhain!

Haay, alfaaz-o-sur kee yeh naakaafiyat:
Har lamheyn sirf duhraa rahaa huun tumhain!

Kyaa bataauun mujhey ho gayaa hai yeh kyaa:
Ashk-e-afshaan sey nahlaa rahaa huun tumhain?

Khoob tumney ‘abd’ ko kiya hai ataa;
Shukriyah hai: diye jaa rahaa huun tumhain!

                       - abd bundeli



waah waah lajawab kalaam,............bohat c daad,......
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #6 on: January 31, 2013, 10:56:10 AM »
Reply with quote
bhut he khub ji
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #7 on: January 31, 2013, 10:58:33 AM »
Reply with quote
bahut hi khooob ghazal.....
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #8 on: January 31, 2013, 11:20:04 AM »
Reply with quote
waah waah lajawab kalaam,............bohat c daad,......

Bahut-bahut shukriyah, 'Laaiba' ji!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #9 on: January 31, 2013, 11:21:17 AM »
Reply with quote
bhut he khub ji

Bahut-bahut shukriyah, Rajan ji!

Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #10 on: January 31, 2013, 11:22:23 AM »
Reply with quote
bahut hi khooob ghazal.....
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Bahut-bahut shukriyah, Vimmi ji!

Logged
aqsh
Guest
«Reply #11 on: January 31, 2013, 11:30:28 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah waah! bahut khoob abdbundeli saab. Badi hi pyaari ghazal thi.dheron daad qubool kare
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #12 on: January 31, 2013, 12:02:01 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
mkv
Guest
«Reply #13 on: January 31, 2013, 04:09:59 PM »
Reply with quote
Aadaab ABD sahab
behad umda ghazal hai..aur maqta..dil ko choo gaya..

Khoob tumney ‘abd’ ko kiya hai ataa;
Shukriyah hai: diye jaa rahaa huun tumhain!

phir se mubarakbaad ..likhte rahiye

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: January 31, 2013, 09:03:33 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 12:12:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer